Pakistani Drame & Tv Channels (Survey)
Assalam o Alaikum
aj kal pakistani media ne..khawateen ka sahara le kar..jo islam ki be adabi shuroo kar di hai.kia aap is ke haq main hain..kia stage pe fashion ke naam par neem uryaan larkiyaan, kirdaar ke naam par na mehram mardoun se aik bistar par baith kar. hath main hath pakar kar bv ka kirdaar ada karti larkiyaan..
kia aap is haq main hain..?
drama toh pehle bhi hua karte the
fashion bhi hua karte the.
pehnaawe haseen pehle bhi hua karte the
khobsorati khawateen main pehle bhi ayaan thi..
toh kia ye uryaaniyat ..qaabil-e-qubool hai?
aap kia kehte hain?
Re: Pakistani Drame & Tv Channels (Survey)
Ptv pr top class k dramas laga karte hy or log ptv k dramas ko copy kia krte tey pr afsos aj kal pakistnai media indian dramas ko vopy krta hy dresisng se le kr script tak .. over acting bht hy jab pahle sab crecter suljay huwe te hr dramay mai koi na koi learning point huta tah

Kuch jaghon per zarurat hte ha
according to script
specially un dramon mein jo novel based hte
but kuch jagha to zaroorat e nae hte

i feel too bad whenever i see by chance
maloom nhi in se kis ne keh dia k fahashi mai husn hai......... jo chahy ap husn e krishma saz kry

Quote:
Originally Posted by
Raja Pakistani

bilkul..main bhi ye hi sochti hon..kis qadar standard ke dramas hua karte the..story hua karti thi..ab to wo hi hai..behen behen ku dushman..aik hi family ki khawateen doosre members ko nuqsaan pohonchaane ke liye saazishain karte log. larkiyoun ka larkoun pe concentration.pakistani moashra aisa toh nahi hai..bohot third class standard ho chuka hai pakistani media ka.
Quote:
Originally Posted by
Nimra Rashid

scrpt toh nimra pehle bhi hote the..mohabat ka izhar tanhaaiyan jaise drame main bhi tha.. dhoop kinaare. alfa bravo charlie..par aisi zaroorat toh pehle kabhi nahi pari.main chahti hon koi campaign chale aisi.jis main is trend ke khilaaf kaam ho.
Quote:
Originally Posted by
Arosa Hya

ji beshak..dara kaafi tha..aur qudrati husn kafi tha..ab toh...bas kia kahon.

CaLmInG MeLoDy

Mein ne kuch had tak ki baat ki hai
but most of the time mein TV dekhti e nahi hun
so mostly mjhy aaj kal k dramon ka trend nahi pta
kaheen zarurat ho b sakti
but ek do scene social media k through mjhy dekny ko milay
na e baat krn bs unki to

ji..sahi keh rahi hain..waise bhi pakistan ka culture nahi hai ye sab..dopatta toh actress ke ghayab ho gaye hain.pata nahi kia ho gaya hai logn ko.

Complex
Re: Pakistani Drame & Tv Channels (Survey)
Quote:
Originally Posted by
Nimra Rashid
Complex
I am totaly against this style of pakistani media now.