ab saray kaaam main hi karon :O ap bhi kuch karain na
hmm zehen pe itna zor naa daala karain..aur puraani kahaawatoun pe matti daalain..
main ne kisi say suna hai k Qadar khooo daita hai roz ka anay waala :-s ab main kia karon yeh baaat zehan say nikalta hi nahe ;;;
hmm itne months baad matlab yaad dilaane aate hain..itne dinoun main toh matlab hi change ho jata hai..:dhanda:
yup yehi matlab howa iska to /\
means forever...vrf
jab tak app ho yahan main yahan ata hi rahon ga bye
khayaal aa gaya yahan dobaara namoodaar hone ka...
kyon chaira me ko feather say :sleep