Zakhm ko phool to sarr-sarr ko saba kahte hain Jane kya daur hai kya log hain kya kahte hain.
Kya kyamat hai ki jinke liye ruk-ruk ke chale
Ab wahi log hamain aabla - pa kahte hain.
Koii batlaao ki ek umra bichda mehboob
Ittifakan mil jaaye to kyaa kahte hain.
Jab talak door hain to teri parsitash ker lain
Hum jishe chu na saken usko Khuda kahte hain
Kya taajjub hai ki hum ahle - tamanna ko 'Faraaz'
Weh jo mahrume-tamanna hai bura kehte hain.
Similar Threads:
Umdah aor khoob surat kalaam
Share karne ka shukariya
@Ram Mohan
Aap ke liye Roman Urdu sub sec bana diya gya hai ab aasani se wahan post kiya karen , aap ki ye pst bi odher he Move kar rahe hain
کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومنحوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks