SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 10 of 28 FirstFirst ... 6789101112131420 ... LastLast
    Results 91 to 100 of 274

    Thread: Aliza On Hot Seat...!!!

    1. #1
      Moderator www.urdutehzeb.com/public_html
      Ainee's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Posts
      1,188
      Threads
      267
      Thanks
      32
      Thanked 102 Times in 69 Posts
      Mentioned
      525 Post(s)
      Tagged
      4726 Thread(s)
      Rep Power
      25

      Aliza On Hot Seat...!!!


      • Assalam o alaikum ...!!!

        kaise ho UT ke insan o haiwaan, zameen o aasmaan, jin o charind parind..
        is waqt UT ki aik aisi hi makhlooq ko main is hot seat ki

        zehmat banane...

        ooppss.
        zabaan slip ho gai.kehne ka matlab tha zehmat dene waali hoon..

        jo ke bazaahir toh kam go, kam kam nazar aane wali insan hain.
        magar phir bhi hain intihaai posheeda dilchasp insan.


        I am going to welcome our very very latest member


        • You are most welcome to Hot seat




          How are you

          A welcome dhamaaka on your arrival







          Some Refreshments to welcome our guest







          Cold Drinks




          A Few more







          ziaada thannda ho gaya........





          You are most welcome as a guest.

          aap ko ziaada pareshaan na karne ka waada karte hain ham
          aur wo wada hi kia jo wafa ho.

          Abhi kuch basics sawalaat ke jawabaat dain..uske baad IN SHA ALLAH baaqi batain hoti rahaingi..zaroori ye hai ke....jawabaat jald az jald aur dilchasp houn..


          1-how are you? aur yahan is hot seat pe baith ke kaisa lag raha hai.
          2-ye bataiye sab se pehle aap ke zehen main aisa koi sawaal aaya keh kahin host ye na pooch lain, agar aisa koi sawal aaya zehen main toh wo sawal kia tha.aur uska jawab kia hoga.
          3-apni family aur baaqi qareebi logon ke bare main kuch batayain..
          4-aap ka friends kitne hain, aur dostoun ko aap apne kis qadar qareeb rakhti hain?
          5-waaldain toh hote hi bohot pyaare hain, par kisi aik ke qareeb ham ziaada hote hain. aap kis ke qareeb ziada hain? ammi ya abbu?
          6-aap ki age, qualification, feild, aur job se related information?
          7-aap khud toh zaahir hai apne baare main raaye dena nahi chaahaingi, magar apne moonh miyaan mithoo hona chahain toh most welcome. magar apni friends ki nazar main bhi ya baqi logon ki nazar main aap ki over all look kaisi hai?
          8-khud main aap ko sab se ziaada Allah pak ki di hui naimatoun main se sab se ziaada kia pasand hai?(face features).mujhe pata hai agar main is question ko define na karon toh aap toh baal ki khaal utaar lainge..
          9-mizaaj ke kaise waaqe hue hain
          10-adab se koi dilchaspi?
          11-life ko entertain karne ke liye aap ka man pasand mashghala
          12-man pasand food and drinks?
          13-bachpan, jawaani ya burhaapa..in main se konsa time period aap ke lehaaz se best hota hai
          14-insan ko zindagi ke ye phases kaise guzaarne chaahiye define karain, childhood,young age,old age
          15-UT par bohot hi mehdood list hai aap ke friends ki.. .aisa kion?
          16-rich, poor, middle class..in teenoun classess ki best and bad characteristics define karain?
          17-farz karain..jabrann(zabardassti) aap ko snow falling main le jaaya jaye. wahan jaa ke coffee ya tea bhi nahi balke soup bhi nahi peene dia jaye.balke aap se kaha jaye ke dhair saari ice cream khaaiye..toh aap kia karainge?
          18-zindagi ke kisi faisle ke waqt pe agar aap ke samne majboori ya sacrifice ka option aa jaye.toh aap konse option ko choose karne waale hain?
          19-dressing kaisi hai aap ki? man pasand dress kia hai
          20-zindagi se kia haasil kia? aur kia seekha..

          tamaam sawalaat mehez mere zaati zehen ki zaati paidawaar hain, inko siaasat ka hissa na samajhte hue. zaatyaat pe na liya jaye..warna nataaij ke zimmedaar aap khud honge..

          filwaqt fata fat ye hi sawaal mere zehen main aaye..baaqi maanda sawalaat aap ke jawabaat ke hisaab se hote rahainge. abhi in ke jawabaat diijiye...

          be had shukria..

          your turn now.









    2. The Following 4 Users Say Thank You to Ainee For This Useful Post:

      intelligent086 (02-02-2018),Moona (02-02-2018), Rohail (02-02-2018),Ubaid (02-03-2018)

    3. #91
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Lag to aise raha hai k ap mjh masoom k jaan lena chahte hai
      Allah khair kare
      aasan sawal hoon ge , Moona apni pitari khol le phir main post kar doon ga



      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    4. The Following 2 Users Say Thank You to intelligent086 For This Useful Post:

      CaLmInG MeLoDy (02-07-2018),Moona (02-07-2018)

    5. #92
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Ye Kya hai ??
      Ye ek sher hai. Jis main insan ki haqeeqat batai gai hai k
      Ke is khuaab jesi zindagi main ae rabb
      Meri haqeeqat sirf mout (death) hai






    6. The Following User Says Thank You to CaLmInG MeLoDy For This Useful Post:

      Moona (02-07-2018)

    7. #93
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post

      آمین یا رب العالمین۔
      اللہ تعالیٰ حالت ایمان میں زندہ رکھے اور موت بھی حالت ایمان میں آئے۔

      Allah ap ko khosh rakhai.


    8. #94
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post

      @Aliza
      Janab jo ap bar bar pochti hai k ye kia hai, ye kai hai, mujai smjh nahi arha to mai smjha deta ho.
      Ye Habib bhai nai post kia ta ye tasweer jis mai likha hai

      "Es Sarab-e-zindagani mai__ , A Khaliq-e-Kun Payakun..
      Meri Haqeqat hai Yahi__ , Inna Lillahi wa Inna Elaihi Rajeaon.."

      Phir is par moona g nai comment kia
      "@intelligent086 Habib bhai qayun dra rahe hain lagta hai aap 10# tak aa gaye hain phir

      Habib Bhai nai reply Kia "
      یہ تو حقیقت ہے ، یہ بتا دیتی کہ دائیں طرف سے یا بائیں طرف سے ؟"
      (Ye to Haqeqat hai,
      ye to bata deti k daye taraf sai ya baye taraf sai"

      Phir mai nai comment kia
      "Hahaha
      Habib Bhai kia ye sach hai @intelligent086
      "

      Phir Habib Bhai nai reply kia "
      اس نے تو بالکل ہی چارپائی کے قریب پنچا دیا ہے اگر اس کی بات سے اتفاق کر لیں تو پھر کوچ کا وقت آنے والا ہے؟"
      (is nai to bilkul hi charfayi k qareeb pohuncha diya hai agar is ki bat sai itifaq karlai to phir koch karnai ka waqt anai wala hai?"


      Phir mai nai reply kia
      "
      Allah na karai ap Koch kar jaye. Allah ap ko Lambi aur sihatmand zindagi dai."

      Ab kuch samajh mai aya ya aur explain kardon.




      Last edited by Ubaid; 02-07-2018 at 12:31 PM.

    9. The Following User Says Thank You to Ubaid For This Useful Post:

      Moona (02-07-2018)

    10. #95
      Moderator www.urdutehzeb.com/public_htmlClick image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      BDunc's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      8,431
      Threads
      678
      Thanks
      300
      Thanked 249 Times in 213 Posts
      Mentioned
      694 Post(s)
      Tagged
      6322 Thread(s)
      Rep Power
      119

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      @Aliza ab dekh lo behnoo..humara dimagh kahan kaam karta hai


    11. #96
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by Moona View Post

      @Aliza
      ye b Shokhi hai is main kaun c sanjeedgi hai ye sanad (certificate ) qabil e qabool nahi.


      @intelligent086 Habib bhai ghalti ho gaii ab jane dain


      oper translate kar diya hai
      Thank u moona sis


    12. #97
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by Moona View Post


      Iss saraab e zindagi main____ Ay Khaliq e kun fayakun
      Meri haqeeqt hai yahi__ Inna Lillahe wa'inna..........
      Oh picture me bhi yahi likha hai very gud


    13. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      Moona (02-07-2018)

    14. #98
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post
      ان شاءاللہ آسان اردو جو پڑھی جائے گی۔
      In sha Allah
      Aasan urdu jo perhi ja sake gee


      Ha ji asaan Urdu parh sakti hn


    15. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      intelligent086 (02-08-2018)

    16. #99
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post
      Allah khair kare
      aasan sawal hoon ge , Moona apni pitari khol le phir main post kar doon ga
      Chale jaldi sawal kare... Aur yaha zyada tar hamara charcha hona chahiye w k yaha hamara interview chal raha hai na


    17. The Following 2 Users Say Thank You to Aliza For This Useful Post:

      intelligent086 (02-08-2018),Moona (02-07-2018)

    18. #100
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Aliza On Hot Seat...!!!

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      Ye ek sher hai. Jis main insan ki haqeeqat batai gai hai k
      Ke is khuaab jesi zindagi main ae rabb
      Meri haqeeqat sirf mout (death) hai
      Bht khoob mashallah


    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 10 of 28 FirstFirst ... 6789101112131420 ... LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    www.google.comsearchq=kotlta hji sha layyah&client=ms-opera-mini&channel=newzindagi m kia acha kam krna chaiy jo Allah ko pasand ajen

    old age may khosh healthy kaise raha jaye

    Khubsorat parind

    jis main jitna zarf hai utna he woh khamosh hai

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •