SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 2 FirstFirst 12
    Results 11 to 14 of 14

    Thread: Assalam o Alaikum...!!!

    1. #1
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Assalam o Alaikum...!!!



















      Jaisa ke is thread se hi zaahir hai ke mujhe yahan wo kuch share karna hai.jo ke meri knowledge main hai, chaahe medical relaed baat ho, country related ya is dunia se talluq rakhne waali koi baat ho..main apne is thread ko time to time extend karti rahoongi. aap bhi apne apne threads ko time to time extend karain.

      Islam

      ji janab toh sab se pehle main islam se related baat karti hoon. meri knowledge ke hisaab se Allah pak insan ke dil main hai, jab jee chaahe Allah pak ka deedar karo, jab jee chaahe Allah paak se maango aur jab jee chaahe ro kar faryaad karo . toh dunia main yahan wahan talaash karne ki bajaye apne Allah pak ko apne dil main talaash karo.

      meri zaati knowledge ke hisaab se . aik insan khud kia hai. uske aamaal kaise hain, ye bat khud uske dil main chupi hoti hai.magar zaroorat sirf sach bolne ki hoti hai. agar koi insan deeni aitbar se kamyab hona chahta hai toh usko chaahiye ke woh sab se pehle khud se sach bole.

      World
      ab baat karte hain is dunia ke hisaab se. batain toh bohot hain.magar filwaqt bas woh baatian jo mere zehen main aa rahi hain. like ye dunia Allah pak ne hamare liye hi banaai hai..is ki naimatain bhi hamaare liye hain..aur hamari hi aazmaaish ko is dunia ki haraam cheezain bhi banaai hain. hamain chaahiye keh ham is dunia main apne aap ko balanced tareeqe se rakhain. acha pehenna, acha orhna, acha khaana, acha peena, gharz ye ke jis ki jitni gunjaaish hai. woh us hisaab se apni apni khuaahishaat poori kare. Allah pak ki naimatoun ka shukar guzar ho. aur aazmaaish waali cheezoun se parhaiz rakhte hue. apni personality built kare.
      is hisab se.. dunia ka hona meri knowlede ke mutaabiq har insan ke liye zaroori hai.

      Ilm
      mere nazdeek ilm bohot wasee cheez hai. sirf degrees aur certificates ki mohtaaj nahi. insan sari umar seekh sakta hai. aur sari umar hi seekhen main guzaar deta hai..isliye ye kehna ke koi insan taleem yaafta hai ye uske ehl-e-ilm hone ki zamaanat nahi.

      baqi baatain bhi main yahan time to time update karti rahoongi.. aap log comments kar sakte hain ..shukria..


      Similar Threads:
      Last edited by Ria; 06-30-2014 at 11:58 PM.





    2. #11
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Assalam o Alaikum...!!!

      Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post
      Haan to baby Doll jee apni thinking ko share hi to kia na ap ne
      ye pittal ki dunia kia jaane meri thinkings.






    3. #12
      New Member Mr. Bean's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Posts
      80
      Threads
      1
      Thanks
      0
      Thanked 0 Times in 0 Posts
      Mentioned
      6 Post(s)
      Tagged
      1756 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Assalam o Alaikum...!!!

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      ye pittal ki dunia kia jaane meri thinkings.
      ap batayen gi to pata chalay ga na pittal ki duniya ko :p


    4. #13
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html ayesha's Avatar
      Join Date
      Jul 2014
      Posts
      2,117
      Threads
      446
      Thanks
      3
      Thanked 45 Times in 40 Posts
      Mentioned
      183 Post(s)
      Tagged
      6973 Thread(s)
      Rep Power
      129

      Re: Assalam o Alaikum...!!!

      very nice...



    5. #14
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      21

      Re: Assalam o Alaikum...!!!

      Assalam o Alaikum.Beshak RABB REHMAN pak dilo mai Rehte haij or Napak Dilo mai shetan mardod.Ye donia Beshak ek Imtihaan gah hai or RABB REHMAN Hume Esme Kamyaab farmaey.Ameen.ormere liye ye Ye donia He mera school college or yehe uni hai.



      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 2 FirstFirst 12

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •