SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 13 of 18 FirstFirst ... 391011121314151617 ... LastLast
    Results 121 to 130 of 173

    Thread: Coffee With Ubaid Sir Ji

    1. #1
      Moderator www.urdutehzeb.com/public_html
      Ainee's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Posts
      1,188
      Threads
      267
      Thanks
      32
      Thanked 102 Times in 69 Posts
      Mentioned
      525 Post(s)
      Tagged
      4726 Thread(s)
      Rep Power
      25

      Coffee With Ubaid Sir Ji


      salaaaaaaaaaaaam every one
      eeeeeeeeek zamane baad jalwa afroz hon coffee with Ut mein
      hamare members bhi kuch khamosh rahe.
      kabi kuch razi na hue interview ko.
      to aj
      CM
      ne bataya..ke muje start karna ha interview thread



      so
      I AM HAPPY

      For calling our very new member

      jin ko ham jante nahi.
      shayad ham main se kuch jante b hon
      but not me

      to unko janne ke liye
      kuch sawal unse mei start karti hon
      kuch ap karna

      I ammmmmmmmmmmm talking about
      nonnnnnnnnnnnnnnnnnnnnne othere then
      aise member .jinko khud ko sir kehlwaana pasand nai
      but CM told me to call him sir.


      gustaakhi moaaf sir ji.
      but kion ke ap guest hain.to respectable to hue.
      ham yahan baal ki khal bhi utaarainge.
      aur kion ke interview hai.toh guest ki bhi
      khair nener mind
      @
      Ubaid sir ji


      you are


      Here are the welcome flowers for you

      bohot acha laga aap ko hamare forum par..balke ap ke aur ham sab ke forum par.daikh kar.
      kafi ache. and friendly in first look
      baki sawaloun ke jawab dain.

      sawal hazir hain


      sawaaloun ke jawabat sawal quote kar ke dena.sir ji.so that parhne wale dilchaspi se parhain.log parhte hain interview.apni CM sahiba ke interview ko sab se ziada parha gaya. more then 44000 visitors ne read kia.

      1-kaise hein ap.kesa laga UT.yahan ke members and admin ..sab ke bare main kuch bataiye.ke kesa laga
      2-UT ap ne join kese kia. kisi ke invitataion..ya search engine ke through. aur yahan ka fav section kosa hai.
      3-kis city and country se hain
      4-insano main kia khasoosiyat hai jis par sab se pehle nazar jati hai.
      5-hobbies and habbits kia kia hain
      6-insan hone ke naate .insan ki konsi aadaat achi aur konsi buri lagti hain
      7-forum world main kab se hain.UT ke ilawa bhi kahin member rahe hain.
      8-@Aliza se kab se jan pehchan hai. ajeeb sawal hai na.par yahaan UT pe ap ki unse gap shap ziada mili hai parhne ko.
      9-urdu adab se koi shaghaf hasil hai.ya urdu adab se bor ho jate hian.
      10-dunia main aa kar. dunia dari main ziada dilchaspi hai ya haqeqat ke nazdeek bhi hain.
      11-khane main konsi dish ziada pasand hai..Pulaow..ya Khayaali pulaaow
      12-kis qisam ka libaas pehennna pasand hai.
      13-khane main mirchain teiz lagain toh kia karte hain.
      14-married or un married?
      15-koi hansi mazak bhi pasand hai.ya bas mirchoo type
      16-forum world se agar pehle se waqif hain.toh konse popular members jo almost tamam forums par hain ap unko jante hian?
      17-ut ki khamiyaan. aur khoobiyaan.
      18-Shadiyoun ke khane ke liye ham pakistaniyo ki tarha shadi attend karte hain.ya formaly?
      19-weekends ka name sunte hain josh walwala jaag jata hai.ya bor honge.ye soch kar ukta jate hain.
      20-filwaqt ye hi jawab dain.baki sawal hamare baki members aur main bhi.dhondh dhaand kar late hain.apko kase sawal ziada pasand hain.




    2. The Following 3 Users Say Thank You to Ainee For This Useful Post:

      intelligent086 (01-06-2018),Moona (01-03-2018),Ubaid (01-10-2018)

    3. #121
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Ye ek set hai!!. r kitnai sets baqi hai
      Hum batati hn sets mood aur sawal par depend hai..

      Chale pathan sahab dkhte apke jawab


    4. #122
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      1) Ap abbu k chahite ho k Ammi k

      Ans. Mai Abbu ka chahita hon.

      2) Abbu strict hai k Ammi

      Ans. Abbu boht strict hai.

      3) Ap kitne bhai behen hai

      Ans. Ham 3 Brothers aur 5 Sistera hai. (Masha Allah kahiye ga)

      4) Apki date of birth n birth place Kya hai


      Ans. Mera Date of birth 15 March 1996 hai.Jis waqt mai paida howa us waqt mera walid sahib Peshawar mai mulazimat karta tha r ham udhar rehtai thai so mai udhar paida howa hon.

      5) Apne sheher jo Pakistan me hai uske bare me humein kuch bataye

      Ans. Sawat Valley hamarai elaqai ka nam hai. ye boht khobsorart jaga hai log door door sai tafreh k liye atai hai. is mai qareban 99% phatan rehtai hai. ye sardi mai boht sard hota hai baraf bhi padti hai. R garmi k mosam mai ye mutadil hota hai. Bahar(Spring) k musam mai har taraf phool kilthai hai jis sai ye khobsorat jagah r bhi khobsorat lagti hai. ye boht tarekhi (Historical) jagah bhi hai. is k barai mai ye mashhoor hai k Angreezo k sar thod koshash k bawajood bhi wo log ye jagah qabza nahi kar sakai.
      is mai qemati patharon k khanien hai jo international market mai boht mehngai bechai jatai hai.R bhi boht sari khasosiyat hai is jaghai k. ap ko r kuch janna ho to is link pai dekh sakti hai (
      https://en.wikipedia.org/wiki/Swat_District)

      6) Ap apne bhai beheno me kis se zyada close hai..aur kis se apne sare kaam karwate hai

      Ans. Mai apni badi behn ka boht close hon mera jitna bhi kam hota hai sara wo kar deti hai.

      7) naniyal zyada pasand hai k dadiyal aur wajah bataye

      Ans. Mujai nanyal ziyada pasand hai Q k udhar merai boht sarai ham umar czns hai jin sai mai gaf shaf laganai jata hon. bachfan mai bhi ek sath kheltai kodtai thai isi waja sai mujai wo log ziyada pasand hai.

      8) jab ap kinder garden me the to apki koi fav teacher ?

      Ans. Ek teacher tha jo ham ko parhata kam r qissai(kahaniyan) ziyada sunata tha isi waja sai wo ham ko boht pasand tha.

      9) Bachpan k aise Kaunse khel hai jo ap ab miss karte hai

      Ans. Gotiyan khelna, chindro (gata), goli danda, chapal mar, peto garam etc. boht sarai khel thai jo mai boht miss karta hon.

      10) Bachpan ka koi dilchasp qissa sunaye jo ab sochte hain to hasi ati hai

      Ans. Ek martaba esa howa k hamarai gali mai ek banda aya jo kabad kharedta hai r us k badlai bachon ko kuch metha ya paisai detai hai (Jo aam tawar qareban har jagah hota hai). to wo banda acha khasa badai umar ka banda tha likn us ka qad(height) boht kam tha. to mai nai bhi gar sai kabad liya r us k pass giya ta k kuch metha lon us sai. to mai nai us ko kaha "Chit Mama" (pushto ka lafz hai jis ka matlab hai chotai qad walai mamo) mujai bhi metha do. mera ye kihnai par wo ghussa hogya r bina kuch diye hi chala giya.


      @BDunc @Aliza @_Alex_ @Moona @intelligent086 @Jelly Bean @CaLmInG MeLoDy @Ainee @Veedoo @smartguycool
      Lol ap bachpan me kuch zyada hi shahrati the..

      Mashallah se apke bare me aur apke bachpan k bare me jankar bht khushi huwi ubaid...

      Chale hum next set k sath hazir hoti hn


    5. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      Ubaid (01-31-2018)

    6. #123
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      My second set for u Ubaid

      1) Mohabbat ishq pyar inke apki zindagi me Kya mayne hai?

      2) School k daur me kisi kisi ko koi na koi pasand ata hai..kya apko aisa koi dilchasp khissa school k waqt raha hai?

      3)Parhayi Karna acha lagta tha? Exams k tayyari kaisi hoti thi group studies k akele parh lete the?

      4) Results k waqt Kya haal rehte tha?

      5)Jab sab se zyada khush ho to Kya karte hi?

      6) Dukhi ya udas hone par Kya Karna pasand karte ho

      7) Kabhi kisi se pyar huwa hai?

      8) Aam taur par Insaan k kaunsi quality dkh kar unhe pasand karte ho

      9) Seerat mayne Rakhti hai k Surat?

      10) Adhoori mohabbat Kya hai Aur isme bande ka life ko dkhne ka nazariye k bare me bataye

      11) Paisa ya Pyar isme me choose Karna pare to Kya chunoge aur kyun?

      12) Apko gussa kin baton par ata hai

      13) Agar samne wala ap par tanz kare ya zaleel kare jo apse barhe ho.. tab apka Kya reaction hota hai

      14) Kaun si aisi quality hai jo apko khud me achi lagti hai

      15) Kisi se pyar hojaye to kaise izhar karoge

      16) Forum par jitne apke dost hai in sab k bare me kuch bataye

      17) Shayari apki fav hai ye hum jante hai.. bt shayari Parhne ka aghaaz kabse huwa kis umr se aur kis wajah se

      18)Apni life partner me Kya qualities Dhundte hi?

      19) Pardes me apne Desh k kaunsi Cheez sabse zyada miss karte ho

      20) humse (UT par sabse)baat kar k kaisa lagta hai..


      @BDunc; @Jelly Bean; @intelligent086; @Aseer e Wafa; @_Alex_; @Ainee; @CaLmInG MeLoDy; @Veedoo; @Ubaid; @Hania Shah; @sehrish2134; @Moona; @Haniesh Shah; @smartguycool; @Youthful;



    7. The Following 3 Users Say Thank You to Aliza For This Useful Post:

      CaLmInG MeLoDy (01-29-2018),intelligent086 (01-29-2018),Moona (01-29-2018)

    8. #124
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      15

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ainee View Post
      ye iraada itna mazbboot kion tha.ke aj tak hill bhi na saka ani jaga se.. banda ya bandi koi sawal hi kar lete hain..

      @Ubaid ne khud roka tha



      Politician are the same all over. They promise to bild a bridge even where there is no river.
      Nikita Khurshchev

    9. The Following User Says Thank You to Moona For This Useful Post:

      intelligent086 (01-29-2018)

    10. #125
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      15

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post

      @Moona
      ایک روز قبل بتا دیں گے کہ سوالات کب پوسٹ کرنے ہیں

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Kab tk tayyari karengi moona sis.. ubaid ka interview session khatm par hai

      Mujhe Ubaid aor Habib bhai ne sawal pochne se mana kiya tha


      Politician are the same all over. They promise to bild a bridge even where there is no river.
      Nikita Khurshchev

    11. The Following User Says Thank You to Moona For This Useful Post:

      intelligent086 (01-29-2018)

    12. #126
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Moona View Post

      Mujhe Ubaid aor Habib bhai ne sawal pochne se mana kiya tha
      جیسے ہی اوپر پوسٹ سوالات کے جواب مکمل ہوتے ہیں آپ بھی پٹاری کھول دینا



      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    13. The Following User Says Thank You to intelligent086 For This Useful Post:

      Moona (01-29-2018)

    14. #127
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      smartguycool's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      616
      Threads
      448
      Thanks
      102
      Thanked 493 Times in 328 Posts
      Mentioned
      127 Post(s)
      Tagged
      61 Thread(s)
      Rep Power
      7

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Ye sare sawal ubaid se hai Hassan sahab
      Acha ji


    15. #128
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      15

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post
      جیسے ہی اوپر پوسٹ سوالات کے جواب مکمل ہوتے ہیں آپ بھی پٹاری کھول دینا
      Now Time Is OveR


      Politician are the same all over. They promise to bild a bridge even where there is no river.
      Nikita Khurshchev

    16. The Following User Says Thank You to Moona For This Useful Post:

      intelligent086 (01-30-2018)

    17. #129
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      [QUOTE=Ainee;146207]bohot ache jawab the aap ke..khush rahe.



      muzafar ali. kia name yad dila dia ap ne. CM ne bohot koshish ki thi unko forum modship sikhane ki..par wo na seekh paye..aur naraz ho hi gaye.

      abhi toh ubaid se the.aap ki baari aane ko hai.

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Shukriya Sir G. mai @CaLmInG MeLoDy aur @Ainee sai request karong k ap ka bhi tafseli interview lai ta k ham bhi ap k baray mai jan sakai.[/QUOTE @BDunc free time apna bata dain.ussi roz unka interview..




      bohot ache ache jawab diyye aap ne.. end of jan tak aur kisi ne aur bhi sawal poochne hian toh pooch le..uske baad..feb main next member ka interview..IN SHA ALLAH..
      Shukriya.


    18. #130
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Lol ap bachpan me kuch zyada hi shahrati the..

      Mashallah se apke bare me aur apke bachpan k bare me jankar bht khushi huwi ubaid...

      Chale hum next set k sath hazir hoti hn
      Mai bachfan sai shararti nahi balka boht sedha sadha hon mujai ye malom nahi tha k us ko kia bolon.
      Shukriya.


    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 13 of 18 FirstFirst ... 391011121314151617 ... LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •