SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
    Results 11 to 20 of 29

    Thread: Certificates Of Appriciations...!!!

    1. #1
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Certificates Of Appriciations...!!!

      Assalam o Alaikum
      Hamain hamari UT team waqtan fa waqtan support karti rehti hai.
      toh kion ne hamari team ko appriciate kia jaye. is maqsad ke liye
      ham ne kuch certificates ka arrangment kia hai. ye certificates Founder and Admins of UT ki janib se diye ja rahe hain.

      is thread main..main apni raaye ka tamaam team ke bare main one by one izhaar karoongi..aur baaqi aap dono matlab
      @Admin @
      intelligent086

      aap dono ki raaaye bhi in users ke baare main yahan hona bohot zaroori hai. one by one ap dono bhi team ke bare main apne views zaroor share karain..
      thanks..

      ji biltarteeb chalte hain.
      @Rana Taimoor Ali
      Managment

      Rana taimoor ali hamare forum ke liye bunyaadi ehmiyat ke hamil hain. ap urdu tehzeb main bator-e-khas team main mojood hain. aur ye wo team member hain .ke jo urdu tehzeb ke ilawa kisi aur forum main kabhi bhi nahi jate. inka urdu tehzeb ke sath hamesha hamesha ka sath hai. ye hi quality inko baki tamam team se munfarid karti hai. har iinsan main kuch achaaiyaan bhi hoti hain.kuch buraaiyaan bhi. tamaam tar achaaiyoun ke sath..aik khaami.jo keinki majboori hai.wo hai inka job main busy hona.. ham aap ko aap ki job ke hawale se good luck wish karte hain. bas urdu tehzeb main apne section ke special time de dia karain. sticky threads, old threads aur non related threads ka khas khayal rakha karain..wo sab khayal mujhe khud rakhna parta hai.
      aap ka urdu tehzeb main shamil hone. urdu tehzeb ke liye mehnat karne. sheilds taiyaar karne. aur certificates taiyaar karne ke liye bohot bohot shukria. aap ka certificate ye raha.

      @
      KhUsHi
      Forum Manager

      Rania newely named Khushi.ko ham main se koun nahi jaanta. ap urdu tehzeb main kaafi waqt se bator-e-member shamil raheen. magar khamoshi se postings karti rahi hain. magar phir team ka hissa ban jane ke baad se. aap ne urdu tehzeb ko baqaida waqt dena shroo kar dia..mujhe yaad nahi parta ke kabhi bhi main ne UT login kia ho.aur main ne Rania ko online na daikha ho. inhoun ne urdu tehzeb ko bohot waqt dia. aur apni issi mehnat ki waja se aaj khushi Forum manager ki seat par hain. khobsorat threads post karna. competetions and result announce karna. aur forum ke liye har waqt hazir rehna aap ki khaasiyat hai. aap ki is mohabat aur pyar ke liye aap ka certificate.

      @Arosa Hya
      Super Moderator

      Arosa hamari bohot pyari member. aaj kal studies main busy hain. kam kam online nazar aati hain. magar jab bhi aati hain inko jo bhi zimmedari di jaye.kabhi bhi inkar nahi karti hain. ye hi inka khaasa hai. islam section ke hawale se in ki dilchaspi aur threads ki checking se koi bhi inkar nahi kar sakta. dilchasp batain karne wali. urdu tehzeb team ke sath friendly mahol rakhne wali.aur sab ko izat dene aur izat lene wali hamari team member arosa hamare liye bohot qeemti hain. I hope Arosa bhi UT ke liye aisi hi soch rakhti hain..jaisi soch UT aap ke liye rakhta hai.UT wish you a good luck in life. aap ko dia jane wala certificate

      @Mamin Mirza
      Moderator

      Mamin mirza UT team ki most demanding moderator hain. kion ke aaj tak aap ne har us zimedari ko nibhaya hai jo aap ke zimme di gai. aap UT ke awaaiel main forum manager ki zimmedari se rukhsat le kar bohot waqt urdu tehzeb par nahi aayeen theen. agar aati rehti toh abhi urdu tehzeb par mazeed halchal hoti. moderator ki zimmedariyoun main , users ko involve rakhna. threads par apni raaye dena. apne section ki ache se daikh raikh. bator-e-team zimedari ka ehsaas rakhna aur team ke sath interaction aap ka khaasa hai. ap writer bhi hain, poet bhi. aur dilchasp insan bhi. urdu tehzeb ki janib se ap ko dia jane wala certificate

      @UmerAmer
      Moderator

      Umer urdu tehzeb ke bohot purane member hain. urdu tehzeb par ap ko aksar moderator rakha gaya. magar jaisa ke sab jante hain ke apni ghair zimmedaarana activiteis ki waja se. urdu tehzeb aap ko aksar demote karta raha. magar aap bar bar request par phir se UT ko acceptable rahe. kion ke UT apni team aur users ko bohot ehmiyat deta hai. lehaza UT ne Umer ki ehmiyat sebhi kabhi inkar nahi kia. magar ab dobara se UT team banne ke baad se Umer ko jo bhi zimedari di jati hai. ye usko ache se poora bhi karte hain. aur threads main comments. threads postings. aur zimmedari ke sath apne where abouts update karte rehte hain forum pe. ye hi aap ka khasa hai. aap ko dia jane wala certificate.

      @
      Ainee
      Moderator

      Ainee hamari wo moderator hain.ke jinka ap ke sath koi khas interaction nahi hota. magar choonke inko sirf aur sirf aik zimmedari sonpi gai hai wo hai new members ko welcome kehne ki.toh ye apni is zimedari ko baqaaidgi se poora karti hain. aur new members ko foran welcome karti hain. aap choonke studies ki waja se urdu tehzeb ko bohot time nahi de paati hain..magar phir bhi apki zimmedari waqt pe poori karne pe urdu tehzeb ki janib se aap ke liye certificate ye raha

      @
      Veedoo
      Technical Staff

      veedoo sir ke name se koun waqif nahi. urdu tehzeb ki shan. aap ne hamain GP ki request pe join kia. jiske liye ham GP ko special thanks kehte hain. ap urdu tehzeb ke liye logos, banners aur amoman team ke liye signatures bhi design karte hain. designing master hona ap ka khasa hai. zindagi ki bohot ziaada masroofiyat ki waja se ap ne bator-e-team shamil hone se inkar kia. magar UT ke liye ap ke kaam ko hamesha hazir rakha. ye hi aap ka khasa hai. baqol aap ke. ap UT ke liye hamesha mojood hain. bashart ye ke ap ke pas time ho. UT ne aap ko ap ki is kaawish aur mehnat ke liye certificate of appriciation dena zaroori samjha. ye raha ap ka certificate

      Kisi bhi forum ki kamyaabi ke liye team ka active hona. users par nazar rakhna. threads par comments dena. aur competetions and results annouce karna sab se ehem hai. ye baat aap tamaam log jante hain. Main umeed karti hon ke ab se aap log bohot zimmedari se ye kaam karainge. aur aane waale saaloun main urdu tehzeb ko pakistan ka number one forum hone main help ful rahainge..go ke wo waqt door bhi nahi.

      khush rahian.aabaad rahian..

    2. The Following 9 Users Say Thank You to CaLmInG MeLoDy For This Useful Post:

      Arosa Hya (02-03-2016),BDunc (02-10-2016),intelligent086 (02-03-2016),KhUsHi (02-03-2016),Mamin Mirza (02-05-2016),Moona (02-10-2016),muzafar ali (02-06-2016),Rana Taimoor Ali (02-09-2016),UmerAmer (02-08-2016)

    3. #11
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      15

      Re: Certificates Of Appriciations...!!!

      Congratulation All certificate Holders

    4. The Following 2 Users Say Thank You to Moona For This Useful Post:

      CaLmInG MeLoDy (02-10-2016),intelligent086 (02-10-2016)

    5. #12
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Certificates Of Appriciations...!!!

      Quote Originally Posted by Moona View Post
      Congratulation All certificate Holders
      یہاں تک آنے اور مبارکباد دینے کا بہت بہت شکریہ

      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    6. #13
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Certificates Of Appriciations...!!!

      Quote Originally Posted by UmerAmer View Post
      Wa Alaikum Wowww Lovely Threads and Happy Birthday UT
      Thanks for Aprreciation and such a beautiful Card
      Beshak aj ut sirf team members ki mehnat ka Natija Hai
      Inshallah Forum khoob taraqi kare ga
      shukria Umer..khush raho...aur exams ke baad free ho ke forum pe khoob aaow..

      Quote Originally Posted by Rana Taimoor Ali View Post
      Wsalam
      Thread tu kafi din pehle dekh liya tha socha tha aram se reply kron ga per phir bhol gya :p

      khair sub se pehle tu Thanks certificate k liye

      ye baat tum ney khod he define krdi hai job mai kitna busy rehta hon jahan tak baat hai forum ko special time dene ki tu mai forum ka visit tu krta rehta hoon per thread postinng kam he rehti hai
      os ki assal wajah ye hai mujhe hamesha se he aisi information ko share krne ki adat rahi hai jo keh new ho aur os se kisi na kisi ka faida zarore ho tu os k liye diffrent sites dekhna ya fb per search karna time lagta hai os mai par baat phir wohi ajati hai job wali idher kaam ki koi khas routine nahi rehta bhi office k portion mai he hon tu chaye raat k 12 baj jayen 2 baj jain kaam krte hoe ghar tu jana nahi hota yehi ghar hai

      jub b time milta forum k liye zarore sochta hon jese k forum ki look mai ne bohat se forum google per search sub ek jese dikhte hain sirf color ka farak hota hai aur kuch nahi ya tu kisi ne aj tak forum ko apne tareke se customize nahi kia ya phir on ko aata nahi khair admin se b baat hoi hai ab shayad mujhe moka mil jaye ga apni marzi ki look dene ka forum ko

      aur baki cheaazen keh irrelevant thread post ya comment mujhe jo nazar ata mai onko move kr deta hon mere jitne b section hain on mai members ziada post nhi krte is liye in baaton ki ziada tension nahi hoti mujhe

      haan kuch kaam delay ho jate hain jese contest lagana on ka result lagana per wo sub kaam hote zarore hain ya koi mai bhol b jaon tu mujhe inbox krsakte ho
      wese ajkal ye bholne wali adat pata nahi kahan se aagyi jald he pecha churwa longa os se

      Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post

      انکل خواجہ آصف کا مشہورِ زمانہ مکالمہ
      کوئی شرم ہوتی ہے کوئی حیا ہوتی ہے
      تم نہیں سدھرو گی۔۔۔۔۔۔۔۔۔ہرگز نہیں۔۔ہے ناں؟؟؟
      موسٹ ڈیمانڈنگ
      کہ خوشی سے مر نہ جاتے گر اعتبار ہوتا
      موسٹ ہیٹڈ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔موسٹ الرجک کہتیں تو مان بھی لیتی
      کچھ لوگ ہوتے ہیں ناں جن کا ذکر ہی خاصی بدمزگی کا باعث ہوتا ہے میرا شمار بھی ایسے ہی لوگوں کی فہرست میں کیا جاتا ہے
      اوائل دنوں میں اگر رخصت نہ لیتی تویا تو تم مجھے اب تک ایڈمن بنا چکی ہوتیں یا پھر تمہارے فورم کے نصف سے زائد اراکین میرے ہاتھوں پابندِ سلاسل یعنی بین ہوچکے ہوتے۔۔۔۔۔۔۔۔۔اسی لئے کہتے ہیں جو ہوتا ہے اچھے کے لئے ہوتا ہے۔
      رہی بات ذمہ داریوں کی ذمے دارانہ ادائیگی کی تو اس کے جواب میں بھی سننے کو ملتا ہے کہ غصہ مامن کی ناک پر دھرا رہتا ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔سچ کہوتوآگے سے منہ بن جاتے ہیں۔
      پتہ نہیں کسی دن مامن نے اپنا غصہ صحیح معنوں میں دکھلا دیا تو کیا کریں مجھے ہر پل غصے کا طعنہ دینے والے لوگ
      تمہارے اس فورم پر سب سے زیادہ تکلیف یہی ہے کہ آگے بڑھ کر دو ایک کے سوا کوئی ساتھ نہیں دیتا۔۔۔۔۔۔اکیلی میں کچھ کر نہیں سکتی۔
      عادت سے مجبورہوں،کیا کروں۔سب کو ساتھ لے کر چلنے کی عادت،بات کرنے کی عادت۔۔۔۔۔چیزوں،انسانوں کی دیکھ بھال،حفاظت اور خیال کرنےکی عادت۔۔۔۔۔۔۔۔۔پر یہ بھی جانتی ہوں کہ یہاں اس سب کی قطعی ضرورت نہیں ہے۔۔۔
      قسمت سے ہی لاچار ہوں اے ذوق وگرنہ
      ہرفن میں ہوں میں طاق مجھے کیا نہیں آتا۔۔۔

      میں اور دلچسپ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔اللہ اللہ
      توبہ کرو لڑکی توبہ۔۔۔گناہ ملے گا
      یہ سرٹیفیکٹ تو تم رہنے ہی دو۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔تم نے جوکچھ لکھا اس کے لئے بہت شکریہ
      ہم ہیں کچھ پل یہاں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔جانے کل ہوں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔کہاں

      Quote Originally Posted by Moona View Post
      Congratulation All certificate Holders
      chalo .. shukria thread pasand aaya..saare in hi jawabaat ka andaza tha...tabhi in jawabat ke jawab main kuch keh nahi rahi. .. ap tamam ke tamaam utians mature log hain..mujhe ap logon ki janib se koi khadsha . ya wehem lahaq nahi. forum ki bunyad admin ne khari kar di..chaar deewari main ne bana di..sarbaraahi ke liye @intelligent086 ko rakh liya..ghar taiyaar ho gaya.(magar is main aik bat toh aap logon ne note ki hi nahi..ke char dewarni main ne banai..matlab mazdoor toh main hui..itni mehenti.... zalimo mazdoor ka paseena khushk hone se pehle mazdoori de dia karo..) aur mazdoori ye hi hai ke..is ghar main hansi khushi raho.. ghar ke member hain ham sab..ham sab ko mill kar chlna hai..ache se..ikhlaq se.. pyar se.

      Allah pak ham sab ka aik doosre ke sath izat, pyar aur ehtram ka sath rakhe..aur ye forum khoob phale phoole. @Mamin Mirza ji ki batoun ko main dil pe nahi leti..kion ke batain dil main rakhne ka kia faida..main ne toh @Mamin Mirza g ko hi dil main rakh liya hai.ab chahe roula daalain.. uchlain koodain. ziada se ziada aik halchal hi rehti hai dil main..baki toh kuch nahi.ab ye bahar toh aane se raheen..qaid ho chuki hain. :D

      wah ruby wah..............kia bat hai..kia dialogue tha..magar baat pate ki thi.. hain na.

    7. #14

    8. The Following 3 Users Say Thank You to CaLmInG MeLoDy For This Useful Post:

      intelligent086 (02-10-2016),Moona (02-10-2016),UmerAmer (02-10-2016)

    9. #15
      Moderator www.urdutehzeb.com/public_htmlClick image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      BDunc's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      8,431
      Threads
      678
      Thanks
      300
      Thanked 249 Times in 213 Posts
      Mentioned
      694 Post(s)
      Tagged
      6322 Thread(s)
      Rep Power
      120

      Re: Certificates Of Appriciations...!!!

      MAsha Allah Mabrook Mubarak ho

    10. #16
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 UmerAmer's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      4,677
      Threads
      407
      Thanks
      124
      Thanked 346 Times in 299 Posts
      Mentioned
      253 Post(s)
      Tagged
      5399 Thread(s)
      Rep Power
      158

      Re: Certificates Of Appriciations...!!!

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      shukria Umer..khush raho...aur exams ke baad free ho ke forum pe khoob aaow..

      chalo .. shukria thread pasand aaya..saare in hi jawabaat ka andaza tha...tabhi in jawabat ke jawab main kuch keh nahi rahi. .. ap tamam ke tamaam utians mature log hain..mujhe ap logon ki janib se koi khadsha . ya wehem lahaq nahi. forum ki bunyad admin ne khari kar di..chaar deewari main ne bana di..sarbaraahi ke liye @intelligent086 ko rakh liya..ghar taiyaar ho gaya.(magar is main aik bat toh aap logon ne note ki hi nahi..ke char dewarni main ne banai..matlab mazdoor toh main hui..itni mehenti.... zalimo mazdoor ka paseena khushk hone se pehle mazdoori de dia karo..) aur mazdoori ye hi hai ke..is ghar main hansi khushi raho.. ghar ke member hain ham sab..ham sab ko mill kar chlna hai..ache se..ikhlaq se.. pyar se.

      Allah pak ham sab ka aik doosre ke sath izat, pyar aur ehtram ka sath rakhe..aur ye forum khoob phale phoole. @Mamin Mirza ji ki batoun ko main dil pe nahi leti..kion ke batain dil main rakhne ka kia faida..main ne toh @Mamin Mirza g ko hi dil main rakh liya hai.ab chahe roula daalain.. uchlain koodain. ziada se ziada aik halchal hi rehti hai dil main..baki toh kuch nahi.ab ye bahar toh aane se raheen..qaid ho chuki hain. :D

      wah ruby wah..............kia bat hai..kia dialogue tha..magar baat pate ki thi.. hain na.
      Shukriya ji Zaroor Inshallah

    11. #17
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 UmerAmer's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      4,677
      Threads
      407
      Thanks
      124
      Thanked 346 Times in 299 Posts
      Mentioned
      253 Post(s)
      Tagged
      5399 Thread(s)
      Rep Power
      158

      Re: Certificates Of Appriciations...!!!

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post

      تھریڈ کی تعریف کرنے کا بہت بہت شکریہ
      باقی فورم کی ترقی میں آپ کے کردار کو ہمیشہ یاد رکھا جائے گا امید ہے آپ اسی لگن اور جزبے کے ساتھ فورم سے وابستہ رہیں گے۔۔۔۔۔۔۔۔۔
      شرکت کا بہت بہت شکریہ
      ji sir zaroor shukriya

    12. #18
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      15

      Re: Certificates Of Appriciations...!!!

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      shukria Umer..khush raho...aur exams ke baad free ho ke forum pe khoob aaow..

      chalo .. shukria thread pasand aaya..saare in hi jawabaat ka andaza tha...tabhi in jawabat ke jawab main kuch keh nahi rahi. .. ap tamam ke tamaam utians mature log hain..mujhe ap logon ki janib se koi khadsha . ya wehem lahaq nahi. forum ki bunyad admin ne khari kar di..chaar deewari main ne bana di..sarbaraahi ke liye @intelligent086 ko rakh liya..ghar taiyaar ho gaya.(magar is main aik bat toh aap logon ne note ki hi nahi..ke char dewarni main ne banai..matlab mazdoor toh main hui..itni mehenti.... zalimo mazdoor ka paseena khushk hone se pehle mazdoori de dia karo..) aur mazdoori ye hi hai ke..is ghar main hansi khushi raho.. ghar ke member hain ham sab..ham sab ko mill kar chlna hai..ache se..ikhlaq se.. pyar se.

      Allah pak ham sab ka aik doosre ke sath izat, pyar aur ehtram ka sath rakhe..aur ye forum khoob phale phoole. @Mamin Mirza ji ki batoun ko main dil pe nahi leti..kion ke batain dil main rakhne ka kia faida..main ne toh @Mamin Mirza g ko hi dil main rakh liya hai.ab chahe roula daalain.. uchlain koodain. ziada se ziada aik halchal hi rehti hai dil main..baki toh kuch nahi.ab ye bahar toh aane se raheen..qaid ho chuki hain. :D

      wah ruby wah..............kia bat hai..kia dialogue tha..magar baat pate ki thi.. hain na.
      Thanks
      Ghar ko to abhi hum ne achi tarah dekha b nahi lekan serbarah @intelligent086 par hamen atey he aitraz hai abhi main ne dekha k is shakhas ne itne threads lagey hain kisi aor ko chance he nahi diya Forum par aa kar sirf phir in ko he reply kar sakta hai aor koi kaam na kare khud inhon ne Rules ko role kiya hua hai @CaLmInG MeLoDy is baat ka Notice liya jaey uff itna azad Admin

    13. #19

    14. #20
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Certificates Of Appriciations...!!!

      Quote Originally Posted by Moona View Post
      Thanks
      Ghar ko to abhi hum ne achi tarah dekha b nahi lekan serbarah @
      Quote Originally Posted by Moona View Post
      intelligent086 par hamen atey he aitraz hai abhi main ne dekha k is shakhas ne itne threads lagey hain kisi aor ko chance he nahi diya Forum par aa kar sirf phir in ko he reply kar sakta hai aor koi kaam na kare khud inhon ne Rules ko role kiya hua hai @CaLmInG MeLoDy is baat ka Notice liya jaey uff itna azad Admin

      ابھی تو پوسٹ اتنی کم ہیں کوئی اعتراض قابل قبول نہیں تھریڈز لگانا ہمارا کام ہے اسمیں کسی کے کم ہیں کسی کے زیادہ لہذا یہ بھی ردی کی ٹوکری میں۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
      باقی آزادی سے کام کرنا ایڈمن کی زمہ داری ہے نظریہ ضرورت کے تحت قوانین کو بالائے طاق رکھ کے بھی کام کرنا پڑتا ہے۔۔۔۔۔۔
      اگر کسی اور بات پہ اعتراض ہے تو وہ بھی بتا دے تاکہ عارضی غلط فہمی کا ازالہ ہو سکے

      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    certificate tib e nabvi image

    hunarmand logo k liye certificate

    Certificate ko urdu main kya kehte hai

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •