SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 14 of 18 FirstFirst ... 4101112131415161718 LastLast
    Results 131 to 140 of 173

    Thread: Coffee With Ubaid Sir Ji

    1. #1
      Moderator www.urdutehzeb.com/public_html
      Ainee's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Posts
      1,188
      Threads
      267
      Thanks
      32
      Thanked 102 Times in 69 Posts
      Mentioned
      525 Post(s)
      Tagged
      4726 Thread(s)
      Rep Power
      25

      Coffee With Ubaid Sir Ji

      salaaaaaaaaaaaam every one
      eeeeeeeeek zamane baad jalwa afroz hon coffee with Ut mein
      hamare members bhi kuch khamosh rahe.
      kabi kuch razi na hue interview ko.
      to aj
      CM
      ne bataya..ke muje start karna ha interview thread

      so
      I AM HAPPY

      For calling our very new member

      jin ko ham jante nahi.
      shayad ham main se kuch jante b hon
      but not me

      to unko janne ke liye
      kuch sawal unse mei start karti hon
      kuch ap karna

      I ammmmmmmmmmmm talking about
      nonnnnnnnnnnnnnnnnnnnnne othere then
      aise member .jinko khud ko sir kehlwaana pasand nai
      but CM told me to call him sir.

      gustaakhi moaaf sir ji.
      but kion ke ap guest hain.to respectable to hue.
      ham yahan baal ki khal bhi utaarainge.
      aur kion ke interview hai.toh guest ki bhi
      khair nener mind
      @
      Ubaid sir ji

      you are

      Here are the welcome flowers for you

      bohot acha laga aap ko hamare forum par..balke ap ke aur ham sab ke forum par.daikh kar.
      kafi ache. and friendly in first look
      baki sawaloun ke jawab dain.

      sawal hazir hain

      sawaaloun ke jawabat sawal quote kar ke dena.sir ji.so that parhne wale dilchaspi se parhain.log parhte hain interview.apni CM sahiba ke interview ko sab se ziada parha gaya. more then 44000 visitors ne read kia.

      1-kaise hein ap.kesa laga UT.yahan ke members and admin ..sab ke bare main kuch bataiye.ke kesa laga
      2-UT ap ne join kese kia. kisi ke invitataion..ya search engine ke through. aur yahan ka fav section kosa hai.
      3-kis city and country se hain
      4-insano main kia khasoosiyat hai jis par sab se pehle nazar jati hai.
      5-hobbies and habbits kia kia hain
      6-insan hone ke naate .insan ki konsi aadaat achi aur konsi buri lagti hain
      7-forum world main kab se hain.UT ke ilawa bhi kahin member rahe hain.
      8-@Aliza se kab se jan pehchan hai. ajeeb sawal hai na.par yahaan UT pe ap ki unse gap shap ziada mili hai parhne ko.
      9-urdu adab se koi shaghaf hasil hai.ya urdu adab se bor ho jate hian.
      10-dunia main aa kar. dunia dari main ziada dilchaspi hai ya haqeqat ke nazdeek bhi hain.
      11-khane main konsi dish ziada pasand hai..Pulaow..ya Khayaali pulaaow
      12-kis qisam ka libaas pehennna pasand hai.
      13-khane main mirchain teiz lagain toh kia karte hain.
      14-married or un married?
      15-koi hansi mazak bhi pasand hai.ya bas mirchoo type
      16-forum world se agar pehle se waqif hain.toh konse popular members jo almost tamam forums par hain ap unko jante hian?
      17-ut ki khamiyaan. aur khoobiyaan.
      18-Shadiyoun ke khane ke liye ham pakistaniyo ki tarha shadi attend karte hain.ya formaly?
      19-weekends ka name sunte hain josh walwala jaag jata hai.ya bor honge.ye soch kar ukta jate hain.
      20-filwaqt ye hi jawab dain.baki sawal hamare baki members aur main bhi.dhondh dhaand kar late hain.apko kase sawal ziada pasand hain.

    2. The Following 3 Users Say Thank You to Ainee For This Useful Post:

      intelligent086 (01-06-2018),Moona (01-03-2018),Ubaid (01-10-2018)

    3. #131
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Moona View Post

      Mujhe Ubaid aor Habib bhai ne sawal pochne se mana kiya tha
      Arai janab ham nai mana nahi kia tha bas sirf ye kaha tha k filhal sabar karo q k load ziyada hai.

    4. #132
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      1) Mohabbat ishq pyar inke apki zindagi me Kya mayne hai?

      Ans. Sorry i am unable to give u ans of this question.

      2) School k daur me kisi kisi ko koi na koi pasand ata hai..kya apko aisa koi dilchasp khissa school k waqt raha hai?

      Ans. Sorry mai nahi smjha k ap kia pochna chahti hai.

      3)Parhayi Karna acha lagta tha? Exams k tayyari kaisi hoti thi group studies k akele parh lete the?

      Ans. Sach bolon to mujai parhayi karna acha nahi lagta tha, mai doston sai qisson k kitabien lata r wo padtha tha boht. Exam k liye tayari kabhi akelai karta tha r kabhi doston k sath study karnai bahir kheiton mai nikl jata tha, jahn study krnai k bajaye gaf shaf lagati tha.

      4) Results k waqt Kya haal rehte tha?

      Ans. Mujai dar rehta tha k kahien fail na ho jawon, r khosh qismati sai mai kabhi fail bhi nahi howa.

      5)Jab sab se zyada khush ho to Kya karte hi?

      Ans. Jab mai khosh hota hon to merai body nai ek nayi taqat si ajati hai r mai martial arts k stunts (thorai sai sekhai hoye hai) krta hon.

      6) Dukhi ya udas hone par Kya Karna pasand karte ho

      Ans. Jab dukhi hota hon to kisi konai mai beth jata hon r sochta rehta hon.

      7) Kabhi kisi se pyar huwa hai?

      Ans. Han ye khata bhi sar zad hoyi hai.

      8) Aam taur par Insaan k kaunsi quality dkh kar unhe pasand karte ho

      Ans. Khosh Akhlaqi.

      9) Seerat mayne Rakhti hai k Surat?

      Ans. Seerat.

      10) Adhoori mohabbat Kya hai Aur isme bande ka life ko dkhne ka nazariye k bare me bataye

      Ans. Ap itnai daqeeq sawalat q pochtai hai janab mera to sardi mai pasena nikal diya ap nai. mai is sawal ka itna acha jawab nahi dai pawonga but phir bhi try karta ho.
      Adhori mohabbat mai bnda dukhi hota hai, ziyada tar log nashai (Drugs) k pechai pad jatai hai. kabhi apnai ap sai gila karta hai kabhi apnai mehboob sai r kabhi dunya sai.etc

      11) Paisa ya Pyar isme me choose Karna pare to Kya chunoge aur kyun?

      Ans. Paisa Q k jis k pass jo nahi hota wahi chunta hai.

      12) Apko gussa kin baton par ata hai

      Ans. Jab mai busy hota hon r koyi disturb krta hai to intihayi gussa ata hai. likn bardash karta hon jis ki waja sai pora din sar mai dard rehta hai.

      13) Agar samne wala ap par tanz kare ya zaleel kare jo apse barhe ho.. tab apka Kya reaction hota hai

      Ans. Abhi tak to kisi nai esa nahi kia hai likn agar koyi karai ga bhi to mai chup rahonga q k barho ka ihtiram karna chahye.

      14) Kaun si aisi quality hai jo apko khud me achi lagti hai

      Ans. Mai serious muamlai mai kabhi jhoot nahi bolta r meri ye quality mujai boht pasnad hai.

      15) Kisi se pyar hojaye to kaise izhar karoge

      Ans. Mujai qareeban 5 saal sai kisi sai pyar hai (pehli martaba kisi ko bata raha hon abhi tak kisi sai ye qissa share nahi kia hai) likn abhi tak izhar nahi kia r merai khayal mai izhar itna zarori nahi hota. q k izhar karnai k bad pyar ka wo maza baqi nahi rehta jo izhar sai pehlai hota hai.

      16) Forum par jitne apke dost hai in sab k bare me kuch bataye

      Ans. Forum par merai jitnai bhi dost hai sab boht achai hai. mujai sab doston sai batai karna gaf shaf lagna acha lagta hai.etc

      17) Shayari apki fav hai ye hum jante hai.. bt shayari Parhne ka aghaaz kabse huwa kis umr se aur kis wajah se

      Ans. Jab banda-e-nachez kisi k zulfo ka aseer howa to us waqt sai shayri sai khod ba khod dil lag giya.

      18)Apni life partner me Kya qualities Dhundte hi?

      Ans. Yahi k wo khosh shakal ho na ho likn khosh akhlaq lazim hona chahye.

      19) Pardes me apne Desh k kaunsi Cheez sabse zyada miss karte ho

      Ans. Apna Waleden, behn bhai, dost r chezon mai mujai gawon boht yad ata hai.

      20) humse (UT par sabse)baat kar k kaisa lagta hai..

      Ans. Boht acha lagta hai.

      @BDunc @Aliza @_Alex_ @Moona @intelligent086 @Jelly Bean @CaLmInG MeLoDy @Ainee @Veedoo @smartguycool

      Last edited by Ubaid; 01-31-2018 at 03:14 PM.

    5. The Following 2 Users Say Thank You to Ubaid For This Useful Post:

      Moona (02-01-2018),smartguycool (01-31-2018)

    6. #133
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post

      Arey wah mashallah mashallah bht sare sawal k jawab ache se diye apne..

      Waise ye sawal sab fun way me the.. apka nazriya janne k liye apko janne k liye the..

      Bura laga ho to mazerat...

      Thank u so much k apne kafi josh se in sare sawalo k jawab diye except two hehe.. chalo maaf Kia..

      Kabhi kabhi kuch batein apne ache dosto se share kar sakte hai.. no issue

    7. #134

      Mai bachfan sai shararti nahi balka boht sedha sadha hon mujai ye malom nahi tha k us ko kia bolon.
      Shukriya.
      Hehe sab aise hi hote hai bachpan me

    8. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      Ubaid (02-01-2018)

    9. #135
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Moona View Post

      Mujhe Ubaid aor Habib bhai ne sawal pochne se mana kiya tha
      Ubaid ko to dande mare ap moona sis

      Habib bhai to apse mazak kar rahe honge

    10. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      Moona (02-01-2018)

    11. #136
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Arey wah mashallah mashallah bht sare sawal k jawab ache se diye apne..

      Waise ye sawal sab fun way me the.. apka nazriya janne k liye apko janne k liye the..

      Bura laga ho to mazerat...

      Thank u so much k apne kafi josh se in sare sawalo k jawab diye except two hehe.. chalo maaf Kia..

      Kabhi kabhi kuch batein apne ache dosto se share kar sakte hai.. no issue
      Shukriya.
      Muazirat ki zarorat nahi hai, ap nai esa kuch pocha nahi hai jo mujai bura laga ho, r wesai mai dosto k baton k bura nahi manta.
      Ap chahai to r bhi sawal poch sakti hai but wo do sawal jo thai wo mai smjha nahi k ap kia pochna chahti hai is liye mai jawab nahi dai saka.

    12. #137
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Hehe sab aise hi hote hai bachpan me
      But i think mai boht ziyada shareef tha, meri Maan kehti hai k jab tum chota tha tum kabhi bhi nahi roya jesai aam tawar bachai ziyada rotai hai mai kabhi esai nahi roya. na kabhi koyi shararat ki bas aram sai betha rehta tha, chahai wo apna ghar ho ya kisi r ka".

    13. #138
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Ubaid ko to dande mare ap moona sis

      Habib bhai to apse mazak kar rahe honge
      Arai janab mai nai mana nahi kia tha mai nai sirf itna kaha tha k filhal thora intizar karo q k us waqt mai boht busy tha. abhi bhi agar Moona mujai dande marna chati hai to hazir hon but its not my mistake.

    14. The Following User Says Thank You to Ubaid For This Useful Post:

      Moona (02-02-2018)

    15. #139
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Shukriya.
      Muazirat ki zarorat nahi hai, ap nai esa kuch pocha nahi hai jo mujai bura laga ho, r wesai mai dosto k baton k bura nahi manta.
      Ap chahai to r bhi sawal poch sakti hai but wo do sawal jo thai wo mai smjha nahi k ap kia pochna chahti hai is liye mai jawab nahi dai saka.
      Acha Ji chale samajh nahi aya to rehne dein... waise apka interview ab khatm huwa.. ab ainee ji thread close karengi

    16. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      Moona (02-02-2018)

    17. #140
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      But i think mai boht ziyada shareef tha, meri Maan kehti hai k jab tum chota tha tum kabhi bhi nahi roya jesai aam tawar bachai ziyada rotai hai mai kabhi esai nahi roya. na kabhi koyi shararat ki bas aram sai betha rehta tha, chahai wo apna ghar ho ya kisi r ka".
      Arey wah tm to kafi samjhdar the bachpan se hi

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 14 of 18 FirstFirst ... 4101112131415161718 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •