SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 2 FirstFirst 12
    Results 11 to 14 of 14

    Thread: Dil se teri nigaah jigar tak utar gayi

    1. #1
      Star Member www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html
      muzafar ali's Avatar
      Join Date
      Nov 2015
      Posts
      2,772
      Threads
      481
      Thanks
      1,142
      Thanked 1,167 Times in 923 Posts
      Mentioned
      159 Post(s)
      Tagged
      497 Thread(s)
      Rep Power
      11

      new Dil se teri nigaah jigar tak utar gayi

      Dil se teri nigaah jigar tak utar gayi,
      donon ko ek adaa mein razamand kar gayi.
      Shaq ho gaya hai seena khusha lazzat-e-faraagh,
      takleef-e-parda-daari-e-zakhm-e-jigar gayi.
      Woh baada-e-shabaana ki sarmastiyaan kahan,
      uthiye bas ab ki lazzat-e-khwaab-e-sehar gayi.
      Udti phire hai khaak meri ku-e-yaar mein,
      baare ab aey hawa hawas-e-baal-o-par gayi.
      Dekho toh dil farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa,
      mauj-e-khiraam-e-yaar bhi kya gul katar gayi.
      Har bul-hawas ne husn-parasti shi.aar ki,
      ab aabroo-e-shewa-e-ahl-e-nazar gayi.
      Nazzare ne bhi kaam kiya waan naqaab ka,
      masti se har nigaah tere rukh par bikhar gayi.
      Farda-o-di ka tafraqa yak baar mit gaya,
      kal tum gaye ki hum pe qayaamat guzar gayi.
      Maara zamaane ne ¡®asadullaah khan¡¯ tumhen,
      woh walwale kahan woh jawaani kidhar gayi. !!


      Last edited by Arosa Hya; 12-31-2015 at 09:39 PM.
      Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta Faraz,..Hum Tu Khud Hi Bik Gaye Kharidar DekhKe..?

    2. #11
      ...."I don't need your attitude. I've my own"..... www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Arosa Hya's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Peace
      Posts
      5,286
      Threads
      972
      Thanks
      973
      Thanked 827 Times in 507 Posts
      Mentioned
      518 Post(s)
      Tagged
      6978 Thread(s)
      Rep Power
      242

      Re: Dil se teri nigaah jigar tak utar gayi

      Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
      Allah Arosa ko himmat taqqat aur hosla ata farmain ameen
      Ameen


    3. #12
      Star Member www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html
      muzafar ali's Avatar
      Join Date
      Nov 2015
      Posts
      2,772
      Threads
      481
      Thanks
      1,142
      Thanked 1,167 Times in 923 Posts
      Mentioned
      159 Post(s)
      Tagged
      497 Thread(s)
      Rep Power
      11

      Re: Dil se teri nigaah jigar tak utar gayi

      lagta hai post Galt said par chali gyi

      Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta Faraz,..Hum Tu Khud Hi Bik Gaye Kharidar DekhKe..?

    4. #13
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Dil se teri nigaah jigar tak utar gayi

      Quote Originally Posted by muzafar ali View Post
      lagta hai post Galt said par chali gyi
      Bilkul Aap sahi side par post kar diya karen Aap Arosa ne Guide kiya hai us k mutabaq post kiya karen
      shukariya


      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    5. #14
      Star Member www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html
      muzafar ali's Avatar
      Join Date
      Nov 2015
      Posts
      2,772
      Threads
      481
      Thanks
      1,142
      Thanked 1,167 Times in 923 Posts
      Mentioned
      159 Post(s)
      Tagged
      497 Thread(s)
      Rep Power
      11

      Mobile Re: Dil se teri nigaah jigar tak utar gayi

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post
      Bilkul Aap sahi side par post kar diya karen Aap Arosa ne Guide kiya hai us k mutabaq post kiya karen shukariya
      bilkul se kaha jesa Arosa ne is past ko bnaya hai mein bhi aese hi likhta hon pta nahi kese ho jata ap ke bas is ka hal ho toh btao

      Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta Faraz,..Hum Tu Khud Hi Bik Gaye Kharidar DekhKe..?

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 2 FirstFirst 12

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •