SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
    Results 11 to 20 of 40

    Thread: خاکسار کا انٹرویو

    1. #1
      UT Writer Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html MuhammadJabran's Avatar
      Join Date
      Apr 2018
      Location
      Lahore
      Posts
      89
      Threads
      25
      Thanks
      72
      Thanked 56 Times in 38 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      6

      میرا انٹرویو


      1-how are you? aur yahan is hot seat pe baith ke kaisa lag raha hai

      جی بے حد شکریہ، آج تک یہ حسین حادثہ ہوا نہیں تھا ۔ چلیں اب دیکھتے ہیں کہ آپ خاکسار کوکیسے گھماتی ہیں۔

      2-ye bataiye sab se pehle aap ke zehen main aisa koi sawaal aaya keh kahin ruby ye na pooch lain, agar aisa koi sawal aaya zehen main toh wo sawal kia tha.aur uska jawab kia hoga.



      -ہزاروں سوال ایسے کہ ہر سوال پہ دم نکلے

      3-apni family aur baaqi qareebi logon ke bare main kuch batayain..


      جی میرے چھوٹے چھوٹے ممی پاپا ہیں ، سبھی کے ہوتے ہیں اور ایک پیاری سی کیوٹ سی بہنا ہیں۔

      4-aap ke friends kitne hain, aur dostoun ko aap apne kis qadar qareeb rakhte hain?
      جی خاکسار کے ڈھیر سارے دوست ہیں اور انہیں اتناہی قریب رکھتے ہیں جتناوہ ہمیں رکھتے ہیں۔

      5-waaldain toh hote hi bohot pyaare hain, par kisi aik ke qareeb ham ziaada hote hain. aap kis ke qareeb ziada hain? ammi ya abbu?
      ہم اپنی امی جان کے بہت قریب ہیں ۔پر پاپا تو پاپا ہی ہوتے ہیں ان سے ڈرکے رہنا چاہیے ۔

      6-aap ki age, qualification, feild, aur job se related information?
      جی ساری زندگی پڑھنے پڑھانے پر ہی لگ گئی ہیں ۔ آئی ایم ایم فل اسکالر اینڈ رائٹر

      7-aap khud toh zaahir hai apne baare main raaye dena nahi chaahainge, magar apne moonh miyaan mithoo hona chahain toh most welcome. magar apni friends ki nazar main bhi ya baqi logon ki nazar main aap ki over all look kaisi hai?
      وہی شخصیت ہے جو ایک لکھاری کی ہونی چاہیے ۔

      8-khud main aap ko sab se ziaada Allah pak ki di hui naimatoun main se kia pasand hai?(face features).mujhe pata hai agar main is question ko define na karon toh aap toh baal ki khaal utaar lainge..
      بالوں کا ذکر تو رہنے ہی دیں البتہ اللہ تعالی نے چھوٹا سا ذہن دیا ہے بس اسی پر گزارہ چل رہا ہے۔

      9-mizaaj ke kaise waaqe hue hain

      ہنسی مذاق والے ہیں البتہ کبھی کبھی ذائقے کے طور پر غصہ بھی کرلیتے ہیں ۔
      10-adab se koi dilchaspi?

      جی ساری زندگی دارومدار ہی ادب آداب پر ہے۔
      11-life ko entertain karne ke liye aap ka man pasand mashghala

      دنیاکی بہترین مویز اورٹی وی سیریزدیکھنا۔
      12-man pasand food and drinks?
      چکن اور ریڈ ایپل

      13-bachpan, jawaani ya burhaapa..in main se konsa time period aap ke lehaaz se best hota hai
      میرا خیال ہے جب آپ خود کو پالیتے ہیں وہی آپکا بہترین وقت ہوتاہے۔

      14-insan ko zindagi ke ye phases kaise guzaarne chaahiye define karain, childhood,young age,old age

      بچپن میں خوب شرارتیں کرنی چاہیں اور اپنا سمیت سب کا جینا حرام کردیں ۔ مگر رفتہ رفتہ انہی تمام شراتوں میں اپنی تلاش جاری رکھیں ،جوں ہی آپکو اس دنیا میں اپنےآنے کا مقصد مل جائے تو پھر ساری زندگی اسی کے لئے صرف کردیں۔
      15-UT par bohot hi mehdood list hai aap ke friends ki.. ..aisa kion?

      جی پہلادوسرا دن ہے ابھی تو کوئی بھی دوست نہیں بناالبتہ آپ سب کو جاننے کے ساتھ ساتھ جب ہلکا پھلکا ہنسی مذاق اور شرارتیں ہونگی تو دوست آپ سے آپ بن جائیں گے۔

      16-rich, poor, middle class..in teenoun classess ki best and bad characteristics define karain?
      اسے بیان کرنے کے لیے کارل مارکس کاپورا فلسفہ بیان کرنا پڑے گا ۔جس پر پوری کتاب لکھی جاسکتی ہیں ۔البتہ میں کسی کلاس پر یقین نہیں رکھتا۔ انسان اپنی کلاس خود بناتا ہے اور وہی فیصلہ کرتا ہے کہ اسے اپنے کردار،شخصیت اور لائف کو کیسے لیکر آگے بڑھنا ہے۔ جب انہی فیصلوں کی ڈور کسی اور کے ہاتھ میں چلی جائے تو کلاس سسٹم وجود میں آتاہے۔

      17-farz karain..jabrann(zabardassti) aap ko snow falling main le jaaya jaye. wahan jaa ke coffee ya tea bhi nahi balke soup bhi nahi peene dia jaye.balke aap se kaha jaye ke
      dhair saari ice cream khaaiye..toh aap kia karainge?

      مجھے تو آپکے سوال سے ہی سردی لگنا شروع ہوگئی ہے۔شالوں اور سویٹر کا موسم چونکہ ابھی ختم ہوگیا لہذا سب کو سیف میں بندکردیاہے۔سو میں تو اس پر مزید بات نہیں کرونگا ۔۔۔۔۔۔ البتہ آپکی ای میجی
      imagination
      نیشن

      کی تعریف ضرور کرونگا۔اتنی ٹھنڈمیں بھلا آئس کریم کوئی کیوں کھلائے گا ۔ ؟

      18-zindagi ke kisi faisle ke waqt pe agar aap ke samne majboori ya sacrifice ka option
      aa jaye.toh aap konse option ko choose karne waale hain?

      I believe in sacrifice, I always opt for this option because it would be for my greater good.

      19-dressing kaisi hai aap ki? man pasand dress kia hai
      میرا خیال ہے کہ موقعے کی مناسبت اپنی پسند ناپسند اختیارکرنی چاہے۔

      20-zindagi se kia haasil kia? aur kia seekha..
      زندگی نے بہت کچھ سکھایا ہے سب سے بڑی سیکھ میری اپنی پہنچان تھی۔ جب آپ خود کو پالیتے ہیں تو لائف آسان ہوجاتی ہے۔ پھر آپ اسی حساب سے اپنے فیصلے کرتے ہیں۔
      1-how are you? aur yahan is hot seat pe baith ke kaisa lag raha hai.

      2-ye bataiye sab se pehle aap ke zehen main aisa koi sawaal aaya keh kahin ruby ye na pooch lain, agar aisa koi sawal aaya zehen main toh wo sawal kia tha.aur uska jawab kia hoga.

      3-apni family aur baaqi qareebi logon ke bare main kuch batayain..

      4-aap ke friends kitne hain, aur dostoun ko aap apne kis qadar qareeb rakhte hain?

      5-waaldain toh hote hi bohot pyaare hain, par kisi aik ke qareeb ham ziaada hote hain. aap kis ke qareeb ziada hain? ammi ya abbu?

      6-aap ki age, qualification, feild, aur job se related information?

      7-aap khud toh zaahir hai apne baare main raaye dena nahi chaahainge, magar apne moonh miyaan mithoo hona chahain toh most welcome. magar apni friends ki nazar main bhi ya baqi logon ki nazar main aap ki over all look kaisi hai?

      8-khud main aap ko sab se ziaada Allah pak ki di hui naimatoun main se kia pasand hai?(face features).mujhe pata hai agar main is question ko define na karon toh aap toh baal ki khaal utaar lainge..

      9-mizaaj ke kaise waaqe hue hain

      10-adab se koi dilchaspi?

      11-life ko entertain karne ke liye aap ka man pasand mashghala

      12-man pasand food and drinks?

      13-bachpan, jawaani ya burhaapa..in main se konsa time period aap ke lehaaz se best hota hai

      14-insan ko zindagi ke ye phases kaise guzaarne chaahiye define karain, childhood,young age,old age

      15-UT par bohot hi mehdood list hai aap ke friends ki.. ..aisa kion?

      16-rich, poor, middle class..in teenoun classess ki best and bad characteristics define karain?

      17-farz karain..jabrann(zabardassti) aap ko snow falling main le jaaya jaye. wahan jaa ke coffee ya tea bhi nahi balke soup bhi nahi peene dia jaye.balke aap se kaha jaye ke dhair saari ice cream khaaiye..toh aap kia karainge?

      18-zindagi ke kisi faisle ke waqt pe agar aap ke samne majboori ya sacrifice ka option aa jaye.toh aap konse option ko choose karne waale hain?

      19-dressing kaisi hai aap ki? man pasand dress kia hai

      20-zindagi se kia haasil kia? aur kia seekha..


      Last edited by MuhammadJabran; 04-28-2018 at 09:06 PM.

    2. The Following 3 Users Say Thank You to MuhammadJabran For This Useful Post:

      CaLmInG MeLoDy (04-25-2018),intelligent086 (04-25-2018),Ubaid (05-16-2018)

    3. #11
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by intelligent086 View Post
      @MuhammadJabran
      علیزا کو اردو پڑھنی نہیں آتی ان کے لیئے کام آسان کر دیں۔
      Shukriya par ye ap bhi kar sakte the habib bhai


    4. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      intelligent086 (05-01-2018)

    5. #12
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by MuhammadJabran View Post
      yeh apki farmaish per mera interview roman urdu mein.

      Answer 1 Ji bey had shukria, Aj tak yeh hassen hadsa nai howa tha. Chlain ab daikte hain kaya p khaksaar ko kaise ghumati hain.
      Answer 2 Hazaaron sawal aisay kay har sawal per dam nikaly.
      Answer 3 Ji Meray chotay chotay mami papa hain, sabkay hotay hian aur aik piyari si cute si behna.
      Answer 4 ji khaaksaar kay dhair sare dost hain aur unhen utna hi kareeb rakte hain jitna wo hamein rakhte hain.
      Answer 5 Hum apni ami jaan kay kareeb hain, per papa tu papa hote hain, unn say dar kay rahna chayie.
      Answer 6 Ji saree zindagi parhne parhane mein hi lag gayie hai. I am m.phil scholar and writer.
      Answer 7 wahi shaksiat hai jo aik likhari ki honi chayie.
      Answer 8 balaon ka zikar rahne hi den, albata Allah tala ne chota sa zehan dia hai. Bas isi per guzara hai.
      Answer 9 Hansi mazaq wale hain albata zaiqy kay taur per kabi kabi ghusa bhi karlaite hain.
      Answer 10 ji sare zindagi ka daro maddar hi adab o adab per hai.
      Answer 11 Dunya ki behtreen movies aur tv daikna
      Answer 12 Chicken and Red Apple
      Answer 13 Mera khayl hai kay jab ap khud ko paa laite hain tu wahi apka behtreen waqt hota hai.
      Answer 14 Bachpan mein khoob sharatain karni chayien aur apne samait sabka jeena haram karden. Magr rafta rafta inhi tamam sharraton mein apni talash jari rakhain. Jon hi apko iss dunya mein ane ka maqsad mil jayie tu phr sari zindagi isi per sarf karden.
      Answer 15 ji pehla dosra din hai, abhi to koe nai bana albata ap sab ko jannay kay sath sath jab halka phulka hansi mazaq aur sharatain hongi tu dost ap say ap ban jayen gy. (Khair ab tu thoray din hogyie aur ab Aliza g dost bani hain. Unko jaan rahe hen)
      Answer 16 isay biyan karne kay liayie Karl marks ka pora falsafa biyan karna pare ga. Jis per pori kitaab likhi jasaki hai. Albata mein kisi class per yakeen nai rakhta. Insaan apni class khud banata hai aur wahi faisla karta hai kay usay apne kirdar, shaksiat, aur life ko laiker kaise agay barhna hai. Jab inhi failson ki dor kisi aur kay hath mein chali jayie tu class system wajood mein ata hai.
      Answer 17 mjhe tu apke sawal say hi sardi lagna shuro hgogyie hai, shaalon aur sweaters ka mosom chunke khatam hochuka hai, lehza sabko safe mein band kardia hai. So mein tu iss pe mazeed bat nai karon ga albata apki imagination kabele tareef hai. Itni thand mein bhala koe ice cream kun khilayie ga?
      Answer 18 I believe in sacrifice, I always opt for this option because it would be for my greater good.
      Answer 19 mera khyal hai kay mokay ki munasibat say apni pasand na pasand akhtiayr karni chayie.
      Answer 20 zindagi ne bahut kuch sikhaya hai, sab say bari pehchan meri khud ki pehchaan hai. Jab ap khud ko paa laite hain tu life assan hojati hai. Phr ap ussi hisab say apne failse karte hain.

      1-how are you? aur yahan is hot seat pe baith ke kaisa lag raha hai.

      2-ye bataiye sab se pehle aap ke zehen main aisa koi sawaal aaya keh kahin ruby ye na pooch lain, agar aisa koi sawal aaya zehen main toh wo sawal kia tha.aur uska jawab kia hoga.

      3-apni family aur baaqi qareebi logon ke bare main kuch batayain..

      4-aap ke friends kitne hain, aur dostoun ko aap apne kis qadar qareeb rakhte hain?

      5-waaldain toh hote hi bohot pyaare hain, par kisi aik ke qareeb ham ziaada hote hain. aap kis ke qareeb ziada hain? ammi ya abbu?

      6-aap ki age, qualification, feild, aur job se related information?

      7-aap khud toh zaahir hai apne baare main raaye dena nahi chaahainge, magar apne moonh miyaan mithoo hona chahain toh most welcome. magar apni friends ki nazar main bhi ya baqi logon ki nazar main aap ki over all look kaisi hai?

      8-khud main aap ko sab se ziaada Allah pak ki di hui naimatoun main se kia pasand hai?(face features).mujhe pata hai agar main is question ko define na karon toh aap toh baal ki khaal utaar lainge..

      9-mizaaj ke kaise waaqe hue hain

      10-adab se koi dilchaspi?

      11-life ko entertain karne ke liye aap ka man pasand mashghala

      12-man pasand food and drinks?

      13-bachpan, jawaani ya burhaapa..in main se konsa time period aap ke lehaaz se best hota hai

      14-insan ko zindagi ke ye phases kaise guzaarne chaahiye define karain, childhood,young age,old age

      15-UT par bohot hi mehdood list hai aap ke friends ki.. ..aisa kion?

      16-rich, poor, middle class..in teenoun classess ki best and bad characteristics define karain?

      17-farz karain..jabrann(zabardassti) aap ko snow falling main le jaaya jaye. wahan jaa ke coffee ya tea bhi nahi balke soup bhi nahi peene dia jaye.balke aap se kaha jaye ke dhair saari ice cream khaaiye..toh aap kia karainge?

      18-zindagi ke kisi faisle ke waqt pe agar aap ke samne majboori ya sacrifice ka option aa jaye.toh aap konse option ko choose karne waale hain?

      19-dressing kaisi hai aap ki? man pasand dress kia hai

      20-zindagi se kia haasil kia? aur kia seekha..
      Arey wah mashallah apke bare me itna sab kuch jaan kar acha laga...

      Hum bhi hazir hoti hn apne sawal lekar ok ji


    6. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      MuhammadJabran (04-30-2018)

    7. #13
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by MuhammadJabran View Post
      Janab Aliza ko tease karne kay liayie hi urdu mein interview dia tha. socha iss bahane seekh jayen gi.
      Hum seekhti to hn Urdu bt utna hi jitna habib bhai likhte hai..zyada long conversation ya hard wordsnahi parh pati me..

      Tease karne k liye ek me masoom hi mili thi apko


    8. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      MuhammadJabran (04-30-2018)

    9. #14
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by MuhammadJabran View Post
      Ji bahut mehnat ki hai siraf Aliza kay layie .... because she is very cute and innocent plus a very good human being.
      Shukriya ji itti sari mehnat k liye


    10. #15
      UT Writer Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html MuhammadJabran's Avatar
      Join Date
      Apr 2018
      Location
      Lahore
      Posts
      89
      Threads
      25
      Thanks
      72
      Thanked 56 Times in 38 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      6

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Arey wah mashallah apke bare me itna sab kuch jaan kar acha laga...

      Hum bhi hazir hoti hn apne sawal lekar ok ji

      Yes i am ready please come on
      let see who wins , better answers or better questions


    11. #16
      UT Writer Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html MuhammadJabran's Avatar
      Join Date
      Apr 2018
      Location
      Lahore
      Posts
      89
      Threads
      25
      Thanks
      72
      Thanked 56 Times in 38 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      6

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Hum seekhti to hn Urdu bt utna hi jitna habib bhai likhte hai..zyada long conversation ya hard wordsnahi parh pati me..

      Tease karne k liye ek me masoom hi mili thi apko
      Lo g sab say ziayada maza hi masoom logon ko tease karne mein hai


    12. #17
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by MuhammadJabran View Post

      Yes i am ready please come on
      let see who wins , better answers or better questions
      Hamare questions sets me honge ok

      Here comes the first set


      1) Bachpan k sabse khas yaad Kya hai

      2) Ammi se zyada dant khayi hai k abbu se

      3) apka most memorable birthday k bare me bataye

      4) apne har year of birthday se related kch khas yaad bataye

      5) best gift ya best surprise ab tak ka

      6) sabse zyada masti kis k sath k
      a) bhai bheno k sath
      b) cousins
      c) school frnds

      7) school ka pehle crush

      8) school k best frnd

      9) cousin ya siblings k sath ki gayi koi pyari shararat jo aj yaad aajaye to hasi ati ho

      10) bachpan k kaunsi baat no bht miss karte hai?



      Ye kuch sawal hai second set badme


    13. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      intelligent086 (05-01-2018)

    14. #18
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by MuhammadJabran View Post
      Lo g sab say ziayada maza hi masoom logon ko tease karne mein hai
      Hum hamari protection k liye sari admins ko khara denge

      Habib bhai ruby sis n armaan


    15. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      intelligent086 (05-02-2018)

    16. #19
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Shukriya par ye ap bhi kar sakte the habib bhai



      جیسے علیزا کو اردو پڑھنے میں مشکل ہوتی ہے اسی طرح مجھے رومن اردو لکھنے میں ،اسلیئے آپ سے گزارش کر دی تھی۔




      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    17. #20
      UT Writer Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html MuhammadJabran's Avatar
      Join Date
      Apr 2018
      Location
      Lahore
      Posts
      89
      Threads
      25
      Thanks
      72
      Thanked 56 Times in 38 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      3 Thread(s)
      Rep Power
      6

      Re: خاکسار کا انٹرویو

      1. Bachpan k sabse khas yaad Kya hai
        sab say dilchasp bat yeh kay mjhe apna bachpan itna pasand nai. Halanke sabko hota hai.
        2) Ammi se zyada dant khayi hai k abbu se


      bachpan men papa say aur ab apni mama say.

      3) apka most memorable birthday k bare me bataye

      Birthday ayr birthday parties say bhagta hon, albta do saal kabal kuch khas doston ne bahut piyar say wish kia tha tu bhaut axha laga.

      4) apne har year of birthday se related kch khas yaad bataye


      I am sorry, but I am unable to understand this question.

      5) best gift ya best surprise ab tak ka

      mein bachpan mein apna har surprise aur har gift use milne kay do ghante kay ander tor dia karta tha. Abhi to yahi yad hai. Ziyada tar train ka shooq tha wahi milti thi.

      6) sabse zyada masti kis k sath k

      a) bhai bheno k sath (I have only one sis, Iska mtlb hai ap ne mera interview nai parha, pakri gyen ap… hehhehe)
      b) cousins
      (Czns and few special friends only)

      c) school frnds

      7) school ka pehle crush


      mein apne crush bare jaldi bhol jata hon… list bahut lambi hai albta pehle crush meri school teacher thin… unke lambe baal kamr tak hosh urr gyie thay balon ko daikh kay.

      8) school k best frnd

      koe rabta nai hai unke sath aur wo bhi bara arsa howa.

      9) cousin ya siblings k sath ki gayi koi pyari shararat jo aj yaad aajaye to hasi ati ho


      I had a wrestler type personality in my childhood. Jahan jo milta tha phainti laga daita tha. Even gali ki bilioun aur doggies ko bhi nai chora :D meri aik chapair hi kafi hoti thi.

      10) bachpan k kaunsi baat jo bht miss karte hai?

      Bachpan mein dar khoaf naam ki koe cheez nai hoti thi.. jaisay kay pehle bta chukka hon, bachon ki phainti laganaa aam bat thi.. so much so kay aik bachy kay dant tor diayie thay wo hamare family kay kafi kareeb aur dost thay. Meray parents inte sharminda howe kay unhen laine kay daine par gayie thay but ab total opposite hogaya hon.



    18. The Following 2 Users Say Thank You to MuhammadJabran For This Useful Post:

      intelligent086 (05-02-2018),Ubaid (05-16-2018)

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Tags for this Thread

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •