dekh lo khwaab magar khwaab ka charcha na karo@intelligent086
log jal jayan ge $ooraj ki tamanna na karo
waqt ka kaya hai ki$i pal bhi badal $akta hai
ho $ake tum $e to tum mujh pe bharo$a na karo
kirchiyan tootay hoye ak$ ki chubh jayan gi
aur kuch roz abhi aiina dekha na karo
ajnabi lagne lage khud tumhain apna wajooda
pne din raat ko itna bhi akela na karo
khwaab bachhon ke khelonon ki tarah hote hain khwaab dekha na karo khwaab dikhaya na karo
bekhiyali main kabhi ungliyan jal jayain gi
raakh guzre hoye lamhon ki kureedah na karo…..
Bookmarks