tumhare bin meri hasti adhoori hai, samajhta hun… Tumhen main bhool jaaunga ye mumkin nahin hai lekin, tumhin ko bhoolna sab se zaroori hai, samajhta hun .!!
maya (11-12-2017)
Originally Posted by _Alex_ tumhare bin meri hasti adhoori hai, samajhta hun… Tumhen main bhool jaaunga ye mumkin nahin hai lekin, tumhin ko bhoolna sab se zaroori hai, samajhta hun .!! Baaton mein sirf tanz nahin dard-e-dil bhi hai duniya peh hans raha hoon magar aab'deedah bhi hoon
Originally Posted by maya Baaton mein sirf tanz nahin dard-e-dil bhi hai duniya peh hans raha hoon magar aab'deedah bhi hoon Barsaat ke mausam mein kabhi mere ghar aa ke dekh, khushboo ajeeb hoti hai kachche makaan ki. !!
Originally Posted by _Alex_ Barsaat ke mausam mein kabhi mere ghar aa ke dekh, khushboo ajeeb hoti hai kachche makaan ki. !! Khwaab Raaston Se Phir Wapsi Kahan Mumkin Khwab K Musafir Ko Khwab maar Dete Hain
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Forum Rules
Bookmarks