Walaikum Assalamcalming ap ne jo Poll Mai jo jo baate add ki hain un mai ek she ki kami hai or vo hai insaaniyat.agar ap poll mai insaaniyat bhi add karti to mai insaaniyat ko he select karta.kio k jis mai insaaniyat hai osme phir vo sab koch hai jo ap ne poll mai mention kia hai.