1-zindagi ke sunehre din konse the?
3 saal ka tha tu Abba G leyla kahtay thay (kash bara kar kay aik dafa kurbani ho jati)
Nursery mein my first love Asma, 3rd Class mein 2nd love miss Lubna blue dress mein itniii payari lagti thi , 6th class junior branch kay head hotay thay tu bachay dartay thay
8th Class school ki sub say zada enjoy ki, jitna saray daratay thay agay board exam utna hee mein chutiyaan karta tha kay next yr tu parhai hee parhaihee, 9th mein pehlay first term mein ishq wala crush howa. 1st yr college ki bohat enjoy ki, phir professional college kay first 6 months phir bahar Univesity ka saal pahla/
2-waalid sahab seraaye main is qadar ikhtilaaf kion hai
Iss per 5000 safoon ka white paper tayar ho sakta hai, mukhtasar yee kay pehlay saray bhashandeytay hain walid kay haqooq per... few days Abba g kay sath guzar lein tuhumey salute mar kay jatay hain :D
3-lecture dete waqt kuch yaad naa rahe toh student ke samne kaise react karte hain
'oo tumhe itni asan cheez bhi nahi aati, chalo ye assignment hai kal quiz ho ga sub ko batana(meray bhi kuch pallay parhay kitab walay ko takleef hoi ki thi ustaz kobeyissat karanay ki.
4-arkaan-e-islammain se..konse fareeze ada kar chuke hain.
Jummay kay 2 farz
5-mujh se aisesawaloun ki umeed nahi thi.toh waise konse sawaal hain ke jin ki umeed thi?
Ha ha nahi kafi arsay thay ye icchaa icchaa dhari naag ki tarhan sar uhta rahi thi kay jab mujhe itnay logon nay kaha hai app say yee umeed nahi thi tu mein bhi kissi ko kahoon. Thank you, houn meenu aram ee
6-chor machaaye shorko jumle main istimaal karain
'Ye mein nay chor machaey shor ko jumlay mein istemaal kiya'
7-coffee with UTmain aap ke khayal main agla guest koun hona chahiye?
Saeed Ajmal
8-aap ki taaleemi qabliyat kia hai?
Anghota chap samajh rakha hai kiya… achi khassi kuma gamu ke koghgi paa leyna waan
9-kuch guzishtajawabat se ye shak guzra ke aap...puttar hattaaan te nai bikde waale puttarhain? is it true?
50 50 moka achaa hutu vik ve janay aan, haal hee mein akal aai
10-agar aik khaali kamre main bilkul akele chor dia jaye aap ko..toh waqt kaise guzaarainge?
Wohi Peyt khuja liya khabi naak konay mein serahk li, meacupla aur sadness attack mind mein play kardoun ga … Turn off the Lights (already off) Take a deep breath and relax! ….Zada lamba arsa howa tu munajaat… bus Mian G aik bar, one last chance, bus iss dafa bacha lay, ab nahi karoon ga.
11-urdu adab sedilchaspi kion aur kab hoi
Bus wo aik din subah nastay mein dahi cream mein shahad daal kar kah raha tha… Maa G nay kaha abhi sath itni Omelet khai garam hoti hai aur ab thoray say dahi mein itni sari cream aur honey daal kar kah rahay ho iss waqyee kay aik haftay baad dilchaspi honay lag gai.
12-present, futureand past ko define karain.
Present tohfay kobhi kahtay hain ju mazi say milta hai aur mustaqbil ko khoobsorat bana sakta hai
Present hazri ko bhi kahtay hain mazi kay tajurbaat ki roshni mein faisla karna chahyeeyee kin ko future mein hazir rakhna hai zindagi mein
13-fav food?
BESTESTEST Question.Thank you
Mutton Leg Roast,Brain Masala, Nihari Paey, Shami Kabab, Mutton Korma, Beef Namkeen, Afghan iNakeem lamb, Palak Ghost, , Chiray Bateray, Pota kalegi, Biryaani , tinday ki bhaji, Bhindi gosht, mix vegetable chicken, chicken karhai, chicken roast (selective) Fish fry, Daal mash, Daal Masoor rice developed late taste with green chillies aur bohat say
Gajjar Halwa, Mera Apna Chachu halwa, Bangali Chamcham, Gulab Jamun, Qalaqand, Barfi, Khashkhash Pateesa, MannPasand etc...
maa gi khana bohat fit banati hai... walid ka pochtay ho, pochna hu tu Maa G ka Pocho :*
Last edited by FlashPro; 10-03-2014 at 12:55 AM.
11. kis political party ko pasand krty hain aur q?
12. Lord michaly ki pakistan se kia dushmani thi?
13. konsy biscuit pasand hain aur q?
14. coffee ki 3 achi companies k naam ?
15. Pakistani awam ki sb se barhi hmaqat?
16. Samundar ka pani sabz ya neela q lagta hai?
17. Physics mai sb se boring cheez kia hai?
18. Meer taqi meer ne shairi q ki?
19. secularism ko favour krty hain ya democracy?
20. Evolution of life mai darwin ki theory se agreed hain?? why?
11. kis politicalparty ko pasand krty hain aur q?
PTI cuz IK has support of Pakistanis not only in country but all over the world, genuine leader, apni factoriaan nahi chalani , team mein bohat saray outstanding banday ju watan kay liey sub kuch kurbankar saktay haan, doosra koi leader mujood nahi… Imran nahi tu phir wait karo 20yrs for FP to make it a nation again.
12. Lord michaly kipakistan se kia dushmani thi?
Os ko log machlay machlay kah kar chertay thay
13. konsy biscuitpasand hain aur q?
Hi fibred wheat and oat … healthy
14. coffee ki 3 achicompanies k naam ?
Qawlaq, Teh Boh and UT
15. Pakistani awamki sb se barhi hmaqat?
Nizam e Taleem meinnu jawanoo ko career guidance aur counseling na karna, aeinda shuboon kayaeytebar say students kay rujhaanat kona deykhna, cream ko sirf Dr Engr tak mahdood karna. We need Entrepreneurs educated and funded by Government or with partnership. They establish business and give it to private sector.
16. Samundar ka panisabz ya neela q lagta hai?
Itna sara pani dekhkay ankhen confuse ho jati hain kyunkay assman per green rang kay coral reefs hotay hain jin kay shade say green nazar aata hai jab kay neechay samandar kay floorper koi neeli tiles lagata rahta hai raat ko chup kay tu blue shade aata hai.
17. Physics mai sbse boring cheez kia hai?
Boring ki motor theek karwana
18. Meer taqi meerne shairi q ki?
Dil cha raha ho ga tu kar li
19. secularism kofavour krty hain ya democracy?
Selective democracy,local bodies should be strengthened, division zada honi chahyee, phir ye appointed log agay ministers prime minister chose karein. Du ohday Saddar aur wazir e azam nahi honay chahyeeyee, aik kafi hai. Haan prime minister ko parlimant kay samnay jawab dey hona chahyee aur supreme court ko overall parliament ko directions and reviews deynay chaheeyee.
20. Evolution oflife mai darwin ki theory se agreed hain?? why?
Haan thora bohat tu karta hoon, jaisey bed per lappy aur mouse chalana mushkil hota tha tu body nay is need kay mutabiq evolve kiya aur paeyt mota ho geay ab itna acha mousepad ka kaam deyta hai![]()
Last edited by FlashPro; 10-03-2014 at 10:45 AM.
11. kis politicalparty ko pasand krty hain aur q?
PTI cuz IK has support of Pakistanis not only in country but all over the world, genuine leader, apni factoriaan nahi chalani , team mein bohat saray outstanding banday ju watan kay liey sub kuch kurbankar saktay haan, doosra koi leader mujood nahi… Imran nahi tu phir wait karo 20yrs for FP to make it a nation again.
ye kia diplomacy hai pehly kaha k pti ki wja se abtar halat h aur ab usi ko support
14. coffee ki 3 achicompanies k naam ?
Qawlaq, Teh Boh and UT
smj nhi iaisa krain in k logo dikha dain
15. Pakistani awamki sb se barhi hmaqat?
Nizam e Taleem meinnu jawanoo ko career guidance aur counseling na karna, aeinda shuboon kayaeytebar say students kay rujhaanat kona deykhna, cream ko sirf Dr Engr tak mahdood karna. We need Entrepreneurs educated and funded by Government or with partnership. They establish business and give it to private sector.
good ans (Y)
16. Samundar ka panisabz ya neela q lagta hai?
Itna sara pani dekhkay ankhen confuse ho jati hain kyunkay assman per green rang kay coral reefs hotay hain jin kay shade say green nazar aata hai jab kay neechay samandar kay floorper koi neeli tiles lagata rahta hai raat ko chup kay tu blue shade aata hai.
hmmmm
17. Physics mai sbse boring cheez kia hai?
Boring ki motor theek karwana
motor theek krn ro boht easy h ...
19. secularism kofavour krty hain ya democracy?
Selective democracy,local bodies should be strengthened, division zada honi chahyee, phir ye appointed log agay ministers prime minister chose karein. Du ohday Saddar aur wazir e azam nahi honay chahyeeyee, aik kafi hai. Haan prime minister ko parlimant kay samnay jawab dey hona chahyee aur supreme court ko overall parliament ko directions and reviews deynay chaheeyee.
best answer infact mje alfaz mai ye explain nhi krna aa raha tha same view thanks
20. Evolution oflife mai darwin ki theory se agreed hain?? why?
Haan thora bohat tu karta hoon, jaisey bed per lappy aur mouse chalana mushkil hota tha tu body nay is need kay mutabiq evolve kiya aur paeyt mota ho geay ab itna acha mousepad ka kaam deyta hai
it's always contraversal for me........![]()

Last edited by Arosa Hya; 10-04-2014 at 04:39 PM.
nazreen bukhar ho geya gala phula tha aur paoon souja tha is liye chai kay sath thora sad mahool chaling in interview
tera gham tere janay kay baad raha kuch bhool gaey
kuch yaad rah kuch yaad raha
nahi kuch nahi bholay sub yaad hai
jab Asma 1st aei thi , aur annual show per pari bani thi
FP bhi char bachoo mein 3rd aaya tha nursery mein apnay doost ko ghalt cheating kara kar apna theek kiya tha, aur os ko kaha gud yara 4th aaya char mein char Javed miandad char marta hai, next class mein lambi laatoon walay wasim ki tarhan six marna, wasim un dino Amitab say bhi milta tha, duno lambay... duno ki apni class of course duno ki field different or age bhi wasim bilkul chunno munno, aur ijaz shukar hai tableegh mein retire ho kar lag geya warna hum bachoon ko un kay batting stance say pata chala kay fahashi kiya hoti hai... ha ha sorry gud bastman overall
phir Asma waghara 1st class mein shift ho gaey...
aur ...
tere dard say dil aabad raha, kuch bhool gaey
Armaan bujhe hai sapne dhuaan hain
Mar mar ke hum toh zinda yahan hain
Bekhudi mein hum kho gaye
Phir judaa tujhse ho gaye
iss jaga toti thi casette achi tarhan yaad hai , recorder kay head mein phans gai thi, aur chotay chachu nay os waqt ki latest technology use kartay hoey churi say khol kar nail polish lagai thi, kitni advance thi hamari qoum tab, aur aaj hum deykho USB mein mp3 na chalay tu kuch kar hee nahi saktay
11. kis politicalparty ko pasand krty hain aur q?
PTI cuz IK has support of Pakistanis not only in country but all over the world, genuine leader, apni factoriaan nahi chalani , team mein bohat saray outstanding banday ju watan kay liey sub kuch kurbankar saktay haan, doosra koi leader mujood nahi… Imran nahi tu phir wait karo 20yrs for FP to make it a nation again.
ye kia diplomacy hai pehly kaha k pti ki wja se abtar halat h aur ab usi ko support
Likha tha na PTI walay half support ju kartay hain IK ki full support karni chaheeye
14. coffee ki 3 achicompanies k naam ?
Qawlaq, Teh Boh and UT
smj nhi iaisa krain in k logo dikha dain
aey logi
15. Pakistani awamki sb se barhi hmaqat?
Nizam e Taleem meinnu jawanoo ko career guidance aur counseling na karna, aeinda shuboon kayaeytebar say students kay rujhaanat kona deykhna, cream ko sirf Dr Engr tak mahdood karna. We need Entrepreneurs educated and funded by Government or with partnership. They establish business and give it to private sector.
good ans (Y)
thanks
16. Samundar ka panisabz ya neela q lagta hai?
Itna sara pani dekh kay ankhen confuse ho jati hain kyun kay assman per green rang kay coral reefs hotay hain jin kay shade say green nazar aata hai jab kay neechay samandar kay floorper koi neeli tiles lagata rahta hai raat ko chup kay tu blue shade aata hai.
hmmmm
17. Physics mai sbse boring cheez kia hai?
Boring ki motor theek karwana
motor theek krn ro boht easy h ...
:'(
19. secularism kofavour krty hain ya democracy?
Selective democracy,local bodies should be strengthened, division zada honi chahyee, phir ye appointed log agay ministers prime minister chose karein. Du ohday Saddar aur wazir e azam nahi honay chahyeeyee, aik kafi hai. Haan prime minister ko parlimant kay samnay jawab dey hona chahyee aur supreme court ko overall parliament ko directions and reviews deynay chaheeyee.
best answer infact mje alfaz mai ye explain nhi krna aa raha tha same view thanks
oh laghta hai app ki tabiyaat mujhe say kahein zada kharab hai, meray answer ko best kah diya dushmana, haey ye mein kiya dekh raha hoon
20. Evolution oflife mai darwin ki theory se agreed hain?? why?
Haan thora bohat tu karta hoon, jaisey bed per lappy aur mouse chalana mushkil hota tha tu body nay is need kay mutabiq evolve kiya aur paeyt mota ho geay ab itna acha mousepad ka kaam deyta hai
it's always contraversal for me........
ya it even collides with christianity and judaism
Last edited by FlashPro; 10-05-2014 at 08:03 AM.
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks