achi post he. per mujhy es baary me kuch kehna he.
yahaan aap ne jitney bhi Ilaaj tajweez kiye hian. woh sab ya tu Rasool ullah salalaho alai hi wassalm ne kiye, ya phir sahaba razi allaho anhum ne kiye. ya phir buzurgan e e deen aur oliya kiraam ne.
oni ki immaani kefiyat aur hamari me farq he.
woh jismaani tor per hayed kamzoor hon per immaani quuwat me mazboot thay.
Allah pak ke muqarrat thay.
mujahidaat aur naf kushi kerty tha.
aaj hamari duaaon me asar nahi he tu dum doroord tu baad ki baat he.
aap ne khud likha ke huzoor pak ka Jadu Farishtoon ne kata. tu ye kaam farishtoon, nabiyoon (Huzoor pak, hazrat mosa kaleem ullahect) aur oyliiya e kamleen ka he.
jab in hastiyoon ne ye kaam kiye tu la-muhala ye kaam asaan nahi hoga. es me jaan ke kahtery ohnge. kabhi her khas o aam ne es kaam ko nahi kia.
jesyt Dr. ilaaqey me ek hota he. mareez kai. her koi ilaaj naihi kerta. kion ke Dr. ne ye kaam seekha hota he.
tu jinti cheezain aap ne mention ki un me koi ghalt nahi. per es kaam ko seekh ker karian tu nafa ziadah hoga. wern baaz dafa ulta aser hota he. jaan ka kahtra hota he. hamari feild he es liye hum ker sakty hain.



Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out
Reply With Quote
Bookmarks