PAIGHAM.

"chahaton ka samender mere dil me shor machata hai..
khamoshi ki har dewaar todker,us~se kuch kahna chahta hai..
jazbaaton ki chattan se takra ker khud raah banana chahta hai..
wafah ki har mauj per tera hi aks dekhna chahta hai...
har shaks se apni mohabbat ka ikraar karna chahta hai..
anjaan si is duniyaah me,,tujhe apne naam ki pehchan dena chahta hai.."