Piyare members!
Yahan ap apne pasandeeda natiya ashar share krain ge


Wo bula lain agar
Ye b kuch km nhi,
Un ka tashreef lana
Barhi baat hai...
...
Kash Un ki zayarat ka aye agar
Pass mere bahana, Barhi baat hai...
...
Wo ishara krain ,
To ye soraj phiray
Jin ko kaba-e-aalam b sajda kre...
Chaand per pohanchna
B haqeeqat sahi,
Chand Qadmon main lana
Barhi baat hai...



Khush rehye!
Fe aman ALLAH


Similar Threads: