Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
Do hi lafzon ka tha woh afsana Jo suna kar khamosh ho baithey.
Ibteda ye k tum ko chaha hy . . .Inteha ye k khud ko kho baithey..
Baat sajdon ki Nahin khaloos-e-Niyyat ki hoti hai FaRaZ
Aksar Log Khaali haath Laut atay hain hazaar Namazon k baad..
Karta To Hai Wo Yaad Mujhe Chaahat Se Magar....
Hota Hai Ye Kamaal Bari Muddaton Ke Baad...
Dil main jis ki chahat ho who mil jay zarori tu nahi
Kuch chezen azal se mukadar main nahin hoti
Dil main jis ki chahat ho who mil jay zarori tu nahi
Kuch chezen azal se mukadar main nahin hoti
Kab tak teray Fareb ko ik hadsa kahon,
Tu ne to meri wafa ko tamasha bana dia...
Hil jaein gy ek bar to arshon k dar-o-baam,
ye khaak nasheen log jo bolein gy kisi din
rakhtay hain jo auron k liay pyar ka jazba,
wo log kbi tot k bikhra nahi kartay..
tujh ma jo bat ha wo bat nhi ayi ha..
kya yeh tsveer kisi ghair se khhinchwaayi ha
There are currently 4 users browsing this thread. (0 members and 4 guests)
Bookmarks