Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
Aarasta to khair na thi zindagi kabhi
Par tujh se qabl itni pareshan bhi na thi
Ek teri deed chhin gai mujh se
warna dunya mAin kiya nahin baqi
Hum Itney Khoobsurat To Nahin Hain.. Saaqi.. Magar Haan...!
Jisey Aankh-Bhar Ke Dekh Lein Usey Uljhan Mein Daal Detey Hain..
Dard ye ajeeb hai aarzu e dil ka .....,
khokar ye haal hai haasil hota to kya hota.....
Dard ye ajeeb hai aarzu e dil ka .....,
khokar ye haal hai haasil hota to kya hota.....
farq hai har insaan k beech...,
tu kahaan aur mai kahaan.....
ye aarzuu thii ke ham uske saath saath chaleN
magar vo shaKhs to rastaa badaltaa jaataa hai....
Khuli joh Aankhen toh Manzar Ajeeb tha
Dard tha Magar woh Dil ke Kareeb tha
Jinhe hum Dhoondte thae Haatho ki Lakeero me
Pataa chala ke woh Kisi aur ka Naseeb tha
Khuli joh Aankhen toh Manzar Ajeeb tha
Dard tha Magar woh Dil ke Kareeb tha
Jinhe hum Dhoondte thae Haatho ki Lakeero me
Pataa chala ke woh Kisi aur ka Naseeb tha
There are currently 12 users browsing this thread. (0 members and 12 guests)
Bookmarks