
 ✦.................♥ 1 Call 60 Nekiyan SubhanAllah ♥.................✦
●◗►  Guftagu ke Aagaz aur Ekhtetam mein: Assalamu Alaikum Warahmatullahi  Wabarakatuh Kahen, Allah Hafiz, Khuda Hafiz, Fiamanillah, Shabba Khair,  Alvida etc Ye sab kehne se Behtar aur Sunnat Tariqa ye hai ke Jab Aap  kisi se Milo to Salam karo aur Rokhsati ka Iradah karo to salam kar kar  Wida ho.
Narrated 'Imran bin Husain RadiyAllahu Anhu: A man came  to the Prophet ﷺ and he said, “Peace be upon you.” (السَّلَامُ  عَلَيْكُمْ) The Prophet ﷺ said, “TEN good deeds.”
Then another  man came to the Prophet ﷺ and he said, “Peace be upon you and the mercy  of Allah.” ( السَّلَامُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللَّهِ) The Prophet ﷺ  said, “TWENTY good deeds.”
Then another man came to the Prophet ﷺ  and he said, “Peace be upon you and the mercy of Allah and His  blessings.” (السَّلَامُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللَّهِ وَبَرَكَاتُهُ) The  Prophet ﷺ said, “THIRTY good deeds.”
[Jami At-Tirmidhi :: Vol. 1 :: Book 40 :: Hadith 2689]
Urdu  Translation: Hazrat Imran bin Husain RadiyAllahu Anhu farmate hain ke  Aik Shaks ne RasoolAllah ﷺ ki khidmat mein Hazir hokar kaha (السَّلَامُ  عَلَيْكُمْ) Nabi ﷺ ne Farmaya is ke liye 10 Nekiyan hain.
Phir doosra Aadmi hazir hua aur kaha ( السَّلَامُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللَّهِ) Aap ﷺ ne Farmaya is ke liye 20 Nekiyan hain.
Phir  teesra Shaks aaya aur us ne kaha (السَّلَامُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ  اللَّهِ وَبَرَكَاتُهُ) Aap ﷺ ne Farmaya is ke liye 30 Nekiyan hain.
[Urdu Ref ::  Jami Tirmizi :: Vol.2 :: Hadith 585]
●═══════════════════◄►══════════════════●
Narrated  Abu Hurairah RadiyAllahu Anhu: That the Messenger of Allah (Sallallahu  Alaihi Wasallam) said: "When one of you arrives at the gathering, then  give the Salam, and if he is given a place to sit, then let him sit.  Then when he stands, let him give the Salam, the first is more worthy  than the last."
[Jami At-Tirmidhi :: Vol. 1 :: Book 40 :: Hadith 2706]
Urdu  Translation: Hazrat Abu Huraira RadiyAllahu Anhu se Riwayat hai ke  RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya Jab tum mein se koi  kisi Majlis mein jaye to Salam kare us ke baad Baithna chahe to baith  jaye, Phir jab Majlis se uth kar jane lage to phir Salam kare kyun ke  pahla Salam Dusre Salam se badha hua nahi hai Yani Jis Tarah Mulaqat ke  Waqt Salam karna Sunnat hai Aise hi Rokhsat hote waqt bhi Salam karna  Sunnat hai.
 [Urdu Ref :: Jami At-Tirmidhi :: Vol.2 :: Hadith 602]
Similar Threads:
						
					
Bookmarks