. voting ke liye nawaazish. hmm admin ko samjhne ke interview..ye idea bhi acha hai.par khud ke liye khud zehen main ye idea aaya nahi... baqi members toh pehle..kion ke members hi ki mehnat ka natija hai ke aaj ham is makaam par hain ke yahan forum world main stand kar sakain. hain na.. main toh khair interview ke liye taiyaar hon.jab aap kahain ..
![]()
Bookmarks