hum to larka hon hamain kis ne call karni hai :uff 1,2 baar hi ayi hongi Ghalat Calls .. pehlay piyar say kehta hon "Bhaiyya Main Woh nahe jisya ap ne Fone kia" jab agli dafa phir ajaye to 1 gaali add kar k wahi jumla kehta hon :chips

main Irritate nahe hota Wrong Numbers say ... acha time pass hain yeh bhi