SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 2 FirstFirst 12
    Results 11 to 11 of 11

    Thread: Mera Taruf

    1. #1
      Banned Scholar Naina's Avatar
      Join Date
      Apr 2018
      Posts
      3
      Threads
      1
      Thanks
      0
      Thanked 3 Times in 1 Post
      Mentioned
      44 Post(s)
      Tagged
      0 Thread(s)
      Rep Power
      0

      Mera Taruf

      1-how are you? aur yahan is hot seat pe baith ke kaisa lag raha hai.
      Hum Allah ka shukar theek hain. Garmi mehsoos ho rhi edhar

      2-ye bataiye sab se pehle aap ke zehen main aisa koi sawaal aaya keh kahin ruby ye na pooch lain, agar aisa koi sawal aaya zehen main toh wo sawal kia tha.aur uska jawab kia hoga.
      Jee nhi kyun k hum Ruby ko janty hi nhi

      3-apni family aur baaqi qareebi logon ke bare main kuch batayain..
      Family me Ama hazoor hain. Aba haoor inteqal farma gye. 5 behan bhaiyon me hum sb se chotay hain. Qareeb hum kum hi logon ko rakhty

      4-aap ke friends kitne hain, aur dostoun ko aap apne kis qadar qareeb rakhte hain?
      Bht kum dost hain hamary or unme se b koi qareeb nhi etna

      5-waaldain toh hote hi bohot pyaare hain, par kisi aik ke qareeb ham ziaada hote hain. aap kis ke qareeb ziada hain? ammi ya abbu?
      Ami hazoor

      6-aap ki age, qualification, feild, aur job se related information?
      Umer qareeban 30 saal. Ph.d kr rhy hain. Human Resources main

      7-aap khud toh zaahir hai apne baare main raaye dena nahi chaahainge, magar apne moonh miyaan mithoo hona chahain toh most welcome. magar apni friends ki nazar main bhi ya baqi logon ki nazar main aap ki over all look kaisi hai?
      Dost to kum hi hain, mgr baqaol unk kumgo, sanjeeda mizaaj hain hum

      8-khud main aap ko sab se ziaada Allah pak ki di hui naimatoun main se kia pasand hai?(face features).mujhe pata hai agar main is question ko define na karon toh aap toh baal ki khaal utaar lainge
      Zulfain or Aankhain

      9-mizaaj ke kaise waaqe hue hain
      Sanjeeda mgr naram

      10-adab se koi dilchaspi?
      Hua krti thi, mgr ab nhi

      11-life ko entertain karne ke liye aap ka man pasand mashghala
      Waqt ki kilat hua krti Ph.d krny walon k pass. Filhal es forum ko mashghala bnana chah rhy hum

      12-man pasand food and drinks?
      Biryani or Chaye

      13-bachpan, jawaani ya burhaapa..in main se konsa time period aap ke lehaaz se best hota hai
      Bachpan

      14-insan ko zindagi ke ye phases kaise guzaarne chaahiye define karain, childhood,young age,old age
      Her dor e zindagi ko waqt or halaat k mutabiq guzarna chahye

      15-UT par bohot hi mehdood list hai aap ke friends ki.. ..aisa kion?
      Abhi to koi list nhi

      16-rich, poor, middle class..in teenoun classess ki best and bad characteristics define karain?
      3nu hi 1 dsre ko heqarat kin azar se dekhti hain ya tanziya, mgr khush koi b nhi

      17-farz karain..jabrann(zabardassti) aap ko snow falling main le jaaya jaye. wahan jaa ke coffee ya tea bhi nahi balke soup bhi nahi peene dia jaye.balke aap se kaha jaye ke dhair saari ice cream khaaiye..toh aap kia karainge?
      Kha lungi

      18-zindagi ke kisi faisle ke waqt pe agar aap ke samne majboori ya sacrifice ka option aa jaye.toh aap konse option ko choose karne waale hain?
      Sacrifice to mere khyal me majboori me hi kiya jata

      19-dressing kaisi hai aap ki? man pasand dress kia hai
      Khush libas hun. Her trha ka libas, jesa k jesa des wesa bhais

      20-zindagi se kia haasil kia? aur kia seekha
      Tajurbay hasil kiye or seekhay



    2. The Following 3 Users Say Thank You to Scholar Naina For This Useful Post:

      Admin (04-04-2018),intelligent086 (04-06-2018),Ubaid (04-04-2018)

    3. #11
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Mera Taruf




      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 2 FirstFirst 12

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    mera taruf essay in urdu

    Urdu in essay (mera taruf)

    mera taruf essay in urdu for class 2

    mera taruf essay in urdu for class 1

    mera taruf mazmoon in urdu for college students

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •