SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 5 of 18 FirstFirst 12345678915 ... LastLast
    Results 41 to 50 of 173

    Thread: Coffee With Ubaid Sir Ji

    1. #1
      Moderator www.urdutehzeb.com/public_html
      Ainee's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Posts
      1,188
      Threads
      267
      Thanks
      32
      Thanked 102 Times in 69 Posts
      Mentioned
      525 Post(s)
      Tagged
      4726 Thread(s)
      Rep Power
      25

      Coffee With Ubaid Sir Ji


      salaaaaaaaaaaaam every one
      eeeeeeeeek zamane baad jalwa afroz hon coffee with Ut mein
      hamare members bhi kuch khamosh rahe.
      kabi kuch razi na hue interview ko.
      to aj
      CM
      ne bataya..ke muje start karna ha interview thread



      so
      I AM HAPPY

      For calling our very new member

      jin ko ham jante nahi.
      shayad ham main se kuch jante b hon
      but not me

      to unko janne ke liye
      kuch sawal unse mei start karti hon
      kuch ap karna

      I ammmmmmmmmmmm talking about
      nonnnnnnnnnnnnnnnnnnnnne othere then
      aise member .jinko khud ko sir kehlwaana pasand nai
      but CM told me to call him sir.


      gustaakhi moaaf sir ji.
      but kion ke ap guest hain.to respectable to hue.
      ham yahan baal ki khal bhi utaarainge.
      aur kion ke interview hai.toh guest ki bhi
      khair nener mind
      @
      Ubaid sir ji


      you are


      Here are the welcome flowers for you

      bohot acha laga aap ko hamare forum par..balke ap ke aur ham sab ke forum par.daikh kar.
      kafi ache. and friendly in first look
      baki sawaloun ke jawab dain.

      sawal hazir hain


      sawaaloun ke jawabat sawal quote kar ke dena.sir ji.so that parhne wale dilchaspi se parhain.log parhte hain interview.apni CM sahiba ke interview ko sab se ziada parha gaya. more then 44000 visitors ne read kia.

      1-kaise hein ap.kesa laga UT.yahan ke members and admin ..sab ke bare main kuch bataiye.ke kesa laga
      2-UT ap ne join kese kia. kisi ke invitataion..ya search engine ke through. aur yahan ka fav section kosa hai.
      3-kis city and country se hain
      4-insano main kia khasoosiyat hai jis par sab se pehle nazar jati hai.
      5-hobbies and habbits kia kia hain
      6-insan hone ke naate .insan ki konsi aadaat achi aur konsi buri lagti hain
      7-forum world main kab se hain.UT ke ilawa bhi kahin member rahe hain.
      8-@Aliza se kab se jan pehchan hai. ajeeb sawal hai na.par yahaan UT pe ap ki unse gap shap ziada mili hai parhne ko.
      9-urdu adab se koi shaghaf hasil hai.ya urdu adab se bor ho jate hian.
      10-dunia main aa kar. dunia dari main ziada dilchaspi hai ya haqeqat ke nazdeek bhi hain.
      11-khane main konsi dish ziada pasand hai..Pulaow..ya Khayaali pulaaow
      12-kis qisam ka libaas pehennna pasand hai.
      13-khane main mirchain teiz lagain toh kia karte hain.
      14-married or un married?
      15-koi hansi mazak bhi pasand hai.ya bas mirchoo type
      16-forum world se agar pehle se waqif hain.toh konse popular members jo almost tamam forums par hain ap unko jante hian?
      17-ut ki khamiyaan. aur khoobiyaan.
      18-Shadiyoun ke khane ke liye ham pakistaniyo ki tarha shadi attend karte hain.ya formaly?
      19-weekends ka name sunte hain josh walwala jaag jata hai.ya bor honge.ye soch kar ukta jate hain.
      20-filwaqt ye hi jawab dain.baki sawal hamare baki members aur main bhi.dhondh dhaand kar late hain.apko kase sawal ziada pasand hain.




    2. The Following 3 Users Say Thank You to Ainee For This Useful Post:

      intelligent086 (01-06-2018),Moona (01-03-2018),Ubaid (01-10-2018)

    3. #41
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Shukriya. Mai to tayar hon sawalon ka jawab denai k liye likn Madam to kahien ghayeb hoghye hai. ap ko bhi jitnai sawalat karnai hai karlai likn khayal rahai k jo do sahiban nai sawal kiye to unhon nai sara pasena nikal diya abhi itna sakat baqi nahi.
      Hum sahiba yaha hn hazir hn apke liye kuch general se sawal lekar...

      Hum sawal sets me puchungi...

      To chale Bismillah karte hai.. apke bachpan se

      1) Ap abbu k chahite ho k Ammi k
      2) Abbu strict hai k Ammi
      3) Ap kitne bhai behen hai
      4) Apki date of birth n birth place Kya hai
      5) Apne sheher jo Pakistan me hai uske bare me humein kuch bataye
      6) Ap apne bhai beheno me kis se zyada close hai..aur kis se apne sare kaam karwate hai
      7) naniyal zyada pasand hai k dadiyal aur wajah bataye
      8) jab ap kinder garden me the to apki koi fav teacher ?
      9) Bachpan k aise Kaunse khel hai jo ap ab miss karte hai
      10) Bachpan ka koi dilchasp qissa sunaye jo ab sochte hain to hasi ati hai


      Ye Raha ek set hamari taraf se

      @BDunc; @Jelly Bean; @intelligent086; @Aseer e Wafa; @_Alex_; @Ainee; @CaLmInG MeLoDy; @Veedoo; @Ubaid; @Hania Shah; @sehrish2134; @Moona; @Haniesh Shah; @smartguycool; @Youthful;


    4. The Following 4 Users Say Thank You to Aliza For This Useful Post:

      BDunc (01-09-2018),intelligent086 (01-09-2018),Moona (01-09-2018),Ubaid (01-09-2018)

    5. #42
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      1-kaise hein ap.kesa laga UT.yahan ke members and admin ..sab ke bare main kuch bataiye.ke kesa laga

      Ans. Alhamdu Lillah shukar hai thek thak hon. boht acha laga UT. yahan k members admins sab boht nice r friendly hai mujai to sab boht achai lagai...

      2-UT ap ne join kese kia. kisi ke invitataion..ya search engine ke through. aur yahan ka fav section kosa hai.


      Ans. Mai urdu novels boht padta hon jis mai kabhi kabhi mushkil alfaz atai hai jis ka matlab mai nahi samajhta to esai ek martaba mai nai google pai search kia "Urdu mushkil alfaz k manai" to mujai ye forum nazar aya (ye meri pehli dafa hai k mai koyi forum use kar rha hon) to mai smjha k mujai merai mushkil alfaz k manai yahan par mil jaye gai (mushkil alafaz k manai to kher nahi milai likn Dost milai yahan par) to us k liye mujia register hona pada. to register kia apna account. mujai kisi bhi forum ka koyi experiance nahi tha likn BDunc Sir Aliza G sai kafi madad mili is forum ko samajhnai k liye. R mera yahan ka favorite section "Ghazal & Nazam" hai.

      3-kis city and country se hain


      Ans. Mai Pakistan k soba Khyber Pukhton Khwa k elaqai Sawat sai taluq rakhta hon. r hal mai Dubai mai muqeem hon.

      4-insano main kia khasoosiyat hai jis par sab se pehle nazar jati hai.


      Ans. insanon mai mera nazar sab sai pehlai ankhon par jata hai. Q k ziyada tar logon k andar k halat un ki ankhon mai nazar atai hai (ye mera nazriya hai
      ).

      5-hobbies and habbits kia kia hain


      Ans. Hobbies " mai kitabien boht padta hon kisi bhi qisam ki kitabien likn ziyada tar novels padta hon. R Martial Arts bhi muaji boht pasand hai jis ka shouq jonon ki had tak hai". Habbits " Namaz padna, waqt par sona waqt par jagna, apnai kam sai kam rakhna dosron k kam mai interfere na karna, mushkil waqt mai dosron ki madad karna .. etc".

      6-insan hone ke naate .insan ki konsi aadaat achi aur konsi buri lagti hain


      Ans. jab koyi mushkil mai hota hai r koyi us ka madad karta hai (bagher ye janai k ye kon hai kahan sai hai konsi zuban wala hai konsai mazhab sai taluq rakhta etc) to ye adat mujai boht achi lagti hai. r jo is ka ulta karta hai to us insan ki ye adat mujai boht na pasand hai.

      7-forum world main kab se hain.UT ke ilawa bhi kahin member rahe hain.


      Ans. i think since November 2017. r ye pehla forum hai jis par mai nai account baya. is sai pehlai mujai kisi bhi forum ka kuch pata nahi tha na kabhi koyi forum dekha tha.

      8-@Aliza se kab se jan pehchan hai. ajeeb sawal hai na.par yahaan UT pe ap ki unse gap shap ziada mili hai parhne ko.


      Ans. Mujai Aliza sai BDunc Sir nai milaya tha. Aliza G sai gap shap is liye ziyada rahi q k wo ziyada waqt online hoti thi. r koyi itna nahi ata tha. r agar koyi ata bhi to reply har koyi nahi deta tha. Likn Aliza sai jab bhi mai nai kuch pocha hai us ka reply usi waqt hi mila hai mujai.jesai k mai nai pehlai bhi bta diya hai k ye mera pihla martaba hai jo mai koyi forum use kar rha hon. is mai mujai boht mushkilat atai thai pehlai jis ka mai Aliza sai pocha karta tha.

      9-urdu adab se koi shaghaf hasil hai.ya urdu adab se bor ho jate hian.


      Ans. Urdu adab ka mujai boht shouq hai. kabhi bhi kahien bhi koyi bhi urdu adab k barai mai bat karta hon to mai un ko sunta hon r un sai apna raye bhi share karta hon.

      10-dunia main aa kar. dunia dari main ziada dilchaspi hai ya haqeqat ke nazdeek bhi hain.


      Ans. Mujai dunya mai bhi dilchaspi hai likn mai haqeqat pasnad hon.

      11-khane main konsi dish ziada pasand hai..Pulaow..ya Khayaali pulaaow


      Ans. khane mai to mujai pulaow ziyada pasand hai likn kabhi kabhi khayali pulaow bhi pakata hon.

      12-kis qisam ka libaas pehennna pasand hai.


      Ans. Sada shalwar qamees

      13-khane main mirchain teiz lagain toh kia karte hain.


      Ans. kia kar saktai hai janab khana to padai ga chahai mirchi tez ho ya kam.

      14-married or un married?

      Ans.Ye khwahish abhi tak pora nahi howa hai yani Unmarried.

      15-koi hansi mazak bhi pasand hai.ya bas mirchoo type


      Ans. Nahi janab mujai hansi mazak boht pasand hai.

      16-forum world se agar pehle se waqif hain.toh konse popular members jo almost tamam forums par hain ap unko jante hian?


      Ans. mai na kisi r forum pai kisi ko janta hon r na is par kisi ko janta tha.

      17-ut ki khamiyaan. aur khoobiyaan.


      Ans. Khamiyan to mai nai abhi tak nahi dekhi likn khobiyaan boht hai jo mujai bayan karnai ka tareqa nahi ata k kesai bayan kar don.

      18-Shadiyoun ke khane ke liye ham pakistaniyo ki tarha shadi attend karte hain.ya formaly?


      Ans. Dono k liye.

      19-weekends ka name sunte hain josh walwala jaag jata hai.ya bor honge.ye soch kar ukta jate hain.


      Ans. josh walwala jag jata hai.

      20-filwaqt ye hi jawab dain.baki sawal hamare baki members aur main bhi.dhondh dhaand kar late hain.apko kase sawal ziada pasand hain.

      Ans. ap nai thoda pasena nikal diya jo ab koyi r bhi kuch pochai ga
      .



      @BDunc @Aliza @_Alex_ @Moona @intelligent086 @Jelly Bean @CaLmInG MeLoDy @Ainee @Veedoo
      Bohat acha laga apke bare me itna sab kuch jaan kar..


    6. The Following 3 Users Say Thank You to Aliza For This Useful Post:

      intelligent086 (01-09-2018),Moona (01-08-2018),Ubaid (01-09-2018)

    7. #43
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Q janab "Aliza G" kehnai mai koyi gunah hai kia.
      Mai itna mihnati bhi nahi hon jitna tum nai sticker "" mai dikaya hai.
      G thora undigestable hai hehe

      Waise no doubt k tm ho mehnati...

      Me bhi busy hogayi bt tm ne yaha ana nahi chora..


    8. The Following User Says Thank You to Aliza For This Useful Post:

      Ubaid (01-09-2018)

    9. #44
      Forum Manager Forum_Manager_Female Aliza's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      9,529
      Threads
      352
      Thanks
      0
      Thanked 1,372 Times in 1,055 Posts
      Mentioned
      395 Post(s)
      Tagged
      7 Thread(s)
      Rep Power
      16

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Moona G batawo k ham sard elaqai k rihnai walai hai itna ziada garmi bardasht nahi kar saktai.
      Darein nahi apka khayal karte huwe hi sawal puche jayenge


    10. The Following 2 Users Say Thank You to Aliza For This Useful Post:

      intelligent086 (01-09-2018),Ubaid (01-09-2018)

    11. #45
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      15

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Bht khoob sawal kiye hai moona sis apne.. ab hum bismillah karte hai
      Aliza Sis aap ke sawalaat dekh liye hain , main to abhi tayari kar rahi hoon


      Politician are the same all over. They promise to bild a bridge even where there is no river.
      Nikita Khurshchev

    12. The Following 2 Users Say Thank You to Moona For This Useful Post:

      intelligent086 (01-09-2018),Ubaid (01-09-2018)

    13. #46
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Moona's Avatar
      Join Date
      Feb 2016
      Location
      Lahore , Pakistan
      Posts
      6,209
      Threads
      0
      Thanks
      7,147
      Thanked 4,115 Times in 4,007 Posts
      Mentioned
      652 Post(s)
      Tagged
      176 Thread(s)
      Rep Power
      15

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Ubaid View Post
      Shukriya. Mai to tayar hon sawalon ka jawab denai k liye likn Madam to kahien ghayeb hoghye hai. ap ko bhi jitnai sawalat karnai hai karlai likn khayal rahai k jo do sahiban nai sawal kiye to unhon nai sara pasena nikal diya abhi itna sakat baqi nahi.
      Madam mann Maujii hain jaise he fursat mili hazir hoon jayen gee,Habib Bhai sehri ke waqt aate hain jaisa Roza rakhna hota hai

      Politician are the same all over. They promise to bild a bridge even where there is no river.
      Nikita Khurshchev

    14. The Following User Says Thank You to Moona For This Useful Post:

      Ubaid (01-09-2018)

    15. #47
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      smartguycool's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Posts
      616
      Threads
      448
      Thanks
      102
      Thanked 493 Times in 328 Posts
      Mentioned
      127 Post(s)
      Tagged
      61 Thread(s)
      Rep Power
      7

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Hum sahiba yaha hn hazir hn apke liye kuch general se sawal lekar...

      Hum sawal sets me puchungi...

      To chale Bismillah karte hai.. apke bachpan se

      1) Ap abbu k chahite ho k Ammi k
      2) Abbu strict hai k Ammi
      3) Ap kitne bhai behen hai
      4) Apki date of birth n birth place Kya hai
      5) Apne sheher jo Pakistan me hai uske bare me humein kuch bataye
      6) Ap apne bhai beheno me kis se zyada close hai..aur kis se apne sare kaam karwate hai
      7) naniyal zyada pasand hai k dadiyal aur wajah bataye
      8) jab ap kinder garden me the to apki koi fav teacher ?
      9) Bachpan k aise Kaunse khel hai jo ap ab miss karte hai
      10) Bachpan ka koi dilchasp khissa sunaye jo ab scnhte hai to hasi ati hai


      Ye Raha ek set hamari taraf se

      @BDunc; @Jelly Bean; @intelligent086; @Aseer e Wafa; @_Alex_; @Ainee; @CaLmInG MeLoDy; @Veedoo; @Ubaid; @Hania Shah; @sehrish2134; @Moona; @Haniesh Shah; @smartguycool; @Youthful;



      Ye sawal kis se hain????


    16. The Following User Says Thank You to smartguycool For This Useful Post:

      Ubaid (01-09-2018)

    17. #48
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by smartguycool View Post
      Ye sawal kis se hain????
      یہ سوالات عبید سے کیئے جا رہے ہیں



      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    18. #49
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Moona View Post
      Madam mann Maujii hain jaise he fursat mili hazir hoon jayen gee,Habib Bhai sehri ke waqt aate hain jaisa Roza rakhna hota hai
      افطاری کے وقت نہیں ہوتا



      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    19. #50
      Moderator Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      Ubaid's Avatar
      Join Date
      Nov 2017
      Location
      Dubai U.A.E
      Posts
      1,250
      Threads
      192
      Thanks
      785
      Thanked 550 Times in 440 Posts
      Mentioned
      409 Post(s)
      Tagged
      67 Thread(s)
      Rep Power
      8

      Re: Coffee With Ubaid Sir Ji

      Quote Originally Posted by Aliza View Post
      Bohat acha laga apke bare me itna sab kuch jaan kar..
      Shukriya.


    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 5 of 18 FirstFirst 12345678915 ... LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •