@Moona : Phir ati hai Moona g, in sahiban sai kabhi online bat nahi hoyi bas kabhi quotes mai to kabhi comments mai bat hoti hai, malom nahi muhtarma kis time ati hai r kis time jati hai but boht achi dost hai hamari, boht achi achi batien karti hai, r in ka doo lafzon wala comment muaji boht pasand hai "Nice Sharing", is k ilawa muhtarma r kuch likhnai ki ghalti nahi karti, mazak kar raha tha mai janab bura nahi manna ok.
@Ubaid
Nyc Sharing
t4s
Ma Sha Allah jawabaat ke kya kehne, aap ne gila kiya hai k maine bohat kam likha hailekan ek baat to hai aap ki har post ko parha zaror hai 2 lafzi comments kiye hain ab aap ko lambe lambe jawab de diya karen ge
Bookmarks