Quote Originally Posted by Ubaid View Post
But i think mai boht ziyada shareef tha, meri Maan kehti hai k jab tum chota tha tum kabhi bhi nahi roya jesai aam tawar bachai ziyada rotai hai mai kabhi esai nahi roya. na kabhi koyi shararat ki bas aram sai betha rehta tha, chahai wo apna ghar ho ya kisi r ka".
Arey wah tm to kafi samjhdar the bachpan se hi