@Ubaid
Halki phulki urdu main translate kar dain main b samjh loon
More mai wayal watan k kha ye ma wayl zma mori,
Pa bal watan k ba khafa ye ma wail zma mori,
Duwa kawa prade Watan ta mazdurai la zama,
Nasta che to pa Musala ye ma wail zma mori,
Haghai wail baghair lata ba khushale sang kawom,
Da khushalai zai kho mai to ye ma wail zma mori,
ubaidullah che da kali na shum rawan wai wayal,
Ma shai badrang tal dai khyesta ye ma wail zma mori.
Last edited by Ubaid; 12-31-2017 at 09:26 AM.
@Ubaid
Halki phulki urdu main translate kar dain main b samjh loon
Politician are the same all over. They promise to bild a bridge even where there is no river.
Nikita Khurshchev
acha to ye lo janab
"Man kehti thi apnai mulk mai achai ho, mai kehta tha ja rha hon Man
Dosrai mulk mai udas raho gai, mai kehta tha ja rha hon Man
Dua kia karo pardes mai mazdori karnai ja rha hon
Bethi jo tum musallai pai thi, mai kehta ja rha hon Man
Wo kehti ap k bagher kesai khosh rahongi mai
Khoshi ki jaga to tum ho meri, mai kehta ja rha hon Man
Mai Ubaid jab gawon sai rawana hogiya to kehnai lagi
Kabhi badsorat na ho hamesha khobsorat raho, Mai nai kaha Ja rha hon Man"
Moona (01-01-2018)
@Moona boht nahi likn thoda kuch ap k smjh mai ajaye ga. pushto k nazam ya ghazal ko urdu ya kisi dosri zuban mai translate karna mushkil hota hai.
Moona (01-03-2018)
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks