Mera Pora Nam Ubaid Ullah Jan Hai.ap K sawalo k jawabmai nechai likh deta ho.
1. Alhamdu Lillah Thek Ho. is hot seat pai beth k merai khayal mai kisi ko acha nahi lagai ga likn mujai is liye acha lag raha hai k mujai yaha par boht achay dost mil gaye.
2. abhi subha subha mai nai jab forum kola to notification mai mujai interview ka msg mila. us waqt merai zehn mai koyi bhi sawal nahi aya so es ka jawab nahi dai sakta.
3. Merai Family mai ham 3 brothers hai 5 sisters hai aur waaldain hai.
4. Merai 3 best Friends hai mai un sai boht pyar karta hoon. itna k kbhi un k liye mujai apna jan bhi dena prai to mai dai do ga.
5. Waaldain mai mai apna walid sahab ko boht pyara hoon.
6. mera age 22 years hai. mai Fsc pass hon. currently mai Dubai mai as a Document Controller kam karta hoon.
7. mai ek sedha sadha jawan hoon.
8. Mujai Allah pak nai boht sai neamato sai nawaza hai likn jo mujai pasand hai wo mera Taqat hai yani Zoor-e-Bazoo.
9. Merai mizaj mai gussa boht zyada hai mai control boht karta hoon likn kbhi kabhi nahi ho pata.
10. adab sai mujai boht dilchaspi hai likn is zaman mai mai abhi tak kuch nahi kar paya.
11. Mera pasandida mashghala Martial Arts hai. dosra mujai nayi jagho ko dekhnai ka boht showq hai.
12. Mera pasandida food Chawal (Rice) hai. aur Drinks mai Mujai Aam(Mango) ka juice boht pasand hai.
13. I think bachfan boht mazai ka waqt hota hai kyo k us mai koyi gham aur kisi jez ki fikar nahi hoti bas mazai hotai hai.
14. Is k barai mai mai koy opinion nahi dai pawon ga sorry.
15. Mujai is k barai mai bikul nahi pata un sai poch kar bata doon ga.
16. Sorry i dont know.
17. Mujai Pasand hota hai Thand mai ice cream kana.
18. I think majboori.
19. Mera man pasand Dress Shalwar Qames hai.
20. Zindagi sai ab tak kuch bhi hasil nahi kiya likn abhi koshash kar rha hoon. aur zindagi nai boht sabaq sikha diye jo mai ap k sath share nahi karsakta.
Thats all. Thank you.
Bookmarks