SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 3 of 3

    Thread: Namaz main Do Sajde Kion Kiye Jate Hain

    1. #1
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Namaz main Do Sajde Kion Kiye Jate Hain

      Yeh bahut kimti HADEES hai sab ko batao, apne dil mein
      mat rakhna.

      SAWAL:
      Namaz mein 2 sajde kyon kiye jaate hai.?
      JAWAB:
      Jab ALLAH ne farishton ko hukum diya ki ADAM (A.S) ko sajda karo toh unhone sajda kiya, Lekin IBLEES ne nahi kiya toh usko MARDOOD qarar de kar Jannat se nikal diya. IBLEES ki yeh halat dekh kar FARISHTON ne
      SAJDA-E-SHUKAR ada kiya aur kaha, "Aye ALLAH tera shukar hai ke tune
      humein apna hukum baja laane aur apni ibadat karne ki taufeeq ata farmayi".

      Woh 2 SAJDE aaj tak NAMAZ mein ada kiye jaa rahe hai,
      1) SAJDA-E-HUKUM
      2) SAJDA-E-SHUKAR

      Ek sahabi ne Huzoor-E-Pak (Sallallaho Alaihi
      Wasallam) se pucha, "Humein kaise pata chalega ki hamari Namaaz qubool ho gayi"?
      Aap (Sallaho Alaihi Wasallam) ne farmaya, "Jab tumhara dil agli Namaaz padhne ka kare toh samajhna ki tumhari Namaaz qubool ho gayi"..

      SUBHANALLAH

      Kuch log ayse msg ko forward nahi karte, toh ALLAH TA'ALA
      farmate hai, "Agar tum apne logo ke saamne mujhe radh
      karoge toh main tumhe apni nazar mein radh kar dunga"..

      SO pls forward it.

      Jab Shaitan mardud ne kaha ke, "Aye RABB, teri izzat ki kasam
      main tere bando ko hamesha behkata
      rahunga, jab tak unki roohen unke jismo mein rahengi".
      ALLAH rabulizzat ne irshad farmaya, "Mujhe kasam hai apni izzato jalal ki aur apne aala makam ki, jab tak woh mujhse astaghfar karte
      rahenge, MAIN UNKO BAKHSHTA RAHUNGA".

      SUBHANALLAH

      Hamare pyare NABI (Sallaho Alaihi Wasallam) ki kuch pyari aadate.
      1) Chalte waqt nigaah niche rakhte.
      2) Salam hamesha pehle karte.
      3) Mehmaan nawazi khud karte.
      4) Nafil namaz chup ke padhte.
      5) FARZ ibadat sabke samne karte.
      6) Bimar ki mizaaj pursi karte.
      7) Jab khade hue ghussa aaye toh late
      Jate.
      8) Miswak karte.
      9) Ishaa se pehle kabhi na sote.
      10) Kabhi khulkar na haste, sirf muskurate.

      ALLAH PAK yeh msg aage bhejne wale
      Ki har jayaz tamanna puri kare.
      Aameen.

      Jab Huzoor (Sallaho Alaihi Wasallam) ke visaal ka waqt
      qareeb aya toh aapne Hazrat Izrail (A.S) se pucha, "Kya meri ummat ko bhi mout ki itni takleef bardasht karni padhegi".
      Toh Farishte ne kaha, "JEE".
      Toh Aapki aankh mubarak se aansu jaari ho gaye. Toh Allah ne farmaya, "Aye MOHAMMAD (Sallaho Alaihi Wasallam) Aapki ummat agar har namaz ke foran baad AYATUL-KURSI
      padhegi toh mout ke waqt uska ek paon
      dunya mein hoga air ek jannat mein".
      MashaAllah

      Plz send to everyone. Agar kisi ek ne bhi amal kar liya toh aapke liye SADQA-E-JARIYA ban jayenga.

      Joh shakhs sote waqt 21 bar puri BISMILLAH padhta hai, ALLAH farishton se farmata hai ke iski har 'Sans' ke badle neki likho.
      Aap ke mobile mein jitne number save hai un sabko forward karein aur dekhe aaj aapki wajah se kitne log 'Bismillah' padhte hai.
      Ek Dafa HUZOOR PAK (Sallallahu Alaihi Wa
      Sallam) Mehfil me bethe the.AAP (Sallallahu
      Alaihi Wa Sallam) ne farmaya k jab aap k
      waldein ki Mout ho jaye to unko jab Dafnaya
      jaye to un ko Dafan kar k unki Qabar k qareeb
      baithkar ALLAH PAK ka zikar itni dair tak Karo
      jitni dair ek oont ko zibah kar k taqseem kia
      jata hai . Q k jab dafan kiyajata hai to maiyat
      is tarha preshan hoti hai jis tarah ek Admi
      Samander ki lehron main doob k mar raha
      hai.Jab zikar kia jata hai to maiyat preshan
      nahi hoti or maiyat bahut khush hoti hai k meri
      Aulad ne mera haq adaa kar dia hai.Plz is
      Pyari Bat Ko Itna Phelao K Koi . Bekhabr Na
      Rahe.ALLAH Pak apko iska ajar atta farmaye.
      Aameen —



      Hadees : Jab tum apne bister par jao to Surah "FATEHA" aur Surah "IKHLAS" Ko padh liya karo to Maut k alawa hr cheez se be-khauf ho jao...
      Wo din kareeb hai jab aasman pe sirf ek sitara hoga, Tauba ka darwaza band kar diya jayega, Quraan k HAROOF mit jayenge, Sooraj zameen k bilkul pas aa jayega..
      Huzoor sallallaho alaihi wasallam ne farmaya: "be-noor ho jaye uska chehra jo koi meri Hadees sun kr age na pahuchaye.."







    2. #2
      Administrator Admin intelligent086's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      لاہور،پاکستان
      Posts
      38,412
      Threads
      12102
      Thanks
      8,639
      Thanked 6,948 Times in 6,474 Posts
      Mentioned
      4324 Post(s)
      Tagged
      3289 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Namaz main Do Sajde Kion Kiye Jate Hain

      سبحان اللہ
      جزاک اللہ خیراً کثیرا



      کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومن
      حوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن

    3. #3
      Moderator www.urdutehzeb.com/public_htmlClick image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      BDunc's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      8,431
      Threads
      678
      Thanks
      300
      Thanked 249 Times in 213 Posts
      Mentioned
      694 Post(s)
      Tagged
      6322 Thread(s)
      Rep Power
      119

      Re: Namaz main Do Sajde Kion Kiye Jate Hain

      Excellent


    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •