intelligent086 (02-16-2017)
Moum dil ka pathar...!!!
Koi aur nahi. Apne hi diloun pe bijli giraate hain. Aur jawaban ya toh hamara dil jal jata hai ya phir pathar ka ho jata hai. Dil jal jaye toh dhuaan bhi uthta hai. Uski jalan sabko nazar bhi aati hai. Kabhi kabar aisa dil doosroun ko bhi sath jala deta hai. Magar agar kisi ka moum dil pathar ka ho jaye. Toh na dhuaan uthta hai. Na chingari urti hai. Na shor hota hai k dil jal gaya. Bas la talluqi hoti hai. Khamoshi hoti hai. Aur phir ye pathar ya toh kisi pe gir jata hai. Ya manoun khaak orh kar khamoshi se logon ki nazar se ojhal ho jata hai tab.. jabb. Moum dil pathar ka ho jata hai.
intelligent086 (02-16-2017)
بہت عمدہ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
کہتے ہیں فرشتے کہ دل آویز ہے مومنحوروں کو شکایت ہے کم آمیز ہے مومن
Umda share
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks