Assalam O Aalikum
kiya haal hain utains
umeed hai k sab ba khair o afiyat hi hoon ge
UT par nihayat khamoshi say aik wardat hoi hai
gusse what
humaray aik member hain @muzafar ali
muhtaram ab UT Team ka aik hissa bana diye gaye hain
ji haan muzafar ali ab say moderator ki faraiz anjam dain ge
welcome to the team Muzafar
aapko bohat bohat mubarak ho
Allah aapko kamyabiyun say nawazain aur khushiyan ata farmain ameen



Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out






Reply With Quote









Bookmarks