Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
kawwe gana gayain ge toh phir sir pe bhi baithainge.....soch lain phir..
Main kiyun sochon
Gana tum ne gana hai,kawoon ne tumharay sar par baithna hai
Tum socho
Wesay kiya manzar hoga
Kawa khan tablay par
Kawii khanam harmuniyam par
Yajooj majooj tumharay sar par as corous
Aur tum naghma sara
Ye jo chilman haiiiiii........kaon kaon
Dushman hai humarai.......kaaaoooonnnnnnnn