Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
hmm sahi..


shukria.
shukria

bohot bohot shukria..

shukria ji shukria...shukar karain aap ko gane yaad aane lage hain..warna aap yakeen arain ke chilman pe ye hi gana yad aaya tha mujhe.par aap ka name zehen main aaya..aur main ne gana suna nahi dia

hmm sahi.ye tool mujhe pehle nahi pata tha..ab use kar ke daikhti hon..


hmm sir ji..... yakeenan phir acha nahi hoga kaam..
Tum ne ayeewain taradud kiya
Tum gana shoro tou kartin kawwon ki puri biradari tumhara saath deti course main