Khirman (03-12-2016),Mamin Mirza (03-02-2016)
Mamin Mirza (03-03-2016)
Arosa Hya (03-03-2016),Mamin Mirza (03-03-2016)
Tehreeer or wo bhi mamin mirza par Ghajb ho giya bhai ghajab ho giya ....................... @Khirman tehreer bohat umdha he takhayul or tajrubat se aghaz kia gaya khaka bohat shandar he jumlay bohat shusta hien or qafiye achay milaye hien behad umda koshish he jis par Mamin Mirza tumien kia inaam de gi mujay pata ni par me tumin shabsh deta hoon :D
Khirman (03-03-2016),Mamin Mirza (03-03-2016)
Mamin Mirza (03-03-2016)
Hmmm. Pehle toh baat apki tehreer pe ho jaye. Janab kamal gai. Qalam utgaya bhi toh mahaan hasti pe. Yakeenan inpe wohi log likh sakte hain. K jo inko bohot ache se jante hain. Q k jo log inko nahi jaante wo inse khaaief hi rehte hain. Magar inko jaanna. Algharz paapar bailna. Q k apne qareeb nahi aane deteen kisi ko bhi. Apki daad deni pare gi. Jo itne qareeb se janti hain mamin ko. Q k itne qareeb se sirf mamin hi mamin ko jaan sakti hain. Phir doosre numver pe ruby ko daad milni chahiye. Jo inko khob qareeb se janti hain. Apne ache alfaz chune inko bayan karne ko.main ne bhi mamin ko behno jaisa paaya. Tanz o mazah se ache se waqif. Kham daar batoun k kham nikalne wali. Aur lache daar batoun ko bhi samajhne wali. Jaise ko taisa k asool pe chalne wali. The great mamin mirza g. Love u.
Bohot umda tehreer. Khush rahain. Aameen
Khirman (03-12-2016),Mamin Mirza (03-07-2016)
Khirman (03-12-2016)
han g bus dekh lain qalam uthaaya b to kis per shuker krain ungli ni uthai werna pata ni kia ho jata grin emoticonhan ye mohtrma curren martin hain islia logon ko had me rakhti insani jaan ka ziyan na ho na ...any way thanks k apko mera likha pasand aya grin emoticon
![]()
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks