1: Fav book?
2: Fav country and city?
3: Lalteen ki roshnee main taray ginay kabhi?
4: Fav poet?
5: Gobi......alu k saath achi lagti hai k gosht main?
6: Sau sunar ki aik lohar ki.....agree or dis agree?
7: Logon ko wazahatain deti hain ya jisay jo sochna hai sochay,samjhay....who cares walay maqolay par yaqeen rakhti hain?
8: Kiya ziyada asaan hai rotay ko hasana ya hanstay jo rulana?
9: Jhoot pakar laiti hain logon ka ya nahi?
10: Imported perfume ya mitti ki khushboo?
Bookmarks