SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 3 of 3

    Thread: Sharing....!

    1. #1
      UT Writer www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Ria's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      khawabon aur khyalon me
      Posts
      2,272
      Threads
      130
      Thanks
      0
      Thanked 19 Times in 12 Posts
      Mentioned
      257 Post(s)
      Tagged
      4148 Thread(s)
      Rep Power
      47

      Sharing....!

      Aik Important Question aksr o beshtar paia jata hy k
      why Sharing Is Necessary ??

      Sharing Krien tu kis sy krien? koi qabl e itmaad milta bhi nahi, agr kr daien kise sy share to her waqt dharka lga rehta
      k kahe kuch garr barr na ho jay..
      bht c tensions damgh me swar rehti her time..
      Agr koi nai krta share kise sy kuch bhi to wo andr he andr ghut'ta rehta hy
      apny gham aur dukh ko andr dabby rakhny sy wo gham gussy ki shakl ikhtyar kr leta hy
      aur yahi gussy ka shikar aap k apny hoty haien...

      To es ka hal sirf aur sirf yahi hy k Apni Aami sy ya Abu sy sharing krien
      Apny behn bhaion ko dost bnaien un sy her baat krien
      Ta k aap depression ka shikar na houn

      Sharing life ka ehm juz hy ..


      Similar Threads:
      ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
      جس سے ملیے اسے خفا کیجے
      ہے تفاخر میری طبیعت کا
      ہر ایک کو چراغ پا کیجے
      میری عادت ہے روٹھ جانے کی
      آپ مجہھے منا لیا کیجے

    2. #2
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      21

      star Re: Sharing....!

      Assalam o Alaikum.Nice Thread.Har Insaan Ki Zindgi Ki Boht si Baate Hoti hain Jise Insaan kisi se kehna or suna chahta hai Or Os K Liye Parents se behtar Koi nahe ho sakta or os k baad Ap ka Life Partner.Kher Parents se To Mai apni Life Share nahe kar paya,aaj bhi Boht si Un Gint baate hain Jo Mere Parents Ko pata to kia un k khabo khiyalo mai bhi nahe k Humare bete mai ye ya es qisam ki bhi baate hain bhi k nahe.Parents or olaad mai Ye Generation Gap hargis nahe hona chahiye.parents olaad se or olaad parents se he doot rahe qareeb tareen ho k bhi to Phir Baaki kia reh gaya...!!!Parents Ko chahiye k Esa Atmosphere create kare k Beta baap ko or beti Maa Se Apni zindgi ki Ek Ek Baat openly Share kare or ye Tab he possible hai jab Baap bete ko khud qareeb kare or Maa Beti ko Qareeb kare.Parents He Olaad Ko Nahe samjhe ge unhe Time nahe de ge unki Zarorato or feelings ko nahe samjhe ge to Olaad Finaly Baher Dostiyaan banai gi ab vo.Dostiyan Qismat se Achi mile ya bad Qismati se Buri.

      Last edited by singer_zuhaib; 12-17-2014 at 09:37 PM.


      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    3. #3
      Family Member Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982 singer_zuhaib's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      Islamabad
      Posts
      577
      Threads
      217
      Thanks
      26
      Thanked 66 Times in 52 Posts
      Mentioned
      8 Post(s)
      Tagged
      783 Thread(s)
      Rep Power
      21

      Re: Sharing....!

      Rahe Baat Trust Worthy Person ki k Koi to esa ho jis pe trust kar k os se apni life share ki ja sake os lehaaz se in Real Life To Mera Ek He Dost Tha Jise Mai Apna Dost manta tha Par Os se Bhi Mai Har Baat share nahe karta tha kio k Ek Quote hai "Apne Dost se bhi vo baat chupao jo apne dushman se chupate ho k dost ko dushman bante der nahe lagti".Par Net Pe Unlimited Friend Bane Or Unhe Mai pehle he keh deta tha k Mai Ap se Apni Life ki jo Bhi baat share karo ose ap Apni had Tak he rakhna or Ap jo apni life ki baate muj se share kare ge vo mai apni had tak rakho ga or In case kal ko Humari dosti khatam hoti hai to Ap ko meri zaat se or muje ap ki zaat se Koi Problem create na ho.or Esa he howa k Aaj bhi Boht se Logo ki boht he personal baate mere Dil o Dimaagh mai he dafan hain.



      Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
      Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya

      Talaash E khudi

    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Tags for this Thread

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •