Wah zabardast. Baking soda aur yeast dono hi dena padega? ya koi ek? aur yeh keya normal paratha se zara mota belna hai?
Wah zabardast. Baking soda aur yeast dono hi dena padega? ya koi ek? aur yeh keya normal paratha se zara mota belna hai?
Wah
Zabardast
zaror try karein ge
backing soda and yeast dono use karain. Aur usko ghar k parathe jitna rakhain. Pak kar khud ba khud tandoori parathe jesa ho jaye ga. Jaisa k tasveer main hai. Ye tasveer wala main ne khud banaya hai.
Shukria ap dono ka bhi
Nice recipe.. ye to try karna padega.
Paratha looks like chanda mama...
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks