SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 3 of 3

    Thread: Issues of young generation..!

    1. #1
      UT Writer www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Ria's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      khawabon aur khyalon me
      Posts
      2,272
      Threads
      130
      Thanks
      0
      Thanked 19 Times in 12 Posts
      Mentioned
      257 Post(s)
      Tagged
      4148 Thread(s)
      Rep Power
      47

      Issues of young generation..!

      Aj kal k young genration k bht zayda problems haien, jasy k her choti bat ki tension ly lena.
      Agr marks km aay to tension, kise ny kuch keh dia to tension, agr nahi kaha to double tension..
      Sara sara din social media py time guzarna koi out side activity nahi, jis ki waja sy sara time mind stress me rehta hy.
      Hum aj kal bht sy issues sun rahy haien about suicide attempt. bht sy college going students k agr marks km aa gy to , koi feelings waghira ka chakkr hoa to khud kushi (me yaha py pyar ki jaga feelings es liye keh rahi houn k ery khyal me ye yaqenan waqti feelings hoti haien pyar nahi)

      En sb probs ka hal b hy k agr young gen. ko fazool ki tensions sy bachana hy to en ko bachpan sy he es trha train krna ho ga k en ka her kam k liye proper time ho
      nashta khana college uni ya sham k time me bahir khilny jana.
      aur en ko akhilaqi aur emotionally strong bnaia jay ta k wo her choti choti prob sy effect na houn.
      baqi aap sb ki qeemti aara ka intzar rahy ga..


      Similar Threads:
      ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
      جس سے ملیے اسے خفا کیجے
      ہے تفاخر میری طبیعت کا
      ہر ایک کو چراغ پا کیجے
      میری عادت ہے روٹھ جانے کی
      آپ مجہھے منا لیا کیجے

    2. #2
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,213
      Threads
      2245
      Thanks
      931
      Thanked 1,367 Times in 868 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7966 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Issues of young generation..!

      aap ne bilkul sahi kaha.. aaj kal nojawan nasal shadeed problems se dochaar hai. choti choti baat par pareshan . is ki haqeeqi waja ye hai ke. aj kal ki nojawan nasal ne apne aap ko jahan kamyabi ki dor main laga rakha hai, wahin in ke zehen main mqaable ki shidat bhi paida ho gai hai. aur mqaable ki shidat jab paida ho jaye..toh insan main sharmindagi ka ehsaas panapne lagta hai. aur sharmindagi ka ehsaas insan ko phycologcly involve kar leta hai. ye involvment kamyaabi ki soorat main takkabur aur naa kaami ki soorat main aksar ki shakal ikhtiyaar kar leti hai.

      toh pehli zaroorat aik nojawan nasal ki balanced life jeena hai.aur balanced life kaise ji jaa sakti hai.ye unko deen-e-islam aur parents hi sikha sakte hain..so har nojawan nasal ko apne deen aur parents ki batoun par concentrate karna chahiye.







    3. #3
      UT Writer www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Ria's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      khawabon aur khyalon me
      Posts
      2,272
      Threads
      130
      Thanks
      0
      Thanked 19 Times in 12 Posts
      Mentioned
      257 Post(s)
      Tagged
      4148 Thread(s)
      Rep Power
      47

      Re: Issues of young generation..!

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      aap ne bilkul sahi kaha.. aaj kal nojawan nasal shadeed problems se dochaar hai. choti choti baat par pareshan . is ki haqeeqi waja ye hai ke. aj kal ki nojawan nasal ne apne aap ko jahan kamyabi ki dor main laga rakha hai, wahin in ke zehen main mqaable ki shidat bhi paida ho gai hai. aur mqaable ki shidat jab paida ho jaye..toh insan main sharmindagi ka ehsaas panapne lagta hai. aur sharmindagi ka ehsaas insan ko phycologcly involve kar leta hai. ye involvment kamyaabi ki soorat main takkabur aur naa kaami ki soorat main aksar ki shakal ikhtiyaar kar leti hai.

      toh pehli zaroorat aik nojawan nasal ki balanced life jeena hai.aur balanced life kaise ji jaa sakti hai.ye unko deen-e-islam aur parents hi sikha sakte hain..so har nojawan nasal ko apne deen aur parents ki batoun par concentrate karna chahiye.
      Belkul drust baat....
      JAsy k ehsaas e kamtari aik bht bara problem hy use trha ehsaas e bartri b bht bara issue hy

      ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
      جس سے ملیے اسے خفا کیجے
      ہے تفاخر میری طبیعت کا
      ہر ایک کو چراغ پا کیجے
      میری عادت ہے روٹھ جانے کی
      آپ مجہھے منا لیا کیجے

    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    nojawan nasal activities in urdu

    SEO Blog

    User Tag List

    Tags for this Thread

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •