oho sweet heart kia ho gya kis ne utna barham kr dia k qalamm cheekh utha ehtjajan???
baat to bilku theek hai manana to chahiye ........ lekin aik solution hai jo na manaye us se badla lia jaye
or taka k lia jaye phir jb uska dimagh gomy to osy btaya jaye tm ne manaya nhi taky next time wo yad rakhy k manana hai........ aise bas khud ko hi ku takleef di jaye bhala.......bath:
Ache soch hai...per yah duniya hai pyary....yahan her kasi ko khush karna bht muskil hai.
q k her koie apni apni soch say logon say milta hai. aur her kasi ki soch aik jasi nahe hoti...per yah b such hai k kasi ko naraz nahe karna chaheya. q k Allah dilon may rahta hai.
thanks for nice sharing.
hmm.. are wah..Nimra tum likh bhi leti hon..kahin hath dukh toh nahi gaye..maathe pe shikan toh nahi par gai likhte likhte..in nazuk mizaaj logon ka likhna likhaana...bath:..haye haye..
khair..mazah apni jaga..magar acha likha hai kafi.. haqeeqat ke qareeb tar.
pehli bat..roothta toh insaan maan se hi hai..magar koi nahi mana raha..iska matlab hai ke..wo aap ke qaabil nahi.. ye aisa moqa hota hai. jab ham is bat ka andaza laga sakte hain..ke kis ko hamari khushi azeez hai ..aur kis ko apni..jis ko sirf apni khushi azeez ho.wo kabhi nahi manaata..
lakin aik aur zindagi ki haqeeqat bhi hai..wo ye ke.ye forumula jo abhi main ne bataaya..wo real relations par laagu nahi hota hai..kion ke..apne waaldain, behen bhai, husband wife..bohot hi mushkil se aik doosre ko manaate hain..shaaz-o-naadir hi..
par ye falsafa mehboob pe laagu hota hai..mehboob agar nahi mana raha..toh samajh lain ke usko apni khushi azeez hai
toh bataow azeeza..moaamla kia hai..![]()
دراصل ساری بات احساس کی ہوتی ہے،اگر احساس مر جائے تو پھر انسان کی زندگی
بے رنگ سی ہو جاتی ہے اور اُسے اپنے پرائے کی پہچان نہیں رہتی ہے، اُسے محسوس
نہیں ہوتا کہ وہ جانے انجانے میں کتنے ہی اپنوں کو ناراض کر بیٹھا ہے۔
دوسری بڑی چیز انا ہے،ہمارے اندر نام نہاد بہت بڑی انا بھری ہوئی ہے، اور یہ نام نہاد
انا کے ہاتھوں یرغمال بن کر ہم بہت سے اپنوں کا مان توڑ دیتے ہیں اور لاپرواہی کا
ایسا مظاہرہ کرتے ہیں کہ اگلا انسان ہم سے متنفر ہو کر ہمیشہ کے لیئے ہم سے
دور ہو جاتا ہے۔
ہم نے اپنے دل و دماغ میں انا کے ڈیرے ڈال رکھے ہیں اور احساس خانہ بدوشی
کی زندگی بسر کر رہا ہے۔۔۔ اور یہ بہت بڑا لمحہ فکریہ ہے
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks