ek sahabi ne arz ki,
“aye allah ke nabi (sallallahu alaihi wasallam) ! Mere ghar barkat nahi, kiya karoon?” aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya, “apne ghar ke darwaze par parda lagao. Sahabi ne aisa hi kiya
kuch din bad phir aaye arz kiya “ab mere ghar bohot barkat hai! Lekin parde se kiya wasta?”
aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya ke,
“aap ke ghar ke pass se be-namazi guzarte hain unki nahusat ghar pe padti thi aur barkat nikal jati thi”.
Socho jis ghar me hi be namazi hon toh kaise barkat ho?.
Pyare aaqa muhammad mustafa ﷺ (sallallahu alaihay wasallam) ne farmaya,
“jis momin bande ki aankhon se allah ta’ala ke khouf se aansoo tapak parey, khua wo (aansoo) makhi ke sir ke barabar kyun na hon, tu allah ta’ala uss par jahannum ki aag haraam farma de ga”.
(‘ibny maja’ kitab-uz-zohad,hades no: 4197)
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Visitors found this page by searching for:
be namazi ki nahoosat
,
aik bay namazi ki nahoosat
,
be namazi ki nahusat
,
benamazi ki nuhusat,
Napaki ki nahusat,
be namazi ke ghar mein kya nahoosat hoti hai,
benamazi ki nahosat[hadees],
benamazi ki nahoosat,
hadith on bay nmazi ki nahosat,
be namazi ki nahoo,
be namazi ki nahoosat PDF ,
be nimazi ke nahoosat
Bookmarks