hye hyeeeeeeeeeeeee mar dala o mar dala tu ne zalmain hahahahahaha kia kia ni yad a gya ye perh kr mujhey @Mamin Mirza wesay ini patlo ni hun meor teri bd per b is bar me kina mzay ka surprise diya tujhey ni bhooli na me aub
....andaz e tehreer hmesha ki terhan mujhey behad psannd u know me to wese b u ki fan na
or khali u ni me b ni bta sakti na dikha sakti k me teray naal kina piyaar krdi :love: hmesha khush reho meri ladooooooooooooooooooo ameen
tou tu mujh say kisi reham ki umeed kar rahi thi ni chawanni
sarotay k munh wali,
haan tu nahi bhooli,iss bar ye karnama aur bohat say logon ne anjaam diya,khair.
aur tera sar ka prize baray zor ka laga tha menu,ab tak kar rah rahi hoondnc
tu pankhi hai meri mujhe maloom hai,fuzol ki pankhi hai
hawa tou deti nahi :/
chal ni tu ab bhi sokhi sari hai,hadiyun ka pinjar![]()
!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
Assalam o Alaikum.Simply superb.
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
btw jis shaksiyat ka khaaka kheencha ap ne kia unhe bhi ap ne Ye Khaaka Parhaya ya Unhe Es ki khabar bhi nahe...!!!
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
hon,vo actualy baat ye hena k mai Apni comment pe dihan deta ho na es liye,kher khirman Id dekh k muje naam ki to samajh nahe aa rahe albata itna zaror samajh aa raha hai k Khir mean Kheer or man mean Admi yani Kheer wala admi ya Kheer khane wala Admi.baki sorry for that k Real mai khirman k kia meaning hain muje nahe pata or ye naam mene to aaj tak kisi female ka nahe suna.
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
kheer yani sweet dish aur man yani aadmi nahi
ye khirman hai
خِرمَن
فارسی نام ہے یہ جس کے معنی ہوتے ہیں
آشیانہ،گھونسلہ،
وہ کھڑی فصل جس پر بجلی گری ہو
real name iska saima ramzan hai par yahan regisration k waqt usay apnay real name say register nahi hona tha so i suggest her this name
hope now its all clear to you...!
!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks