google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 5 of 8 FirstFirst 12345678 LastLast
    Results 41 to 50 of 84

    Thread: Coffee with Ruby...

    Hybrid View

    1. #1
      ...."I don't need your attitude. I've my own"..... www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Arosa Hya's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Peace
      Posts
      5,286
      Threads
      972
      Thanks
      965
      Thanked 827 Times in 507 Posts
      Mentioned
      518 Post(s)
      Tagged
      6978 Thread(s)
      Rep Power
      244

      Re: Coffee with Ruby...

      @
      Arosa Hya

      [/B]1. Enki Nature Kesi Hai?

      bohot achi.

      2. Koi 2 achi baatein enk baray me

      she is understanding,
      and caring

      3. Koi 2 buri batein enk bray me

      mujhe lagta hai.ye jaldi bor ho jati hongi.aur jaldi ukta jati hongi

      4. Apky mutabik enki zahiri personlity kesi joge?

      naqaab post moaazma

      5. Apky mutabik enki inner personlity kesi hoge?

      intelligent and decent

      maanna parhe ga apko kia ala guess krti hain
      mai waqayi jald bore ho jati hon .........ma siwa chand cheezon ke .......

      Last edited by Arosa Hya; 12-16-2014 at 06:57 PM.

    2. #2
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,203
      Threads
      2235
      Thanks
      931
      Thanked 1,366 Times in 867 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7965 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee with Ruby...

      Quote Originally Posted by Nimra Rashid View Post
      aan toh Ruby G in sawaaloun ke jawab do
      in sawalat ke option main se koi aik option zaroor choose karain

      1-roothi hoti ho toh shakal kaisi hoti hai in main se koi sa aik option laazmi choose karain

      a-murjhaai hoi bhindi ki tarha
      b-sookhe hue karele ki tarha
      3-pichke hue aam ki tarha
      4-yaa jali hoi handiya ke maafik
      nrd smi

      2-ghusse main kaisi ho jaati ho

      a-Laal
      b-peeli
      c-neeli
      d-tapeeli

      3-school main pehli baar maar kis baat pe pari thi?

      a-kaam na karne par
      b-ammi ya abbu ke sigg khud karne par
      c-cheating karne par
      4-nosi behne par

      4-bartan dhote waqt agar koi bartan toot jaye toh sab se ziaada kis se daant parti hai

      a-saasu maa se
      b-ammi se
      c-hubby se
      d-nannd se

      5-ghar ka konsa kaam shoq se karti hain

      a-kuttne lagaane ka
      b-jhaaroo lagaane ka
      c-poncha lagaane ka
      d-makhan lagaane ka

      6-konsi cheez shoq se maarti hain

      a-gappain
      b-jooain
      H
      Haan toh Ruby G in sawaaloun ke jawab do
      in sawalat ke option main se koi aik option zaroor choose karain

      bohot hi fit kaam kia hai.matlab meri tang mere hi sawaaloun se kheenchmaari

      jaow main choose nahi karti kar lo jo karna hai.

      2-ghusse main kaisi ho jaati ho

      a-Laal
      b-peeli
      c-neeli
      d-tapeeli

      ghuse main aisi waisi koi nahi hoti..

      3-school main pehli baar maar kis baat pe pari thi?

      a-kaam na karne par
      b-ammi ya abbu ke sigg khud karne par
      c-cheating karne par
      4-nosi behne par

      kion bataoon..

      4-bartan dhote waqt agar koi bartan toot jaye toh sab se ziaada kis se daant parti hai

      a-saasu maa se
      b-ammi se
      c-hubby se
      d-nannd se

      ammi se

      5-ghar ka konsa kaam shoq se karti hain

      a-kuttne lagaane ka
      b-jhaaroo lagaane ka
      c-poncha lagaane ka
      d-makhan lagaane ka

      kaam chor hon.koi kaam nahi karti
      :D

      6-konsi cheez shoq se maarti hain

      a-gappain
      b-jooain

      jooain..wo bhi UT members ki..pat pat pat awaaz aati hai..kal hi tumhare sir ki saari jooain maari theen..

    3. #3
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Coffee with Ruby...

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post

      Jaooo
      me nae khelti

    4. #4
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,203
      Threads
      2235
      Thanks
      931
      Thanked 1,366 Times in 867 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7965 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee with Ruby...

      Quote Originally Posted by Nimra Rashid View Post
      Jaooo
      me nae khelti
      ham khilwaa lainge.. no issue

    5. #5
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Coffee with Ruby...

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      ham khilwaa lainge.. no issue
      aap ne mera dil tor diyaaaaa
      bussss
      ab nae khelna mjhe

    6. #6
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Coffee with Ruby...

      Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
      bohot hi fit kaam kia hai.matlab meri tang mere hi sawaaloun se kheenchmaari

      jaow main choose nahi karti kar lo jo karna hai.

      ghuse main aisi waisi koi nahi hoti..

      kion bataoon..

      ammi se

      kaam chor hon.koi kaam nahi karti
      :D

      jooain..wo bhi UT members ki..pat pat pat awaaz aati hai..kal hi tumhare sir ki saari jooain maari theen..
      Na Choose Kro
      Hunh
      Me b nae puchun ge sawal

      Ghusaaay mein jesi hte ho
      mjhe pta

      na btao

      changa hoya

      baaton se pta chalta k u kaam chor

      chal behan shukriya
      juwain marny k lye

    7. #7
      Vip www.urdutehzeb.com/public_html Miss You's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Rahim Yar Khan
      Posts
      2,914
      Threads
      379
      Thanks
      242
      Thanked 420 Times in 329 Posts
      Mentioned
      259 Post(s)
      Tagged
      6841 Thread(s)
      Rep Power
      188

      Re: Coffee with Ruby...

      jin sawalaat ke jawabaat aap pehle de chuki hian.unko skip kar sakti hain..
      1-how are you? aur yahan is hot seat pe baith ke kaisa lag raha hai.
      2-ye bataiye sab se pehle aap ke zehen main aisa koi sawaal aaya keh kahin ruby ye na pooch lain, agar aisa koi sawal aaya zehen main toh wo sawal kia tha.aur uska jawab kia hoga.
      3-apni family aur baaqi qareebi logon ke bare main kuch batayain..
      4-aap ka friends kitne hain, aur dostoun ko aap apne kis qadar qareeb rakhte hain?
      5-waaldain toh hote hi bohot pyaare hain, par kisi aik ke qareeb ham ziaada hote hain. aap kis ke qareeb ziada hain? ammi ya abbu?
      6-aap ki age, qualification, feild, aur job se related information?
      7-aap khud toh zaahir hai apne baare main raaye dena nahi chaahainge, magar apne moonh miyaan mithoo hona chahain toh most welcome. magar apni friends ki nazar main bhi ya baqi logon ki nazar main aap ki over all look kaisi hai?
      8-khud main aap ko sab se ziaada Allah pak ki di hui naimatoun main se sab se ziaada kia pasand hai?(face features).mujhe pata hai agar main is question ko define na karon toh aap toh baal ki khaal utaar laingi..
      9-mizaaj ke kaise waaqe hue hain
      10-adab se koi dilchaspi?
      11-life ko entertain karne ke liye aap ka man pasand mashghala
      12-man pasand food and drinks?
      13-bachpan, jawaani ya burhaapa..in main se konsa time period aap ke lehaaz se best hota hai
      14-insan ko zindagi ke ye phases kaise guzaarne chaahiye define karain, childhood,young age,old age
      15-UT par bohot Ache contacts hain ap ke..ap nibha rahi hain ya log nibhaa rahe hain ye contacts aap ke sath?
      16-rich, poor, middle class..in teenoun classess ki best and bad characteristics define karain?
      17-farz karain..jabrann(zabardassti) aap ko snow falling main le jaaya jaye. wahan jaa ke coffee ya tea bhi nahi balke soup bhi nahi peene dia jaye.balke aap se kaha jaye ke dhair saari ice cream khaaiye..toh aap kia karainge?
      18-zindagi ke kisi faisle ke waqt pe agar aap ke samne majboori ya sacrifice ka option aa jaye.toh aap konse option ko choose karne waale hain?
      19-dressing kaisi hai aap ki? man pasand dress kia hai
      20-zindagi se kia haasil kia? aur kia seekha..

      Last edited by Miss You; 12-12-2014 at 05:02 PM.

    8. #8
      The thing women have yet to learn is nobody gives you power. You just take it. Admin CaLmInG MeLoDy's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      6,203
      Threads
      2235
      Thanks
      931
      Thanked 1,366 Times in 867 Posts
      Mentioned
      1038 Post(s)
      Tagged
      7965 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee with Ruby...

      jin sawalaat ke jawabaat aap pehle de chuki hian.unko skip kar sakti hain..
      dobara jawab doongi tumne konse pehle jawab parh maare honge..

      1-how are you? aur yahan is hot seat pe baith ke kaisa lag raha hai.

      aisa waisa lag raha hai..

      2-ye bataiye sab se pehle aap ke zehen main aisa koi sawaal aaya keh kahin ruby ye na pooch lain, agar aisa koi sawal aaya zehen main toh wo sawal kia tha.aur uska jawab kia hoga.
      3-apni family aur baaqi qareebi logon ke bare main kuch batayain..

      Naqal ke liye aqal ki zaroroat hoti hai nalaaiq.... naqal ki thi toh aqal use kion nahi ki...is sawaal pe...

      4-aap ka friends kitne hain, aur dostoun ko aap apne kis qadar qareeb rakhte hain?

      bohot selective friends hian..aur apne bohto qareeb rakhti hon unko.

      5-waaldain toh hote hi bohot pyaare hain, par kisi aik ke qareeb ham ziaada hote hain. aap kis ke qareeb ziada hain? ammi ya abbu?

      hmm bachpan main lagta tha abbu ke qareeb bohot hon..ab ammi ke qareeb bhi lagne laga hai.

      6-aap ki age, qualification, feild, aur job se related information?

      answered before.

      7-aap khud toh zaahir hai apne baare main raaye dena nahi chaahainge, magar apne moonh miyaan mithoo hona chahain toh most welcome. magar apni friends ki nazar main bhi ya baqi logon ki nazar main aap ki over all look kaisi hai?

      good personality.

      8-khud main aap ko sab se ziaada Allah pak ki di hui naimatoun main se sab se ziaada kia pasand hai?(face features).mujhe pata hai agar main is question ko define na karon toh aap toh baal ki khaal utaar laingi..

      baal ki khaal ka toh pata nahi..aisa sawaal poochne pe khaal zaroor utaar leni chaahiye.. eyes pasand hain.

      9-mizaaj ke kaise waaqe hue hain

      aashiq mizaaj
      (hunn araam ee )
      bohot acha mizaaj paaya hai pagal..
      apna mizaaj pasand hai mujhe.

      10-adab se koi dilchaspi?

      bare be aabroo hoke tere kooche se ham nikle..bohot nikle mere araman magar phir bhi kam nikle..is se andaza lagaiye ke jab adab se dilchaspi hoi toh sab se pehle ye sher yaad hua..

      11-life ko entertain karne ke liye aap ka man pasand mashghala

      hmm. long driving, outing, net surrfing.

      12-man pasand food and drinks?

      all spicy foods, and all fresh juices

      13-bachpan, jawaani ya burhaapa..in main se konsa time period aap ke lehaaz se best hota hai

      Jawani..insan ko aqal bhi aa chuki hoti hai.josh bhi hota hai.aur life enjoy karne ka shoq aur himamt bhi.

      14-insan ko zindagi ke ye phases kaise guzaarne chaahiye define karain, childhood,young age,old age

      chilehood learning main, aur apni tamaam khuaahishaat zabardasti poori karwaane main.

      young age nafs ko control karne main

      old age relax karne main.

      bachpan kam aqli main guzar jata hai, jawaani main insan thokar kha kha kar seekh raha hota hai. burhaape ke apne masaail hain. toh is lehaz se har wo waqt jo acha guzre wo hi best time period hai.chaahe kisi bhi age main ho. 14-insan ko zindagi ke ye phases kaise guzaarne chaahiye define karain, childhood,young age,old age childhood khoob khail kood kar, aur apin zidd manwaa kar jawaani apni rooh aur feelings ko control kar ke aur apni had tak rakh kar, apne nafs ko daba kar , aur zehni salaahityoun ko samajh kar aur unko future main kahan istimaal karna hai ye soch kar jawani guzarni chaaiye. old age relax tention free - See more at:

      15-UT par bohot Ache contacts hain ap ke..ap nibha rahi hain ya log nibhaa rahe hain ye contacts aap ke sath?

      mujhe lagta hai main nibhaa rahi hon..baqi log behtar jaante hain.

      16-rich, poor, middle class..in teenoun classess ki best and bad characteristics define karain?

      already defined. in one more interview.so copying it

      meri nazar main tamaam insan barabar hain..aur insan ki asal pehchaan uski soch aur aamaal se hoti hai..paisa aani jaani cheez hai..phir bhi log classess ke hawaale se bohot bat karte hain.. issi liye ye sawaal rakha hai main ne..insan ki soch samajhne ke liye.

      it depends ke koi kaisa react karta hia..but

      Rich good characteristics
      zindagi aasan, sab kuch plate main saja sajaaya milta hai, aur khuaahishaat jo ke maadi hoti hain wo easily poori hoti hain, even life kafi easy ho jati hai.kion ke aap diffrent type of helper choose kar sakte hain ap ke liye

      bad characteristics
      some time insan proud ho jata hai, baqi classess ke problems understand karne ke qabil nahi rehta insan.kuch aur bhi hain.par it differs from person to person

      Middle class good characteristics
      insan normal rehta hai. na ameer na ghareeb, jo khuaahishat poori karne ke qaabil hota hai, wo ba aasaani poori kar leta hai..jo poori karne ke qaabil nahi hota..unke liye dua maangta hai.aur achi umeed rakhta hai, ammeroun aur ghareeboun dono ko ache se samajh paata hai. aur maghroor nahi ho pata

      bad character istics
      khud gharz ho jata hai insan..but yahan bhi it differs from person to person.

      Poor class good characteristics
      narm dil ho jata hai insan, doosroun ke problems ko ache se understand kar leta hai, adjuestable nature ho jati hai, har haal main razi aur khush rehne ka aadi ho jata hai insan, pareshaniyoun ka aadi ho kar insan understanding nature ka aadi ho jata hai..

      bad characteristics
      insan ki khud aitmadi khatam ho jati hai ( jab ke khatam nahi honi chaahiye..aik poor insan khud aitmaadi bahaal kar le..toh wo kabhi bujha bujha na rahe) insan ko apne raaiye ghair maani lagne lagti hai.jab ke aisa nahi hona chaahiye.har insan ki apni ehmiyat hai.aur us ehmiyat se koi inkar nahi kar sakta. dil chota ho jata hai. kion ke insan apni madi khuaahishaat ko poori nahi kar pata.. ye ghalat hai.kion ke insan ki madi khuaahishaat hi zindagi ka asal nahi..aur bhi bohot kuch hai.

      kisi ki bhi anjaane main bhi dil aazaari hui ho toh moaaf kijiye ga. - See more at:

      17-farz karain..jabrann(zabardassti) aap ko snow falling main le jaaya jaye. wahan jaa ke coffee ya tea bhi nahi balke soup bhi nahi peene dia jaye.balke aap se kaha jaye ke dhair saari ice cream khaaiye..toh aap kia karainge?

      khoob ice cream khaaoongi..aur enjoy karoogi weather.

      18-zindagi ke kisi faisle ke waqt pe agar aap ke samne majboori ya sacrifice ka option aa jaye.toh aap konse option ko choose karne waale hain?

      sacrifice

      19-dressing kaisi hai aap ki? man pasand dress kia hai

      man pasnad libaas sarhee and shalwaar qameez. mujhe decent dressing pasand hai.

      20-zindagi se kia haasil kia? aur kia seekha..

      ye bohot hi vast topic hai. kion ke bohot kuch seekha hai.bohot kuch realize kia hai. jo baat pate ki seekhi .wo ye ke insan ko har waqt apne nafs pe kaam karna chaahiye. doosri baat jo seekhi, wo ye seekhi ke dunia ko kabhi bhi apna hamesha rehne wala maqaam na samjho, phir seekha. ke dunia ke tamaam logon ko ham aik waqt main razi nahi rakh sakte.kion ke har tarha ke insan hain...sab ke jaisa ho jana mumkin nahi.toh sirf khud ko khush rakhna chaahiye. doosri baat jo sab se important hai.ke jab bhi koi khushi haasil ho..Allah pak se foran dua mango ke Allah pak mujhse razi rehna.kion ke Allah razi toh sab razi.
      bohot kuch seekha hai..agar likhne baithoon toh aik kitab hai.

    9. #9
      Moderator www.urdutehzeb.com/public_htmlClick image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982
      BDunc's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Posts
      8,431
      Threads
      678
      Thanks
      298
      Thanked 249 Times in 213 Posts
      Mentioned
      694 Post(s)
      Tagged
      6321 Thread(s)
      Rep Power
      121

      Re: Coffee with Ruby...

      Bht khoob

    10. #10
      ....You don't need to follow trends to be stylish..... Admin Admin's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Dubai , Al Mamzar
      Posts
      8,008
      Threads
      254
      Thanks
      372
      Thanked 294 Times in 242 Posts
      Mentioned
      681 Post(s)
      Tagged
      6427 Thread(s)
      Rep Power
      10

      Re: Coffee with Ruby...

      hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm mmmmmmmmmmm

      Wah muje bataya e ni kisi ka Admin Sahiba ka interview chal rha hey

      mai b aoun ga aj kal question le kr

      per repeat questions ni ho gy

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 5 of 8 FirstFirst 12345678 LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    candy crush game kis kis ko.achi.lagti.h

    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •