dncrunsmidncwah ji tussi te moonh hi mittha kara choriyaa... shandar khabar...

bohot bohot mubarak ho bro
Allah pak aapko..aap ki begam ko..dunia ki,. zindagi ki, tamaam khushiyaan, ronaqain, sehat , salamti aur rehmatoun barkatoun se nawazze..aap dono ki jori salamat rahe...
shaad rahian..abad rahain..aameen

ye gift lijiye..