SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 1 of 10 12345 ... LastLast
    Results 1 to 10 of 95

    Thread: Umera Ahmad K Iqtabas!

    1. #1
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Umera Ahmad K Iqtabas!

      Zamana Jahliyat-Umera Ahmad K Novel Peer e Kamil Se Iqtabas

      "hum sab apni zindagi ky kisi na kisi marhaly par zamna-e-jahliat sy gozarty hain .baaz gozar jaty hain ,baaz sari zindagi esi zamany main gozar dety hain .aap es main sy gozar choky hain .main aap ko phachtawy sy rokon ga ......na toba aur dua sy sab aap par faraz hae ky aap apni sari zindagi yeh karain magar es ky sath sath shokar bi ada karain ky aap nafas ki tamam bimarion sy chotkara pa choky hain."​


      Similar Threads:



      DonT Wanna Say AnythinG!!!
      ​​​​
      Don’t PLAY With Me
      Coz I know
      I Can PLAY Better Than You.

      kayra~

    2. #2
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      say Chorna Jis se Zayada Muhabbat ho
      (Mano-o-salwa by Umera Ahmad)
      Insaan ko agar uss nay chora ho jis say woh sab say ziada mohabbat karta hai tu woh ranj mai uss ko sab say ziada takleef pohnchanay lagta ha jo uss say sab say ziada mohabbat karta hai..Yeh inteqam nahi self mechanism hota hai doobara waisi takleef say bachnay ki koshish..

      Woh kachway ki tarah apnay khoal mai band honay ki koshish kar rahi thi.Apnay ird gird deewarain khari karnay ki koshish mai ...
      uss nay unn saray ta'alluqat,saaray rishton,saari mohabbaton ko khud apnay haathon say kaatna shuroo kardia tha.Iss khoaf aur adam tahaffuz k ahsaas kay sath k kal koi uss k saath dobara wohi kuch karsakta hai jo Sheeraz nay kia tha..Woh sirf yeh bhool gayi thi k woh saaray uss kay KHOONI RISHTAY thay...



    3. #3
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      Iqtabas from Amar bail by Umaira Ahmed

      زندگی میں ایک چیز ہوتی ہے جسے کمپرومائز کہتے ہیں۔ پُر سکون زندگی گزارنے کے لۓاسکی بہت ضرورت پڑتی ہے۔ جس چیز کو تم بدل نہ سکو اس کے ساتھ کمپرومائز کر لیا کرومگر اپنی کسی بھی خواہش کوکبھی بھی جنون مت بنانا۔ کیونکہ زندگی میں کچھ چیزیں ایسی ہوتی ہیں جو ہمیں کبھی نہیں مل سکتیں۔ چاہیں ہم روئیں چلّائیں یا بچوں کی طرح ایڑیاں رگڑیں، وہ کسئ دوسرے کے لۓ ہوتی ہیں۔ مگر اس کا یہ مطلب نہیں کہ زندگی میں ہمارے لۓ کچھ ہوتا ہی نہیں، کچھ نہ کچھ ہمارے لۓ بھی ہوتا ہ



      Last edited by intelligent086; 11-25-2014 at 08:04 PM.

    4. #4
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      Iqtabas: by Umera Ahmed

      Imman Umeed Or Mouhabbat Say Iqtabas:

      1=mouhabbat aik tareeq jungle ki tarhan hoti hay aik bar is kay ander chalay jao phir ya bahar janay nahi dati bahar a bhi jao to aankhain jungle ki tariki ki itni aadi ho jati hain k roshni may kuch nahi daikh saktin......wo bhi nahi jo bilkul saff or wazah hota hay.

      2=insan ki khawishat say Aallah ko dilchaspi nahi hay.wo is ki taqdeer apni marzi say banata hay.isay kya milna hay or kya nahi is ka faisla wo khud karta hay.jo cheez app ko milna hay app us ki khawish karain ya na karain wo app hi ki hay.wo ksi dosray kay pass nahi jaye gi magar jo cheez app ko nahi milna hay,wo ksi kay pass bhi chali jaye magar app k pass nahi aye gi.insan ka masla ya hay kay wo janay wali cheez kay malal may mubtala rehata hay anay wali cheez usa masroor nahi karti.

      3=iman kay shishay pay kitni hi dird or matti kun na ho usay saff kiya a sakta hay bus sirf aik hath phairna parta hay or sheeshay may say aksss nazar ana shru ho jata hay or phir har hath kay sath akss pehalay say zaida saff or chamakdar hota jata hay......or hath us mouhabbat ka hota hay jo Imman say hoti hay.



    5. #5
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      Umera ahmad k novel Eman,Umeed aur Muhabbat se iqtabas

      "wo jane se pehle aik din hostel mein phirti rahi thi. Wahan ki her cheez k sath us ki yaadein wabasta thin. Aisi yadein jnhein wo bhula dena chahti thi...

      Sardion ki wo ratein jab us ne apni zindagi ko barzakh bante dekha tha.....
      ......Garmion ki wo ratein jab us ka jism barf ka toda ban jata tha....

      Us k aansoo, Us k khawab us ki khawishein,,, sub ki qabrein yehin thin.....
      Use yun lagta tha jese wo in qabron ki majwar ban chuki ho....
      Is qabristan ne us k wajood ko kha lia tha...
      Ab jab wo bahir nikalne ki koshish ker rahi thi to us ka poora wajood kat raha tha....



    6. #6
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      Insan ki khawishat say ALLAH ko dilcahsbi nahi hai,Woh
      iski taqdeer apni marzi say banata hai.

      Isay kya milna hai kya nahi milna is ka faisla woh khud
      karta hai.

      Jo chez app ko milna hai app is ki khawhis karin ya na
      karin woh app hi ki hai.
      Woh kisi dosray kay pass nahi jayee gee.

      Maghar jo chez app ko nahi milna woh kisi kay pass bhi chali jayee gee maghar app kay pass nahi ayee gee.

      Insan ka masla yeh hai kay woh janay wali chez kay milal main mubtala rhata hai,
      Anay wali chez ki khushi usay masrror nahi karti."

      ~Imaan, Umeed or Mohabat~ (Umera Ahmed)



    7. #7
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      "Agar aik baat kehne k liye lafz na mil rahe hun to apni us baat ya jazbay per aik baar phir se ghour zaror kerna chahye..."
      Wo in ka munh dekh ker reh gaya..."Wo meri zindagi ka hissa ban chuki hai, us k baghair mein apni zindagi ka tassawur nahin ker sakta."

      "Insan sirf KHUDA k baghair nahin reh sakta, baqi her cheez k baghair raha ja sakta hai... chahe bohat thori dair k liye he sahi."

      Wo qail nahin huwa magar sir jhuka ker khamosh raha...

      "Jab tak insan ko pani nahin milta usey yunhi lagta hai k wo pyas se mar jaye ga...Magar pani ka ghoont bharte he wo doosri cheezon k baare mein sochne lagta hai phir usey yeh khayal bhi nahin aata k wo pyas se mar sakta tha."
      Us ne sir utha ker Dr. Khursheed ko dekha...

      "Magar log pyas se mar bhi jate hain"

      "Nahin, pyas se nahin marte, marte to wo apne waqt pe hain or issi tarah jis tarah KHUDA chahta ha...magar dunia mein itni cheezein humari pyas ban jati hain k phir humein zinda rehte hueye bhi baar baar mout k tajarubay se guzarna parhta hai."





      ~Imaan, Umeed or Mohabat~ (Umera Ahmed)



    8. #8
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      Aap muhabbat zarror karien,Maghar muhabbat kay hasool ki itni khawish na karein.

      Aap kay muqadar main jo chez hoo gee woh app ko mill jayee gee,
      Magar kisi khawish ko kayee bana kar apnay wajood par phelnay mat dain warna yeh sab say philay app kay IMAAN ko niglay gee.

      Pershan honay,Ratoon ko jagna aur saraboon kay pichay baghnay say kisi chez ko muqadar nahi banya ja sakta."

      ~Imaan, Umeed Or Mohabat~ (Umera Ahmed)



    9. #9
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      "Naam nehad musalaman se aap ki kia murad hai Umeed Bibi??? Agar Imaan Ali Naam Nehad Musalaman hai to kia hum sub naam nehad musalman nahin hain. Jin k ama'al or afa'al Islam k bataye hueye kisi asool se mutabaqat nahin rakhte. Jin k Imaan kamzor hote hain, jo sari zindagi sirf is baat ka faida uthate hain K paidaishi tou per muslman gharane mein paida kiya gaya. Warna agar deen k liye koi qurbani deni parhe to musalmanon ki in fehriston mein khasi tada'ad kam ho jati hai. Magar sirf dawa kerna parhe to her musalman apne ilawa kisi doosre ko musalman tasleem he nahin kerta."


      ~Imaan, Umeed or Mohabat~ (Umera Ahmed)



    10. #10
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      "Naam nehad musalaman se aap ki kia murad hai Umeed Bibi??? Agar Imaan Ali Naam Nehad Musalaman hai to kia hum sub naam nehad musalman nahin hain. Jin k ama'al or afa'al Islam k bataye hueye kisi asool se mutabaqat nahin rakhte. Jin k Imaan kamzor hote hain, jo sari zindagi sirf is baat ka faida uthate hain K paidaishi tou per muslman gharane mein paida kiya gaya. Warna agar deen k liye koi qurbani deni parhe to musalmanon ki in fehriston mein khasi tada'ad kam ho jati hai. Magar sirf dawa kerna parhe to her musalman apne ilawa kisi doosre ko musalman tasleem he nahin kerta."

      ~Imaan, Umeed or Mohabat~ (Umera Ahmed)



    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 1 of 10 12345 ... LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    umera ahmed quotes

    umera ahmed quotes about love

    umera ahmed quotes shehr e zaat

    quotes from peer kamil

    images of umera ahmed quote

    umera ahmed shehr e zaat quotes

    peer e kamil quotes facebook

    shehr e zaat quotesumaira ahmad best dailougeumera ahmed quotation in urduquotes by umera ahmedumera Ahmed quotes in Englishiqtabas of umaira ahmad novolquotes from shehr e zaat novelumaira ahmad ki batenumera Ahmad ab mra intzar kar sy iqtbasurdu quotes on zindagidear diary facebook status in urdushehr e zaat novel quotesashfaq ahmed quoteAshfaq ahmed quotationsAmera ahmd quetsumera ahmed quotes urdupeer e kamil quotesishfaq ahmed qoute about khushi
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •