Peer-e-Kamil S.A.W.Fa’raar asaan nahi hota, na zindagi se, na qismat se, na un harakatoon se jo hum khud ko aqal-e-kul samjh kar kartay hain. Har shakhs ko girnay k liye thokar kha’nay ki zaroorat nahi hoti. Baaz thokar lagay baghair hi gir jatay hain. Phir unhain utha’nay k liye koi hath bari mushkil se hi aagay barhta hai.

Taken from: Bus Ek Dagh-e-Nadamat

Mummy,aapko pata hai Mujhe ALLAH kiun nahi mil sakta.
mere aur ALLAH ke darmiyan Khawahishoon ki diwar hai.
Aasaiyshoon ki diwar hai. main ne apne irdgird duniya ki itni cheezein ikathi ker lii hai ke ALLAH tu mere pass aaa hi nahi sakta.
jisse Woh apni Mohabbat de deta hai isse phir aur kisi cheez ki khawahish hi nahi hoti
aur jisse duniya deta hai usski khawahish bhook ban jati hai kabhi khatam hi nahi hoti...

" Shehar-e-Zaat.