SHAREHOLIC
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.

    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 10 FirstFirst 123456 ... LastLast
    Results 11 to 20 of 95

    Thread: Umera Ahmad K Iqtabas!

    1. #1
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Umera Ahmad K Iqtabas!

      Zamana Jahliyat-Umera Ahmad K Novel Peer e Kamil Se Iqtabas

      "hum sab apni zindagi ky kisi na kisi marhaly par zamna-e-jahliat sy gozarty hain .baaz gozar jaty hain ,baaz sari zindagi esi zamany main gozar dety hain .aap es main sy gozar choky hain .main aap ko phachtawy sy rokon ga ......na toba aur dua sy sab aap par faraz hae ky aap apni sari zindagi yeh karain magar es ky sath sath shokar bi ada karain ky aap nafas ki tamam bimarion sy chotkara pa choky hain."​


      Similar Threads:



      DonT Wanna Say AnythinG!!!
      ​​​​
      Don’t PLAY With Me
      Coz I know
      I Can PLAY Better Than You.

      kayra~

    2. #11
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      "Mein aap se yeh nahin poochon ga k aap ne deen k liye kia chora, Mein sirf yeh poochon ga k aap ne kun chora?? Or yeh sawal is liye keron ga k KHUDA k liye kiye jane wale amal per fakhar k bajaye aap ko pachtawa hai or yeh pachtawa shar se barh ker hota hai. Yeh insan ka her acha amal bhi tabah ker deta hai... Khuda k liye kiye jane wale amal per shuker or phir fakhar kerna chahye k Us ne aap ko aazmaya or aap ne sabit qadmi or istaqamat dikhai.. Lekin agar aap ko pachtana tha to phir aap yeh qurbani na detin,,, Aap bhi saye ka intakhab ker letin... Raste to dono the aap k pass or kisi ne aap ko yaqeenan majboor nahin kiya hoga... Kam az kam Allah ne nahin,,, Us ne to ikhtiyar diya aa ko k intakhab ka haq istma'al kerein... Phir aap ne apne ikhtiyar ka istama'al kiya... Ab yeh pachtawa kun???"


    3. #12
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      "Mein ne aap se kaha na k Allah insan ko her cheez ka mutbadil de deta hai or her insan ko deta hai,,, Aaj Imaan Ali aap ki khawish ker raha hai. Aap use nahin miltin to kia hoga,,, Allah us k liye aap se behtar or barh ker koi mutbadil paida ker de ga... Allah ko nawazna aata hai,, magar jab koi itni chah kere to us ki mohabat ko is tarah rad nahin kerna chahye... Aap aik aise shakhs ko rad ker rahi hain jis ki zindagi mein sirf aik aurat aai hai or wo aurat aap hain,,, Wo aap ka naam itni mohabat or izat se leta hai k mujhe aap per rashk aata hai,,, Aurat se mohabat bohat se mard kerte hain.. Magar mohabt k sath sath izat bohat kam mard kerte hain..."

      Wo thara gayi,,, use kuch yaad aa gaya,,, Use laga wo zameen k ander utar rahi hai...

      "Mujhe lagta hai aap ka koi amal Khuda ko bohat pasand aaya hai jis ki wajah se Us ne aap ko itna khush bakht bana dia k koi shakhs aap k liye aap ka deen ikhtiyar kerne per tayar ho gaya... Ab aap sochiye aap ka sath us shakhs ko or kitni sabit qadmi or istaqamat de ga.."

      "Aap muqadar pe yaqeen rakhti hai to yeh jaan lein k aap Imaan Ali k muqadar mein likhi hain,,, Aap ko koi or na pehle milna tha na baad mein mile ga... Aap ko dekh ker mujhe mehsoos ho raha hai k aap mere lafzon se mon hun ya na hun magar Imaan Ali ne aap k liye ko aisi dua zaroor ki hai k wo aap ko pa le ga. Ab is mein kitna waqt lage ga,,, Yeh KHUDA janta hai."




      ~Imaan, Umeed or Mohabat~ (Umera Ahmed)


    4. #13
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      Aik iqtabas novel Peer.e.Kamil(SAWW) se

      "Wo shaks jis ka IQ level 150+ tha aur jo photographic memory rakhta tha 8 saal men jaan gaya tha k in dono cheezoun k sath bhi zindagi k bht saray muqamaat per insan kisi andhay ki tarhan thokar kha kar gir sakta tha. Wo bhi gira tha bht bar...bht muqamat per...tab us ka IQ level us k kam aya tha na photographic memory.
      Sath chalti hui larki wo dono cheezen nahi rakhti thi. Us ki Muthi men hidayat ka aik nanha sa jugnu tha aur woh us jugnu se umadt.ti roshi k saharay zindagi k har ghupp andheray se koi thokar khaye baghair guzar rahi thi"​



    5. #14
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      Novel name: Peer-e-Kamil
      ******************** *

      The best Iqtabas i have is:::
      Inasan Allah ki mukhluqat mai se wo wahid makhluq hai jese aqal jaisi nemat se nawaza gaya hai. Jo isi aqal ko istamal ker k sochne par aye to khud Allah k wajod k liye sabot ki talash shoro kar deti hai. Phir is silsile ko yahi mehdod nahi rakhti bulke use Pegambron ki zaat tuk draz kar deti hai. Is k bad Quran k waziya ahqamat k bawajod zameen par mazid pegambron ki talash shoro kar deti hai or is talash mai yeh baat faramosh nahi kar daini chahye k insan Pegambar banta nahi bnaya jata hai. Hum insani evolution ki in akhiri dahayion mai khare hain jahan mazid Nabion ki amad ka silsila khatam kar diya gaya hai. Ab kisi naye aqeede ki zarorat nahi sirf taqleed ki yani practice ki zarorat hai. Us aik akhiri Nabi(PBUH) ki Kitab(Quran) par. Ab har wo shakhs khasare mai hai jo deen ki rasi ko mazboti se thamne ki bjay tafarqe mai pare.



    6. #15
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!

      [IMG]http://api.ning.com/files/YRLUUDDsi*T*6bYdzKs5olahD-bKm6Jn9KPf77if1g4422IozpzVzkEmwC*SVsbX0YZsnrJUMcCP O-GWhK8N*5fr5GQBewKA/AllahAurInsanSyMuhabbtMenFaraq.jpg[/IMG]


    7. #16
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!




    8. #17
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!




    9. #18
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!




    10. #19
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!






      DonT Wanna Say AnythinG!!!
      ​​​​
      Don’t PLAY With Me
      Coz I know
      I Can PLAY Better Than You.

      kayra~

    11. #20
      Vip Click image for larger version.   Name:	Family-Member-Update.gif  Views:	2  Size:	43.8 KB  ID:	4982www.urdutehzeb.com/public_html ~KAYRA~'s Avatar
      Join Date
      May 2014
      Location
      ●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
      Posts
      6,773
      Threads
      1070
      Thanks
      16
      Thanked 84 Times in 78 Posts
      Mentioned
      201 Post(s)
      Tagged
      1897 Thread(s)
      Rep Power
      186

      Re: Umera Ahmad K Iqtabas!




    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Page 2 of 10 FirstFirst 123456 ... LastLast

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    umera ahmed quotes

    umera ahmed quotes about love

    umera ahmed quotes shehr e zaat

    quotes from peer kamil

    images of umera ahmed quote

    umera ahmed shehr e zaat quotes

    peer e kamil quotes facebook

    shehr e zaat quotesumaira ahmad best dailougeumera ahmed quotation in urduquotes by umera ahmedumera Ahmed quotes in Englishiqtabas of umaira ahmad novolquotes from shehr e zaat novelumaira ahmad ki batenumera Ahmad ab mra intzar kar sy iqtbasurdu quotes on zindagidear diary facebook status in urdushehr e zaat novel quotesashfaq ahmed quoteAshfaq ahmed quotationsAmera ahmd quetsumera ahmed quotes urdupeer e kamil quotesishfaq ahmed qoute about khushi
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •