11-college life main sharmeeli thi, ya bold?
booooooooooold.........playing ball12-log aap se jhagra shroo kar dain toh kia karti hain?
chup kar k sunti rehti hu..........zeyda ghalat baat ho to thora bol leti hu par tameez k dairay me reh kar....bath:
13-pankaj udaas ke aik song main aik sher hai
sharab kitni shareefaana cheez hai saahib
isse piyo toh sach bolta hai insan..
aap ke hisab se ye sharafat hoi ya naadaani?
ye to pagal pan hai.nadaani or jahliyat hai g....bhead.
13-UT ka fav section konsa hai..?
contests n poetry...
14-UT ke liye koi advise
it needs to try hard for getting active members
15-Mere liye koi advise?
sidddi ho ja imean be regular n puctual in our UT.........:love:
16-man pasand gazal share karainYe daulat bhi le lo, ye shoharat bhi le lo
bhale chin lo mujhase meri javani
magar mujhko lauta do bachpan ka savan
wo kagaz ke kashti, wo barish ka pani
muhalle ke sabase nishani purani
wo budhiya jise bache kahate the nani
wo nani ke baton mein pariyon ka dera
wo chahare ke jhuriryon mein sadiyon ka phera
bhulaye nahi bhool sakata hai koi
wo choti si raten wo lambi kahani
kadi dhup mein apne ghar se nikalana
wo chidiya wo bul-bul wo titali pakadana
wo gudiya ke shadi mein ladana jhagadana
wo jhulon se girna wo gir ke sambhalana
wo pital ke challon ke pyare se tohafe
wo tuti hui chudiyon ke nishani
kabhi ret ke unche tilon pe jana
gharonde banana banake mitana
wo masum chahat ke tasvir apni
wo khwabon khilaunon ke jagir apni
na duniya ka gham tha na rishton ke bandhan
badi khubasurat thi wo zindagani
17-chilgoza, moong phali, ya akhrot..in main se konsa dry furit cheelna mushkil lagta hai. aur farz karain..mushkil se aap ka man pasand dry furit aap shell free kar lain aur wo girr jaye toh kaisa lagta hai
akhrot mushkil se khulta hai g..agar khul k dig jaye to phoook mar k saaf shaaaf kar k eaat lu gi......:o
18-tention main kaisa reaction hota hai
Normal hi rehti hu.tension ko sar pe ni leti..aisem era complexion khrab ho jyga na....
19-apni mother aur father ki koi aik aik baat aisi bataiye.jo hamesha aap ke kaam aati ho
abbu kehtay thay beta hamesha baron ka adab karna or kisi se battamizi na karna.baron ka kehna maan'na.....or ammi kehti thi..."kadi kam v kar leya kar...suray ja k menu laamay na sunnay pain..."
20-ghar se bahar toh sab hi set ho ke nikalte hain..ghar main aap kaisi rehti hain?
set hi rehti hu.......saf suthri......![]()
Bookmarks