مل جایئں تو جیون سجا دیتے ھیں لیکن
بچھڑیں تو دعاؤں سے بھی نھیں ملتے کچھ لوگ
Printable View
مل جایئں تو جیون سجا دیتے ھیں لیکن
بچھڑیں تو دعاؤں سے بھی نھیں ملتے کچھ لوگ
Koyi aik aadh sapna ho to phir achcha bhi lagta hai
Hazaron khwab ankhon mei saja kar kuch nahi milta
Yeh accha hai ke aapas ke bharam na tootne payein
Kabhi kabhi doston ko aazmaa kar kuch nahi milta
ایسے زخموں کا کیا کرے کوئی
جن کو مرہم سے آگ لگ جائے
Buhat Kuch Keh Diya Tum Nay
Buhat Kuchh Sun Liya Main Nay
Mujhay Ab Tum Ijazat Do
Mujhay US Des Jana Hai
Jahaan PaR Chahto'N kay Geet
Koyel Gungunati ho
Aik pal ka ehsaas ban kar aatey ho tum
Dusrey he pal khab ban kar urh jatey ho tum
Jantey ho k lagta hae tanhayon sey dar
PHir bi bar bar mujhe tanhaa chor jatey ho tum
zindagi ki raahon mein aise mod bhi aate hain
saawan ke saath-saath yehan patjad bhi aate hain
aasuwon ke saagar mein moti bhi milthe hain
jo unhe doond lete hain, wahi zindagi jee lete hain!
nahie zindagi say koee gila k thaa khawab jaysa hi silsila
kabhi teergi ka asar howa, kabhi chandni say bhi daar gaye
Ab Aansuo Ko Aankho Mein Sajaana Hoga
Charaag Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga
Na Samajhna Ke Tumse Bichhad Ke Khush Hai
Hame Logo Ki Khatir Muskurana Hoga
wo chehra jo aik arsay tka meray sath raha RAZ
AAJ USKI AIK JHALAK DEKHNAY KO YEH DIL TARAPTA HAIN
Majbooriyon ki baat chali hai tau maey kahan
Hum ne piya hai zehar bhi aksar khushi k sath