Aajab lutf aa raha tha deedar e dil lagi ka,
Nazree bhe hum he pe thi aur parda bhe hum he se tha..
Printable View
Aajab lutf aa raha tha deedar e dil lagi ka,
Nazree bhe hum he pe thi aur parda bhe hum he se tha..
Koi taaweez aisa do k my chalak hojau,
Bahut taklif deti hai mujhe ye sadagi meri...
Ek he insan se pyar ho to dil lagi me sukoon milta hai,
Bhatak jate hai wo log jinki chahate hazaar hoti hai...
Gham_e_hasti gham_e_duniya
gham_e_janaa'n gham_e_zeesat
ye to sub zakham purany koi taza'h nahein ..
Ek Muddat Se Mere Haal Se Begana Hai,
Jane Zalim Ne Kis Baat Ka Bura Mana Hai,
Mein Jo Ziddi Hoon Tu Wo Bhi Hai Ana Ka Qaidi,
Mere Kehne Per Kahan Us Ne Chale Aa Na Hai..
…
Saari umar tumko pyar mile,
Jo dil mai hy woh hazaar baar milay,
Bichar jate hyn milnay k bad bhi kuch log.
Jo kbi na bichre aisa tumko pyar mile..!
…
Main aik jazeera hon
Pyaar se bhara howa
Tum yahan par anay se pehle
Apna dil saaf kar lo…
…
Main ne us se bas itna hi puchha tha ki,
ek pal mein.. kiisi ki jaan kaise nikal jati hai,
Us Ne Chalte Chalte Apna Haath Mere,
Haath Se Chhura Liya………
…
Jo baat munasib hai woh hasil nahi karte
Jo apni giraah me hai woh kho bhi rahe hain
Be ilm bhi humlog hain ghaflat bhi hai taari
Afsos ke andhe bhi hain aur so bhi rahe hain
…
Har chand sitare me tere tasveer nazar ayi
Phir is tanha raat me teri yaad chali ayi
Door tujhse rehkar ye saans tham chuki thi
Jo kanhin naam tera aaya to saans chali ayi.
…