Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
1-zindagi main kabhi akela pan mehsoos kia.agar han toh uska kia hal nikala
Ans. Jab mai pakistan mai hota tha to kabhi akela pan mehsoos nahi howa. likn pardes mai akar kabhi kabhi akela pan mehsoos hota hai, aur ziyada tar us waqt jab koyi namaz qaza hojata hai to boht bai sakooni r akela pan mehsoos karta hon.
Is ka hal ye nikala k jab bhi akela pan mehsoos karta hon to Allah ko yad karta hon, Ebadat mai mashghool hojata hon, Ghar phone kar k Maan sai bat karta hon to wo bai chaini r akela pan door hojata hai.
2-zindagi se kia sabaq hasil kia
Ans. Zindagi sai ye sabaq sekha k kabhi kisi par andha aitibar nahi karna chahye, Q k kuch na ahal log hotai hai jo is aitibar ko tod detai hai jis sai insan ko boht dukh pohnchta hai, aur insan k dil mai har kisi par shak paida hota hai.
Aur ye k zindagai mai kabhi kisi sai koyi umeed na rakho Q k ye umeedai sirf dukh dard deta hai r kuch bahi nahi, Umeed rakhna hai to sirf aur sirf Allah sai rakho, nahi to aur koyi is qabil nahi k us sai kuch umeed rkha ja sakai.
3-insan main kia best hona chahiye..
Ans. Insan mai akhlaq best hona chahye, Q k bad akhlaq insan chahai r kamo mai kitna bhi best ho uski bad akhlaqi hamesha usai nuqsan pohnchati hai.
4-ap ki apni nature main ap ko kia pasand hia
Ans. Mujh mai boht sari khamiya hai likn Allah nai mujh mai boht sari khasosiyat bhi dali hai jesai mai jhoot nahi bolta, gaf shaf mai doston k sath bolta hon likn serious muamlai mai kabhi nahi bola r Allah kari k hamesha esa hi rahon.
Doston kai mushkil waqt mai madad zaroor karta hon, hamesha yahi khayal rakhta hon k kisi ko meri waja sai takleef na pohnchai, badon ka adab karta hon r choto k sath shafqat sai pesh ata hon. yahi kuch khasosiyat hai jo mujai mujh mai boht pasand hai.
5-UT ke members ..jin se ap ka aj tak interaction hua..one by one un sab ke bare main ap ki kia soch hain bata dain.
Ans. UT par to sarai Masha Allah sitarai akar jama hoye hai, ab tak mai jin sai bhi mila hon boht hi friendly r nice paya hai. ek ek kai barai mai to mai ziyada kuch nahi bol sakonga likn phir bhi ......
@BDunc : Jab mai UT par aya to meri sab sai pehli bat BDunc sir ji sai hoyi, r BDunc sir nai mujai guide kia k forum kia hota hai idhar log kia kartai hai, post kesai kartai hai, PM kesai kartai hai, konsa cheez kidhar post karna hai sab bata diya tha sir nai.
Aj kal boht ghayeb ghayeb rehtai hai pata nahi q, likn wo jahan bhi rahai khosh rahai r Allah us ko Sihat r lambi umar ata farmaye.
@Aliza : Aliza sai mujai BDunc sir nai milaya tha, phir jab mujai kuch mushkilat atai thai to mai nai bina sochai samjhai Aliza sai pocha hai r us nai mujai boht achai tareqai sai guide kia hai.
Aliza k barai mai mai yahi kahonga k wo sab ki dost hai, har kisi sai boht akhlaq sai bat karti hai aur boht shararti bhi hai, posting ki to bai taj malika hai.
Meri ek behn hai jo mujai boht azeez hai, abhi shadi shuda hai, wo bhi Aliza ki tarha boht shararti hai, us ki waja sai ghar mai ronaq hoti thi jesai same Aliza ki waja sai UT mai ronaq hoti hai, bachpan mai ham boht jagrai kia kartai thai likn us k bawajod wo meri achi dost bhi thi, shadi k bad us k susral walon sai mera nahi bana jis ki waja sai us sai boht kam bat hoti hai mai us ko boht miss karta hon, Aliza sai jab bhi bat hoti hai to nujhai lagta hai k mai apnai behn sai bat kar rha hon, Thank you Aliza for being my friend and feel me like my sister. Allah ap ko sada salamat r khosh rakien. Aur hamesha muskorati aur kilkilati rahai.Ameen ya Rubbaul Alameen.
@intelligent086 : phir us k baad Habib bhai sai mulaqat hoyi, un sai bhi kafi madad mili UT ko samajhnai mai, boht achai achai r malomati post kartai hai jis sai hamari malomat-e-aama mai ezafa hota hai. aur posting ka bai taj badshah hai.
@Moona : Phir ati hai Moona g, in sahiban sai kabhi online bat nahi hoyi bas kabhi quotes mai to kabhi comments mai bat hoti hai, malom nahi muhtarma kis time ati hai r kis time jati hai but boht achi dost hai hamari, boht achi achi batien karti hai, r in ka doo lafzon wala comment muaji boht pasand hai "Nice Sharing", is k ilawa muhtarma r kuch likhnai ki ghalti nahi karti, mazak kar raha tha mai janab bura nahi manna ok.;;)
@CaLmInG MeLoDy: Hamari badi choudrani sahiba.... in sai kabhi boht bat nahi hoyi likn jitnai bhi batien hoyi hai mai nai inko khosh akhlaq r sweet paya hai.
@_Alex_ : is janab sai bhi kabhi ziyada bat nahi hoyi, Janab boht achai achai designs post kartai thai likn kuch waqt sai ghayeb sa hai, Allah us ko khosh rakhai.
@Veedo : Veedo sir sai kabhi bat nahi hoyi hai, janab No.1 designer hai, mera signature bhi mausoof nai design ki thi, ye janab bhi aj kal kahi ghayeb hai, Jahan bhi rahai Allah in ko apni hifz wa aman mai rakhai.
@Ainee : inhon nai hamien UT par welcome kia tha, mera pihla interview bhi inho nai lia tha, in k barai mai ziyada nahi janta bs ye k Moderator hai aur naye anai walon ko boht khosh mizaji sai Welcome karti hai.
@smartguycool : Hasan Dawar sahab Masha Allah boht genious writer hai, boht nice r khosh akhlaq banda hai, boht achi achi tehrerai post karta hai. mujai lagta hai in k pas tehreron ka khzana hai jo churana padai ga q k ham bhi chahtai hai k achai achai tehreer post kar dai. in ki tehreron mai haqeqat nazar ata hai, kabhi mazak mazak mai boht acha sabaq deta hai, mujhai in k tehreron ka hamesha intizar hota hai. Allah hamesha us ko sahi salamat rakhai ta k wo hamesha achai achai tehreer post kartai rahai.
6-agar pakistan ke wazir-e-azam hote ap toh kese hote
Ans. Mai islami qanoon nafiz karta.
7-shaitaan kisko nahi uksaata. agar ap ko uksa raha ho.toh kia karte hain ap
Ans. Mai kalma padta hon jis ki waja sai shaitaan uksaana chor deta hai.
8-namaz ki pabandi karte hian ya jan churate hian.
Ans. Mai koshash karta hon k pabandi sai padon likn kabhi kabhi reh jata hai.
9-Quran pak ki translation kabhi parhi?
Ans. Han.
10-UT ka man pasand section ap ka konsa hia.
Ans. Ghazalyat & Nazmien.
11- @smartguycool ki postings ke bare main ap ki raaye
Ans. Masha Allah boht achi tehrerai post kartai hai janab. mujai to hamesha intizar hota hai, in k tehreron sai hamien boht malomat hasil hota hai, aur intertain bhi boht hota hai.
12-CM ne is form ko bananae main aj tak jitni bhi mehnat ki.uska andaza toh ap ko ho chuka hoga. is bare mai ap ki raye
Ans. CM sahiba nai jitni mehnat ki hai is forum ko successful bananai k liye us ka andaza to mai nahi laga sakta q k ye itna asan kam nahi hai boht mihnat ki zarorat hoti hai.
Mujai aur forums k barai mai kuch malom nahi mai forum world mai pehli dafa aya hon, mera nahi khayal k koyi r forum UT jesa successful hoga r ye hamari CM sahiba ki mehnat ka nateja hai k dosrai forums sai bhi log idhar anai shoro hoye hai.
13-forum se koi shikayat. shikwa
Ans. Ziyada nahi bas ek shikayat k members ziyada online nahi atai, mai request karonga k is barai mai kuch kia jaye.
14-forum ke liye koi suggesson
Ans. Mai is qabil to nahi k koyi suggesson dai sako. likn itna kahon ga k jo usool banaye hai forum k liye us ko strictly folow kia karai.
15-kisi bhi insan ko koi talqeen karni ho.toh ap ki talqeen ya nasihat karanige
Ans. Mai un ko Din-e-islam par amal karnai ki talqeen karonga.
@BDunc @Aliza @_Alex_ @Moona @intelligent086 @Jelly Bean @CaLmInG MeLoDy @Ainee @Veedoo @smartguycool
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
Ubaid

@
BDunc @
Aliza @
_Alex_ @
Moona @
intelligent086 @
Jelly Bean @
CaLmInG MeLoDy @
Ainee @
Veedoo @
smartguycool
Buhut shukriya ubaid bhai... appki muhabbat hai... bus shoq hai mera... aur ye shoq salamat rahe....
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Hae baba jeete raho @Ubaid
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Mein bus masroof e zindagi
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
smartguycool
Buhut shukriya ubaid bhai... appki muhabbat hai... bus shoq hai mera... aur ye shoq salamat rahe....
Allah ap ko, ap k shouq ko aur hamarai muhabbat ko sada barqarar rakhai.
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
BDunc
Hae baba jeete raho @
Ubaid
Shukriya
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
Quote:
Originally Posted by
BDunc
Mein bus masroof e zindagi
Koyi masla nahi sir ji. salamat raho

Mashallah mashallah Allah tmhe hamesha khush aur abaad rakhe inshallah ameen ya rab ul Aalameen..
Me bhi tmhe apna chota bhai samajh kar hi tm par haqh jamati hnyeah
Tmhare bare me aur jaan kar bht acha laga ubaid stay blessed always
Re: Coffee With Ubaid Sir Ji
@Moona : Phir ati hai Moona g, in sahiban sai kabhi online bat nahi hoyi bas kabhi quotes mai to kabhi comments mai bat hoti hai, malom nahi muhtarma kis time ati hai r kis time jati hai but boht achi dost hai hamari, boht achi achi batien karti hai, r in ka doo lafzon wala comment muaji boht pasand hai "Nice Sharing", is k ilawa muhtarma r kuch likhnai ki ghalti nahi karti, mazak kar raha tha mai janab bura nahi manna ok.;;)
@
Ubaid
Nyc Sharing
:Nice:
t4s
:))
Ma Sha Allah jawabaat ke kya kehne, aap ne gila kiya hai k maine bohat kam likha hai:( lekan ek baat to hai aap ki har post ko parha zaror hai 2 lafzi comments kiye hain ab aap ko lambe lambe jawab de diya karen ge

ماشاءاللہ
منجھے ہوئے رکن کی طرح بڑے متوازن جواب دیئے ہیں ، کسی کو ناراض نہیں کیا ۔
@intelligent086 : phir us k baad Habib bhai sai mulaqat hoyi, un sai bhi kafi madad mili UT ko samajhnai mai, boht achai achai r malomati post kartai hai jis sai hamari malomat-e-aama mai ezafa hota hai. aur posting ka bai taj badshah hai.
اگر بات ملاقات کی ہو تو ’’ اینی ‘‘ کے اسقبالیہ تھریڈ کے بعد ، بی ڈی انکل اور میں نے آپ کا استقبال کیا تھا وہ آپ سے پہلی ملاقات تھی اور اسکے بعد آپ کی راہنمائی کرنا میرا فرض تھا ، میرے تھریڈز کو سراہنے کا شکریہ ، اور میرے لیئے خوشی کی بات ہے کہ آپ نے اس سے استفادہ حاصل کیا اور بے تاج بادشاہ والی بات ہے وہ تو اسوقت آپ لوگ ہیں ماشاء اللہ اسوقت آپ کے تھریڈ میرے سے زیادہ ہیں میری رفتار تو آج کل نہ ہونے کے برابر ہے ، اللہ کرے آپ اسی محنت اور لگن سے اپنی سرگرمیاں جاری رکھیں۔ آمین